Search results
Saved words
Showing results for "tag-o-dau"
Meaning ofSee meaning tag-o-dau in English, Hindi & Urdu
English meaning of tag-o-dau
Feminine
- close pursuit or search, efforts, struggle, effort, running about, toil
Sher Examples
garche haiñ mūnis-o-ġham-ḳhvār tag-o-dau meñ sahī
par tirī tab.a ko kab raah pe lā sakte haiñ
garche hain munis-o-gham-KHwar tag-o-dau mein sahi
par teri taba ko kab rah pe la sakte hain
kaise haiñ ye armān ye kāvish ye tag-o-dau
manzil nahīñ ma.alūm to ghar kyuuñ nahīñ jaate
kaise hain ye arman ye kawish ye tag-o-dau
manzil nahin malum to ghar kyun nahin jate
kārvān-e-shauq jis ko zindagī kahte ho tum
is tag-o-dau ke jilau meñ hī sadā rahtā huuñ maiñ
karwan-e-shauq jis ko zindagi kahte ho tum
is tag-o-dau ke jilau mein hi sada rahta hun main
तग-ओ-दौ के हिंदी अर्थ
स्त्रीलिंग
- दे. 'तगापो'।
Urdu meaning of tag-o-dau
- Roman
- Urdu
Related searched words
Showing search results for: English meaning of tagodau
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hariis
हरीस
.حَرِیص
greedy, covetous
[ jun-jun Ahmad bada hota gaya ziddi aur haris banta gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basiirat
बसीरत
.بَصِیَرت
sight, vision, insight, foresight
[ Jab tak aadmi ko basirat na mili ho wo sahi aur ghalat ke mutalliq kamyab faisle nahin kar sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaasiyat
ख़ासियत
.خاصِیَت
peculiar nature, natural disposition
[ Paare ki ye khasiyat hai ki wo ek jagah thaharta nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hauz
हौज़
.حَوضْ
reservoir, pond, tank
[ Akbar ne Fatahpur Sikari qila mein jo hauz banwaya hai uska pani garm rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazaad
तज़ाद
.تَضاد
contradiction, antithesis
[ Aadmi ko iska khayal zaroor rakhna chahiye ki uske kahne aur karne mein tazad na ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarar
ज़रर
.ضَرَر
hurt, mischief, damage
[ Machine ka sahih istemal ho to kya majal hai ki usse koi zarar ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zau-baar
ज़ौ-बार
.ضو بار
diffusing light, dazzling
[ Andheri raton mein zau-baar sitaron ko dekhiye kitne khubsurat lagte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tas.hiih
तस्हीह
.تَصْحِیح
correction, rectification
[ Agar ghalti ho bhi jaye to uski tasheeh kar leni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice
[ Hirs buri chiz hai aadmi ko kabhi chain se nahin rahne deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (tag-o-dau)
tag-o-dau
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone