Search results
Saved words
Showing results for "tanaazur"
Meaning ofSee meaning tanaazur in English, Hindi & Urdu
English meaning of tanaazur
Noun, Masculine
- perspective, scenario
- range of vision
Sher Examples
ab nahīñ hai us kī khiḌkī ke tanāzur meñ bhī chāñd
ek pur-asrār mausam se guzar merā bhī hai
ab nahin hai us ki khiDki ke tanazur mein bhi chand
ek pur-asrar mausam se guzar mera bhi hai
zamīn-o-arsh ke bāham ta.alluq ke tanāzur meñ
zamīn-o-arsh kā idġhām ho jaane se Dartā huuñ
zamin-o-arsh ke baham talluq ke tanazur mein
zamin-o-arsh ka idgham ho jaane se Darta hun
sunahrī rut ke kisī nīlgūñ tanāzur meñ
ḳhat-e-ufuq pe vo piilā gulāb phir na khilā
sunahri rut ke kisi nilgun tanazur mein
KHat-e-ufuq pe wo pila gulab phir na khila
तनाज़ुर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- (शाब्दिक) एक दूसरे को देखना
- मुक़ाबला करना, काम में कठिनाई उठाना
- दृश्यमान या देखी जाने वाला वस्तुओं में स्थान और दूरी के बीच स्पष्ट अनुपात
- (लाक्षणिक) मंज़र, दृश्य
- शास्त्रार्थ-विज्ञान, शास्त्रार्थ, चर्चा
- (खगोलशास्त्र) कर्कराशि के प्रथम चिह्न या मेष राशि के प्रथम चिह्न में दो सितारों का इस प्रकार योग होना कि दोनों की दूरी कर्कराशि के प्रथम चिह्न या मेष राशि के प्रथम चिह्न के बराबर हो
تَناظُر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (لفظاً) ایک دوسرے کو دیکھنا
- مقابلہ کرنا، کام میں مشقت کرنا
- اشیاے مرئی میں جائے وقوع اور فاصلے کا ظاہری تناسب
- (مجازاً) منظر
- علم مناظرہ، مناظرہ، مباحثہ
- (ہیئت) اول برج سرطان یا اول برج حمل میں دو ستاروں کا اس طرح جمع ہونا کہ دونوں کا فاصلہ اول سرطان یا اول حمل سے برابر ہو
Urdu meaning of tanaazur
- Roman
- Urdu
- (lafzan) ek duusre ko dekhana ; muqaabala karnaa, kaam me.n mashaqqat karnaa
- eshyaa.e muri.i me.n jaaye vaquua aur faasle ka zaahirii tanaasub, (majaazan) manzar
- ilam-e-munaazar, munaazara, mubaahisa
- (haiyat) avval buraj-e-sartaan ya avval buraj-e-hamal me.n do sitaaro.n ka is tarah jamaa honaa ki dono.n ka faasila avval surtaan ya avval hamal se baraabar ho
Related searched words
Showing search results for: English meaning of tanaajur, English meaning of tanajur
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
talaatum
तलातुम
.تَلَاطُم
storm, choppiness, (of the sea)
[ Jahaz bhi samundar ke talatum se hil jata hai phir naav kya chiz hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maayuus
मायूस
.مایُوس
disappointed, hopeless, desperate
[ Mahangai ki wajah se phalon ki kheti karne wale kisanon ko mayus hona pad raha hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imtihaan
इम्तिहान
.اِمْتِحان
examination
[ Talaba (Students) imtihan qarib hone par padhaayi mein man lagate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahruum
महरूम
.مَحْرُوم
disappointed, repulsed
[ Ek kasir (Plurality) aabadi bijli ki raushni, pine ka saaf paani aur dawa ilaj ki suhulaton se bhi mahrum hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
amaan
अमान
.اَمان
security, protection, safeguard, custody
[ Jab jang chhid gayi ho to logon ko kahin amaan nahin milti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paiGaam-rasaa.n
पैग़ाम-रसाँ
.پَیغام رَساں
messenger, envoy
[ Kuch jagahon par aaj bhi paighaam-rasaan kabootron ka istemaal hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mannat
मन्नत
.مَنَّت
an act of prayer or devotion carried out if a wish is fulfilled, vow
[ Jumerat (Thursday) ke din mannat murad wale kasrat se aate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
takallum
तकल्लुम
.تَکَلُّم
speech, conversation, eloquence
[ Takallum ka andaz dil-kash ho to shakhsiyat mein char chand lag jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maGmuum
मग़्मूम
.مَغمُوم
sorrowful, sad
[ Ghar mein maatam pasra hua tha aur har shakhs nidhal aur maghmum nazar aa raha tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rauzan
रौज़न
.رَوزَن
hole in the wall or roof, skylight, window
[ Sard hawaon ka ye kahan ki wo ain (Exact) us lamhe ke rauzanon ke andar aayen jab mazar ke qarib charagh jalaya ja raha ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (tanaazur)
tanaazur
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone