Search results
Saved words
Showing results for "sultaanii"
Meaning ofSee meaning sultaanii in English, Hindi & Urdu
English meaning of sultaanii
Adjective, Feminine
- of or belonging or relating to a sovereign, royal, regal, princely
- sovereignty, empire, dominion
- dignity or office of sult̤ān
- a kind of broadcloth
- a kind of thick, coarse cloth
Sher Examples
ḳhudāvandā ye tere sāda-dil bande kidhar jaa.eñ
ki darveshī bhī ayyārī hai sultānī bhī ayyārī
KHudawanda ye tere sada-dil bande kidhar jaen
ki darweshi bhi ayyari hai sultani bhi ayyari
mohabbat kī sultānī hai sab jagat meñ
ki is sam nahīñ koī gyānī-o-dānī
mohabbat ki sultani hai sab jagat mein
ki is sam nahin koi gyani-o-dani
aadmī ban ke mirā ādamiyoñ meñ rahnā
ek alag vaz.a hai darveshī o sultānī se
aadmi ban ke mera aadamiyon mein rahna
ek alag waza hai darweshi o sultani se
सुल्तानी के हिंदी अर्थ
विशेषण, स्त्रीलिंग
- लाल (रंग का)। स्त्री०१. सुलतान होने की अवस्था, पद या भाव। २. सुलतान का राज्य या शासन-काल। बादशाही। राजत्व। पुं०१. प्रकार का बढ़िया महीन रेशमी कपड़ा। २. पुरानी चाल का एक प्रकार का कागज जो फारस से बनकर आता था। वि० लाल रंग का। रक्त-वर्ण। सुर्ख।
سلطانی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت، مؤنث
- سلطان کا، شاہ کا، شاہی، سرکاری
- حکومت، بادشاہت، حکمرانی
- (بانک) خنجر نما چھوٹی چُھری
- (بانک) ایک داؤ کا نام، اپنی چھری حریف کے ہاتھ پر سے اُتار کے اس کے بائیں ہاتھ کی کلائی کے نیچے رکھ کر اپنی چھری کی باڑھ سے اس کے بائیں ہاتھ کو اوپر اُچھال دینا تاکہ اپنا ہاتھ چھوٹ جائے اور جلدی سے اپنا سیدھا پاؤں آگے بڑھا کے حریف کے پیٹ میں بھونک دے
- (سلائی بٹائی) موٹا پھٹکی دار اور سخت قسم کا ریشم جو معمولی قسم کا کپڑا بنانے اور دوسرے ادنیٰ کاموں میں استعمال کیا جاتا ہے، سچّل، سنگل
- (تصوّف) جریانِ اعمال اور احوال کو کہتے ہیں
Urdu meaning of sultaanii
- Roman
- Urdu
- sultaan ka, shaah ka, shaahii, sarkaarii
- hukuumat, baadshaahat, hukmaraanii
- (baank) Khanjar numaa chhoTii chhurii
- (baank) ek daa.o ka naam, apnii chhurii hariif ke haath par se utaar ke is ke baa.e.n haath kii kalaa.ii ke niiche rakh kar apnii chhurii kii baa.Dh se is ke baa.e.n haath ko u.upar uchhaal denaa taaki apnaa haath chhuuT jaaye aur jaldii se apnaa siidhaa paanv aage ba.Dhaa ke hariif ke peT me.n bhaunk de
- (silaa.ii baTaa.ii) moTaa phaTkiidaar aur saKht kism ka resham jo maamuulii kism ka kap.Daa banaane aur duusre adnaa kaamo.n me.n istimaal kiya jaataa hai, sachal, singal
- (tasavvuph) jaryaan-e-aamaal aur ahvaal ko kahte hai.n
Compound words of sultaanii
Related searched words
sultaanii utaarnaa
(بانْک) اپنی چُھری حریف کے ہاتھ پر سے اُتار کے اس کے بائیں ہاتھ کی کلائی کے نیچے رکھ کے اپنی چُھری کی باڑھ سے اس کے بائیں ہاتھ کو اُوپر اُچھال دینا.
mashGala-sultaanii
تعلیم دینا، مہذب بنانا، (مجازاً) وہ صندوقچہ، جو بادشاہ کی سواری کے ساتھ اس غرض سے رہتا تھا کہ فریادی اپنی درخواستیں اس میں ڈال دیں
Showing search results for: English meaning of sultaanee, English meaning of sultaani
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (sultaanii)
sultaanii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone