Search results
Saved words
Showing results for "siyah-kaarii"
Meaning ofSee meaning siyah-kaarii in English, Hindi & Urdu
English meaning of siyah-kaarii
Noun, Feminine
- evil actions, bad activities
Sher Examples
kahāñ apnī siyah-kārī kahāñ ye terī ma.asūmī
tujhe dekhā nahīñ jaatā nadāmat aisī hotī hai
kahan apni siyah-kari kahan ye teri masumi
tujhe dekha nahin jata nadamat aisi hoti hai
ye vo parda hai jo doshīzgī ko aur chamkā de
siyah-kārī se husn ālūda-e-isyāñ nahīñ hotā
ye wo parda hai jo doshizgi ko aur chamka de
siyah-kari se husn aaluda-e-isyan nahin hota
siyah-kārī hī maiñ ne umr bhar kī tīra-baḳhtī se
tirā hāl-e-siyah kyā merī qismat kā sitāra hai
siyah-kari hi main ne umr bhar ki tira-baKHti se
tera haal-e-siyah kya meri qismat ka sitara hai
सियह-कारी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- गुनहगारी, पापकर्म, बदकारी, पापाचारी, दुशचरित्र
سِیَہ کاری کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- بدعملی، گنہ گاری، فسق و فجور اور بدکاری، ظلم
Urdu meaning of siyah-kaarii
- Roman
- Urdu
- bad amlii, gunaa gaarii, fisq-o-fujuur aur badkaarii, zulam
Related searched words
Showing search results for: English meaning of siyahkaaree, English meaning of siyahkaari
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bahutaat
बहुतात
.بَہُتات
plenty, abundance, excess
[ Sari bahar yahin guzar gai jade aae to mevon ki buhtat hui ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
error, faultiness, fault, sin
[ Kisi ko saza dene se qabl uska qusoor sabit karna zaroori hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadGan
क़दग़न
.قَدْغَن
prohibition, ban
[ Dahshat-gardi par qadghan lagane ke liye Hindustan ko sakht qanun banane chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ilaaqaa.ii
'इलाक़ाई
.عِلاقائی
local, regional
[ Ilaqai kushti muqable mein jalilul-qadr (Great) pahalwan hissa le rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaliilul-qadr
जलीलुल-क़द्र
.جَلِیلُ الْقَدْر
august, great, glorious, illustrious
[ Akbar ek jalilul-qadr badshah tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iz.haar
इज़हार
.اِظْہار
revealed
[ Shaer nazm ke zariya apne khayalat ka izhar karta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraavaanii
फ़रावानी
.فَراوانی
plenty, plentifulness, abundance
[ Kisanon ke paas anaj ki faravani hone par bhi unhen muqavvi ghiza nasib nahin hoti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muntazir
मुंतज़िर
.مُنتَظِر
one who is expecting, or looking out (for), expectant
[ Pure ek din muntazir rahne ke baad Abbas ko kapde doc ke zariya mausul hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pahlavaan
पहलवान
.پَہْلَوان
wrestler, athlete
[ Mathura mein khushti ke dangal ke zamana mein dur-dur ke pahalwan aate aur kushtiyan ladte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yalGaar
यलग़ार
.یَلْغار
forced march of an army, expedition, raid in force
[ Yalghar se nipatne ke liye qilon ki tamir ki jati thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (siyah-kaarii)
siyah-kaarii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone