Search results
Saved words
Showing results for "taqsiim"
Meaning ofSee meaning taqsiim in English, Hindi & Urdu
English meaning of taqsiim
Noun, Feminine
- dividing, distributing, sharing
- partition, allotment
- division (in Arithmetic)
Sher Examples
'adam' roz-e-ajal jab qismateñ taqsīm hotī thiiñ
muqaddar kī jagah maiñ sāġhar-o-mīnā uThā laayā
'adam' roz-e-ajal jab qismaten taqsim hoti thin
muqaddar ki jagah main saghar-o-mina uTha laya
sar-e-mahfil vo phir se aa ga.e haiñ aaj be-parda
na jaane kaun sī shai phir mirī taqsīm honī hai
sar-e-mahfil wo phir se aa gae hain aaj be-parda
na jaane kaun si shai phir meri taqsim honi hai
taqsīm phir huī hai virāsat kuchh is tarah
ik maañ zamīñ pe dekhiye phir dar-ba-dar huī
taqsim phir hui hai wirasat kuchh is tarah
ek man zamin pe dekhiye phir dar-ba-dar hui
तक़सीम के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- बाँटने की क्रिया या भाव, बँटवारा, बाँटना, विभाजन, वितरण, टुकड़े-टुकड़े करना
- भाग, टुकड़ा, हिस्सा
- (सेना, फ़ौज आदि की) टुकड़ी, हिस्सा
- प्रकार (भेद के रूप में)
- शैली, ढंग, अंदाज़
- (गणित) विभाजित करने की क्रिया, बड़ी संख्या में छोटी संख्या से विभाजन
- उपहार, इनआम, सरकारी भेंट इत्यादि
- माल को बाज़ार में सप्लाई करने का काम
- तुर्की के एक चौक का नाम जो इस्ताम्बूल के पास हैं, तक़सीम चौक
تَقْسِیم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- بٹوارہ، قسمت، ٹکڑے ٹکڑے کرنا، بانٹنا
- حصہ، ٹکڑا، حصے کی چیز
- (فوج، لشکر وغیرہ) کا حصہ
- قسم (بہ اعتبار نوع وغیرہ)
- طرح، انداز، طور
- (ریاضی) وہ اصول یا قاعدہ جس میں ایک عدد کو دوسرے عدد یا اعداد پر بانٹتے ہیں جو اصل میں تفریق متواتر کا اختصار ہے
- صنائع لفظی میں سے ایک صنعت جس میں چند چیزیں بیان کر کے ہر چیز کو بقید تعیین اس کے منسوبات پر تقسیم کیا جاتا ہے
- انعام، سرکاری عطیات وغیرہ
- مال کو بازار میں سپلائی کرنے کا کام
- ترکی کا ایک چوک جو بےاوغلو میں واقع ہے، تقسیم چوک
Urdu meaning of taqsiim
- Roman
- Urdu
- baTvaaraa, qismat, Tuk.De Tuk.De karnaa, baanTnaa
- hissaa, Tuk.Daa, hisse kii chiiz
- (fauj, lashkar vaGaira) ka hissaa
- kusum (bah etbaar nau vaGaira
- tarah, andaaz, taur
- (riyaazii) vo usuul ya qaaydaa jis me.n ek adad ko duusre adad ya aadaad par baanTte hai.n jo asal me.n tafriiq mutavaatir ka iKhatisaar hai
- sanaa.ia lafzii me.n se ek sanat jis me.n chand chiize.n byaan kar ke har chiiz ko baqaid ta.ii.iin is ke munsuubaat par taqsiim kiya jaataa hai
- inaam, sarkaarii atyaat vaGaira
- maal ko baazaar me.n splaa.ii karne ka kaam
- turkii ka ek chuuk jo bayaavaGlo me.n vaaqya hai, taqsiim chauk
Synonyms of taqsiim
Idioms of taqsiim
Rhyming words of taqsiim
Related searched words
Showing search results for: English meaning of taksim, English meaning of taqseem
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (taqsiim)
taqsiim
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone