Search results
Saved words
Showing results for "shor-e-maatam"
Meaning ofSee meaning shor-e-maatam in English, Hindi & Urdu
English meaning of shor-e-maatam
Masculine
- noise of sorrow, mourning
Sher Examples
balā.eñ kitnī bhī aa.eñ sar par 'ra.īs' ġham kī na kiije shohrat
ye āh-o-zārī ye shor-e-mātam koī sunegā to kyā kahegā
balaen kitni bhi aaen sar par 'rais' gham ki na kije shohrat
ye aah-o-zari ye shor-e-matam koi sunega to kya kahega
vo uTThā shor-e-mātam āḳhirī dīdār-e-mayyat par
ab uTThā chāhtī hai na.ash-e-'fānī' dekhte jaao
wo uTTha shor-e-matam aaKHiri didar-e-mayyat par
ab uTTha chahti hai nash-e-'fani' dekhte jao
sab se yaqīn uThāyā ham ne dost paḌosī din tārīḳh
īd-milan ko ghar se nikle shor-e-mātam hone lagā
sab se yaqin uThaya hum ne dost paDosi din tariKH
id-milan ko ghar se nikle shor-e-matam hone laga
शोर-ए-मातम के हिंदी अर्थ
पुल्लिंग
- किसी के मरने पर रोने- धोने का शोर
Urdu meaning of shor-e-maatam
- Roman
- Urdu
Related searched words
Showing search results for: English meaning of shoremaatam, English meaning of shorematam
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fehrist
फ़ेहरिस्त
.فِہْرِسْت
list, index
[ Rihaai ke liye qaidiyon ki fehrist murattab hui ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
murattib
मुरत्तिब
.مُرَتِّب
arranger, disposer, director, editor, compiler
[ Farhang-e-Aasafia ke murattib Sayyed Ahmad Dehlavi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nazdiik
नज़दीक
.نَزْدیک
near, close
[ Apni tahreer se unhone hamen apne nazdik bula liya tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kohna
कोहना
.کُہْنَہ
old, ancient, obsolete
[ Aur chahate hain ki is jadid ahd (Modern Period) mein kohna aur farsuda (old) balaon ko patthar ka bana den ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yatiim
यतीम
.یَتیم
fatherless child, orphan
[ Tabassum ne yatim bachchon ki parvarish aur talim-o-tarbiyat ke liye ek idara qayam kiya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
musta'mal
मुस्त'मल
.مُسْتَعْمَل
used, applied
[ Halwai ne mithai mein mustamal chizon ki fehrist banayi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aafii
मु'आफ़ी
.مُعَافِی
forgiveness, pardon
[ Farz mein kotahi mu'aafi ke qabil nahin hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiqaam
इंतिक़ाम
.اِنْتِقام
revenge, vengeance, reprisal, retaliation
[ Bhagwan Ram ne Rawan ko mar kar Maate Site ka intiqam liya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zyaadtii
ज़्यादती
.زِیادْتی
addition, surplus, excess, abundance
[ Jism mein chini ki zyadati se ziabitas (Sugar) ho jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muta.assir
मुतअस्सिर
.مُتَأثِّر
affected, touched, impressed
[ Narmada bandh mansube se muta.assir logon ki baz-abadkari (Rehabilitation) ki jaaegi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (shor-e-maatam)
shor-e-maatam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone