Search results
Saved words
Showing results for "suraahii"
Meaning ofSee meaning suraahii in English, Hindi & Urdu
English meaning of suraahii
Noun, Feminine
- jug
- long-necked metallic or clay flask
- small triangular piece of cloth
Sher Examples
kahāñ se lā.ūñ sabr-e-hazrat-e-ayyūb ai saaqī
ḳhum aa.egā surāhī aa.egī tab jaam aa.egā
kahan se laun sabr-e-hazrat-e-ayyub ai saqi
KHum aaega surahi aaegi tab jam aaega
ik to ham ko adab ādāb ne pyāsā rakkhā
us pe mahfil meñ surāhī ne bhī gardish nahīñ kī
ek to hum ko adab aadab ne pyasa rakkha
us pe mahfil mein surahi ne bhi gardish nahin ki
tavāzo kā tarīqa sāhibo pūchho surāhī se
ki jaarī faiz bhī hai aur jhukī jaatī hai gardan bhī
tawazo ka tariqa sahibo puchho surahi se
ki jari faiz bhi hai aur jhuki jati hai gardan bhi
uThā surāhī ye shīsha vo jaam le saaqī
phir is ke baad ḳhudā kā bhī naam le saaqī
uTha surahi ye shisha wo jam le saqi
phir is ke baad KHuda ka bhi nam le saqi
hai dil meñ josh-e-hasrat rukte nahīñ haiñ aañsū
ristī huī surāhī TuuTā huā subū huuñ
hai dil mein josh-e-hasrat rukte nahin hain aansu
risti hui surahi TuTa hua subu hun
सुराही के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- पानी, शराब कोई अन्य पेय या तरल पदार्थ के रखने का बर्तन जो लंबी गर्दन और छोटे मुँह का औसत दर्जे या छोटे आकार का होता है(प्राय: मिट्टी और धात या शीशे का होता है)
- जल रखने का एक प्रकार का प्रसिद्ध मिट्टी, धातु, शीशे आदि का पात्र, जिसके नीचे और बीच का भाग बड़े लोटे की तरह और ऊपर का भाग लम्बे चोंगे या नल की तरह होता है
- पीने वाले जल को ठंडा रखने के लिए मिट्टी का बनाया हुआ सँकरी एवं लंबी गरदन वाला घड़ा
- पानी रखने का एक विशेष प्रकार का मिट्टी का पात्र, जल की कुंभी
- सुराही की शक्ल का कपड़े का टुकड़ा जो अंगर खे वग़ैरा की दोनों बग़लों के नीचे सी देते हैं
- (तसव़्वुफ) सूफ़ी परंपरा में मस्ती की एक अवस्था
- कुछ आभूषणों तथा दूसरे पदार्थों के सिरे पर का उक्त आकार का छोटा खंड
- (ख़र्राती) खरादी पाए का दरमयानी हिस्सा, मछली
صُراحی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- پانی، شراب یا رقیق شے کے رکھنے کا برتن جو لمبی گردن اور چھوٹے منہ کا اوسط درجے یا چھوٹے قد کا ہوتا ہے(عموماً مٹی اور گاہے دھات یا شیشے کا ہوتا ہے)
- صراحی کی شکل کا کپڑے کا ٹکڑا جو انگر کھے وغیرہ کی دونوں بغلوں کے نیچے سی دیتے ہیں
- (خراطی) کھرادی پائے کا درمیانی گلؤدم حصّہ، مچھلی
- (تصوّف) مقام مستی کو کہتے ہیں جس میں سالک متحیر ہوتا ہے اور اس پر فتوحاتِ غیبی وارد ہوتے ہیں، بعضے کہتے ہیں کہ صراحی مقام سالک کو کہتے ہیں اور بعض کے نزدیک اس سے حسن ترتیب باطنی مراد ہے
Urdu meaning of suraahii
- Roman
- Urdu
- paanii, sharaab ya raqiiq shaiy ke rakhne ka bartan jo lambii gardan aur chhoTe mu.nh ka ausat darje ya chhoTe qad ka hotaa hai(umuuman miTTii aur gaahe dhaat ya shiishe ka hotaa hai
- suraahii kii shakl ka kap.De ka Tuk.Daa jo angar khe vaGaira kii dono.n baGlo.n ke niiche sii dete hai.n
- (Kharraatii) kharaadii pa.e ka daramyaanii guldam hissaa, machhlii
- (tasavvuph) muqaam mastii ko kahte hai.n jis me.n saalik mutahayyar hotaa hai aur is par futuuhaat-e-Gaibii vaarid hote hain, baaze kahte hai.n ki suraahii muqaam saalik ko kahte hai.n aur baaaz ke nazdiik is se husn tartiib baatinii muraad hai
Synonyms of suraahii
Compound words of suraahii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of suraahee, English meaning of suraahi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jurm
जुर्म
.جُرْم
illegal act, crime
[ Naa-baaligh (Minor) umr mein shadhi karna qanooni taur par jurm hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqbara
मक़बरा
.مَقبَرَہ
tomb, sepulchre
[ Sham ke jhutpute mein camera Jahangir ke maqbare ko wahan dikhata hai jahan Asif Jaah ka maqbara hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fikr
फ़िक्र
.فِکْر
thought
[ Ye baat taslim ki jati hai ki ghaur-o-fikr ka markaz hamara dimagh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paayanda
पायंदा
.پایَنْدَہ
one that provides durability, firmness
[ Jab tak duniya hai bhalaayi zinda wa payanda rahegi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHubs
ख़ुब्स
.خُبْث
wickedness, depravity
[ Aalam (the world) yaani hasti se khubs ka bil-kulliya (totally) uth jana sahi nahin hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tadbiir
तदबीर
.تَدْبِیر
tactic, remedy, way
[ masalon se nipatne ke liye tadabir karni hi padti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qist
क़िस्त
.قِسْط
division, portion, share
[ Ali ne apni fees ki qist jama karvaa di hai taki uska dakhila na roka jaaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fe'l
फ़े'ल
.فِعْل
deed, action, act, work, operation, labour
[ Ilm insaan ko achchhe fel karne ki himmat deta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mafhuum
मफ़्हूम
.مَفہُوم
(metaphorical) sense, tenor, meaning, connotation
[ Saara ne kaha tha ki vo kal milegi, uska mafhoom tha ki vo hamaare sath vaqt guzaregi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zid
ज़िद
.ضِد
stubbornness, persistence, obduracy
[ hamein apni zid aur anaa ko chhor kar company ki kaamyabi ke liye ek sath mil kar kaam karna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (suraahii)
suraahii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone