Search results
Saved words
Showing results for "shahaadat"
Meaning ofSee meaning shahaadat in English, Hindi & Urdu
English meaning of shahaadat
Sher Examples
maiñ bhī yahāñ huuñ is kī shahādat meñ kis ko lā.ūñ
mushkil ye hai ki aap huuñ apnī nazīr maiñ
main bhi yahan hun is ki shahadat mein kis ko laun
mushkil ye hai ki aap hun apni nazir main
kuchh usūloñ kā nasha thā kuchh muqaddas ḳhvāb the
har zamāne meñ shahādat ke yahī asbāb the
kuchh usulon ka nasha tha kuchh muqaddas KHwab the
har zamane mein shahadat ke yahi asbab the
ham apne ishq kī ab aur kyā shahādat deñ
hameñ hamāre raqīboñ ne mo'tabar jaanā
hum apne ishq ki ab aur kya shahadat den
hamein hamare raqibon ne mo'tabar jaana
शहादत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- साक्षी, गवाही, प्रमाण, सुबूत
- वध, धर्म-युद्ध में वध, ख़ुदा के रास्ते में जान देना, बलिदान, युद्ध करते हुए शहीद होना;अच्छाई के रास्ते पर संघर्ष करते हुए मारा जाना, जिहाद में लड़ते हुए प्राण देना धर्म या देश आदि के लिए बलिदान
- शहीद होने की अवस्था या भाव
- तौहीद-ओ-रिसालत का इक़रार, कलिमा शहादत पढ़ना
- सबूत, सनद सर्टीफिकट
شَہادَت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- رک : شہادت .
- گواہی ، اظہار دینا ، کسی واقعہ کو جس طرح دیکھا اسی طرح بیان کرنا (کسی عدالت وغیرہ میں خواہ تحریری یا زبانی) .
- تصدیق ، تاثیر
- خدا کی راہ میں شہید ہونا ، حق کے لئے جان دینا
- ثبوت ، سند سرٹیفکٹ
- توحید و رسالت کا اقرار ، کلمہ شہادت پڑھنا
- مرثیے کا ایک حصّہ جس میں امام حسین علیہ السلام یا اُن کے دوسرے اصحاب کی شہادت کا ذکر کرتا ہے
- جو کچھ کائنات میں ظاہر ہے ، شہود ظہور ، غیب کی ضد
- (نفسیات) پہلے سے ادراک کرنا ، اردراک ماقبل
Urdu meaning of shahaadat
- Roman
- Urdu
- ruk ha shahaadat
- gavaahii, izhaar denaa, kisii vaaqiya ko jis tarah dekhaa isii tarah byaan karnaa (kisii adaalat vaGaira me.n Khaah tahriirii ya zabaanii)
- tasdiiq, taasiir
- Khudaa kii raah me.n shahiid honaa, haq ke li.e jaan denaa
- sabuut, sanad sarTiiphikaT
- tauhiid-o-risaalat ka iqraar, kalima shahaadat pa.Dhnaa
- marsii.e ka ek hissaa jis me.n imaam husain alaihi assalaam ya un ke duusre ashaab kii shahaadat ka zikr kartaa hai
- jo kuchh kaaynaat me.n zaahir hai, shahuud zahuur, Gaib kii zid
- (nafasiyaat) pahle se idraak karnaa, aradraak maaqbal
Synonyms of shahaadat
Antonyms of shahaadat
Rhyming words of shahaadat
Related searched words
Showing search results for: English meaning of shahadat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basaarat
बसारत
.بَصارَت
sight, power of seeing, vision
[ Aankhen bahut khubsoorat sahi basarat se mahroom hon to unhen aankhen kaun kahe ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaarat
सदारत
.صَدارَت
chairman
[ Aaj-kal jalson ki sadarat karna bhi izzat ki nishani samjha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaa
सदा
.صَدا
sound, voice, echo
[ Hindustani awam ne corruption ke khilaf sada baland karke sarkar ko bahut bada challenge kiya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
israar
इसरार
.اِصْرار
insistence, persistence, obstinacy
[ Koi dawat de aur bar-bar israr kare to inkar karna mushkil ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sohbat
सोहबत
.صُحْبَت
companionship, society, company
[ Kaha jata hai ki sohbat rang zaroor lati hai achchhi ho to achchha buri ho to bura rang ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sad
सद
.صَد
hundred, cent
[ Ainda dahaiyon mein Hindustan apni aazadi ki sad-saala taqrib mana raha hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sehat
सेहत
.صِحَت
health
[ Sehat kharab ho to zindagi ka zyada lutf nahin aata ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuubsuurat
ख़ूबसूरत
.خُوبصُورَت
beautiful, pretty, handsome
[ Shalimar bahut khubsoorat bagh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasviir
तस्वीर
.تَصْوِیر
painting, picture, image, portrait
[ Ghar ki safai karte hue dadi-amma ke hath ka ek shisha mil gaya us par kapda pherte hi meri taswir raushan ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saabir
साबिर
.صابِر
patient, enduring, forbearing
[ Oont fauj aur aabadi ke liye bahut madadgar aur bojh dhone ke liye sabir mana gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (shahaadat)
shahaadat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone