Search results
Saved words
Showing results for "tannuur"
Meaning ofSee meaning tannuur in English, Hindi & Urdu
English meaning of tannuur
Noun, Masculine
- furnace, a type of oven, to cook (bake) in an oven
- a stove
Sher Examples
dam-ba-dam uThte haiñ tūfān jo 'barq' ashkoñ ke
nuuh kā vaqt nahīñ aañkh hai tannūr nahīñ
dam-ba-dam uThte hain tufan jo 'barq' ashkon ke
nuh ka waqt nahin aankh hai tannur nahin
lahaktī aag ke tannūr meñ ab
tumhārī yaad zinda jhoñktā huuñ
lahakti aag ke tannur mein ab
tumhaari yaad zinda jhonkta hun
ehsās aur shu.ūr ke tannūr jal uTheñ
jal kar hamāre shahrī hoñ kundan ḳhudā kare
ehsas aur shuur ke tannur jal uThen
jal kar hamare shahri hon kundan KHuda kare
तन्नूर के हिंदी अर्थ
تَنُّور کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- روٹی یا شیر مال وغیرہ پکانے کی بھٹی جو بڑے مٹکے سے ملتی جلتی لوہے یا مٹی کی بنی ہوئی ہوتی ہے، اسے زمین میں گاڑ دیا جاتا ہے اس میں آگ جلتی ہے گرم ہو جانے پر اس کے اوپر کے حصے میں روٹی لگائی جاتی ہے اور پک جانے پر نکال لی جاتی ہے، تندور
- وہ حوض جس میں کاغذ بنانے کے لیے مسالہ تیار کیا جاتا ہے
Urdu meaning of tannuur
- Roman
- Urdu
- roTii ya sher maal vaGaira pakaane kii bhaTTii jo ba.De maTke se miltii jaltii lohe ya miTTii kii banii hu.ii hotii hai, use zamiin me.n gaa.D diyaa jaataa hai is me.n aag jaltii hai garm ho jaane par is ke u.upar ke hisse me.n roTii lagaa.ii jaatii hai aur pak jaane par nikaal lii jaatii hai, tanduur
- vo hauz jis me.n kaaGaz banaane ke li.e masaala taiyyaar kiya jaataa hai
Antonyms of tannuur
Proverbs of tannuur
Compound words of tannuur
Related searched words
tannuur se bachne ke liye bhaa.D me.n gir pa.De
تھوڑی مصیبت سے بچنے کے لیے بڑی مصیبت میں مُبتلا ہوئے.
tannuur garm rakhnaa
روٹیاں پکانے کے لیے تنور روشن رہنا ؛ کھانا تیار رکھنا ، سامان ضیافت موجود رکھنا ، (مجازاً) کھانا کھاتے رہنا.
Showing search results for: English meaning of tannoor, English meaning of tannur
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadaf
हदफ़
.ہَدَف
a mark, butt, bull's-eye (for archers)
[ Kaman se nikla teer sidhe hadaf par ja kar laga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaah-maKHvaah
ख़्वाह-मख़्वाह
.خواہ مَخواہ
without rhyme or reason
[ Mujhe maloom hai ki Sohan nahin aayega lekin uska bhai mahinon se khwah-makhwah intizar kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jabiin
जबीन
.جَبِین
the forehead
[ Badshah ke diwan-e-aam mein hazir hote tazim-o-ehtiram mein har ek ki jabin jhuk gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jashn
जश्न
.جَشْن
celebration, feast
[ Ladke ki paidaish ke mauqa par pura khandan jashn mana raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nau-roz
नौ-रोज़
.نَو روز
New year's day (according to the Persian calendar
[ Waqt itna tezi se guzar gaya ki use kuchh pata hi na chala shadi ke chauthe din Masood Nauroz manane apne sasural chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiKHaab
इंतिख़ाब
.اِنْتِخاب
election, option
[ Khwah-ma-Khwah mulk ka Rupya intikhab ki behudagi mein sarf hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarf
सर्फ़
.صَرْف
expenditure, cost
[ Zamin ki quvvat thode se sarf se bahut dinon tak qaaem rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ro'b
रो'ब
.رُعْب
terrifying, fear, terror, dread
[ Hakim ne rob-daar aawaz mein kaha ki aaj ye kam hona hi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aqsaam
अक़्साम
.اَقْسام
kinds, types, sorts, categories
[ Baazar mein sabziyon ki mukhtalif aqsam aati hain, jinhein log paka kar khaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (tannuur)
tannuur
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone