Search results
Saved words
Showing results for "siyah-baKHtii"
Meaning ofSee meaning siyah-baKHtii in English, Hindi & Urdu
English meaning of siyah-baKHtii
Noun, Feminine
- misfortune, ill-luck, wretchedness
Sher Examples
siyah-baḳhtī meñ kab koī kisī kā saath detā hai
ki tārīkī meñ saayā bhī judā rahtā hai insāñ se
siyah-baKHti mein kab koi kisi ka sath deta hai
ki tariki mein saya bhi juda rahta hai insan se
kyā kaheñ apnī siyah-baḳhtī hī kā andher hai
varna sab kī hijr kī raat aisī kaalī bhī nahīñ
kya kahen apni siyah-baKHti hi ka andher hai
warna sab ki hijr ki raat aisi kali bhi nahin
siyah-baḳhtī kā saaya dīda-o-dil par hai yuuñ taarī
ki ik muddat se mere din bhī kajlā.e hue se haiñ
siyah-baKHti ka saya dida-o-dil par hai yun tari
ki ek muddat se mere din bhi kajlae hue se hain
सियह-बख़्ती के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- भाग्य का बुरा होना, अभागापन
سِیَہ بَخْتی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- سیاہ بختی، بدنصیبی، بد قسمتی
Urdu meaning of siyah-baKHtii
- Roman
- Urdu
- syaah buKhtii, badansiibii, badkismtii
Synonyms of siyah-baKHtii
Showing search results for: English meaning of siyahbakhtee, English meaning of siyahbakhti
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
majlis
मजलिस
.مَجلِس
assembly, meeting, committee, board
[ Sardar Bhagat Singh markazi majlis ki nishast mein bhi bomb phenk kar nahin bhage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zanaKH
ज़नख़
.زَنَخ
the chin
[ Mundhe hue baal bhi kai tarah ke rang se taiyaar kiye aur rish-e-amali (Artificial Beard) rukh wa zanakh par jama di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maatam
मातम
.ماتَم
mourning, grief
[ Baba-e-qaum Mahatma Gandhi ki barsi par pura mulk matam manata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aashuura
'आशूरा
.عاشُورَہ
this is the Husain's martyred day
[ Zuhar ka waqt hua badshah bar-aamad huye moti masjid mein aashure ki namaz padhi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saarifiin
सारिफ़ीन
.صارِفِین
subscribers, consumers
[ Sarifin ki zaruraton ko dekhte hue companiyan nayi-nayi masnuat bazar mein laa rahi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shadda
शद्दा
.شَدَّہ
flag raised in condolence of the martyrs of Karbala in Muharram
[ Koi to piron ko aur shaddon ko aur qabron ko sajda karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masnuu'aat
मस्नू'आत
.مَصْنُوعات
created things, things artificially made
[ Rasgulle, kalakand, dahi waghaira dairy masnu'aat hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gustaaKHii
गुस्ताख़ी
.گُسْتاخی
arrogance, assurance, rudeness
[ Bar-Bar kahte unke huzur kisi gustakhi ka tasawwur karun to insan ke nutfe (Semen) se nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hamdam
हमदम
.ہَمدَم
intimate companion, bosom friend, familiar
[ Chidiyon ke ham-dam jode hamesha chhat mein rahte the aur Eadon ki tanhai mein rafiq the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'zarat
मा'ज़रत
.مَعْذَرَت
excuse, apology, plea
[ Na-farmanon ko unki mazarat kuch bhi nafa na degi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (siyah-baKHtii)
siyah-baKHtii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone