Search results
Saved words
Showing results for "shafaq-zaar"
Meaning ofSee meaning shafaq-zaar in English, Hindi & Urdu
Vazn : 1221
Tags: Figurative
English meaning of shafaq-zaar
Persian, Arabic - Adjective, Masculine
- fields of evening twilight
Sher Examples
āvārgī-e-rañg hai ḳhvāboñ kī tarah hai
vo shaḳhs shafaq-zār gulāboñ kī tarah hai
aawargi-e-rang hai KHwabon ki tarah hai
wo shaKHs shafaq-zar gulabon ki tarah hai
sham.a kā mai kā shafaq-zār kā gulzār kā rañg
sab haiñ aur sab se judā hai lab-e-dīdār kā rañg
shama ka mai ka shafaq-zar ka gulzar ka rang
sab hain aur sab se juda hai lab-e-didar ka rang
ḳhaak dekhī hai shafaq-zār falak dekhā hai
zarf bhar terī tamannā meñ bhaTak dekhā hai
KHak dekhi hai shafaq-zar falak dekha hai
zarf bhar teri tamanna mein bhaTak dekha hai
शफ़क़-ज़ार के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण, पुल्लिंग
- सांझ का समय, प्रतीकात्मक: भरपूर जवानी
شَفَق زار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت، مذکر
- شفق کی جگہ، لالہ زار، کنایۃً: بھر پور جوانی
Urdu meaning of shafaq-zaar
- Roman
- Urdu
- shafaq kii jagah, laalaa zaar, kanaa.enah bharpuur javaanii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of shafakzaar, English meaning of shafakzar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'andaliib
अंदलीब
.عَنْدَلِیب
nightingale, bulbul
[ Gulshan mein andalibon ne apni chahchahon se sham ki faza ko pur-saaz bana diya tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mai-KHaana
मय-ख़ाना
.مَے خانَہ
bar, tavern
[ Mai-khana mein ijtimai sharab-noshi ka mahaul har-dam raha karta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hujuumii
हुजूमी
.ہُجُومی
of crowd, based on crowd
[ Jab Hiraql ne Khusrau Parvez ke muqabla par hujumi jang ka aghaz kiya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ehsaas
एहसास
.اِحْساس
sense, sensibility
[ Har aadami ko apne farz ka ehsas hona chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijtimaa'ii
इज्तिमा'ई
.اِجْتِماعی
related to ijtima, collective
[ Khwandagi par bahas-o-mubahisa ke ke liye ijtima'i jalsa ka in'iqad kia gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maahaul
माहौल
.ماحَول
atmosphere, environment
[ Mahaul mein corban ke badhte jamav ko rokna bahut zaruri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaa.ndagii
ख़्वांदगी
.خوانْدَگی
literacy
[ Logon ko talim-yafta banane ke lie ganv mein khwandagi ki muhim chalai ja rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sanam
सनम
.صَنَم
idol, sculpture, image
[ Sanam ki surat bana kar baar-baar dekh lene se muhabbat ki pyas nahin bujhti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ruu-ba-ruu
रू-ब-रू
.رُوبَرُو
face to face, in front of
[ Mohabbat mein aksar dilon ka haal ruu-ba-ruu kahne ki himmat nahin hoti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHushbuu
ख़ुशबू
.خوشْبُو
sweet smell
[ Yaadein bhi kisi khushbu ki tarah dil mein basi rahti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (shafaq-zaar)
shafaq-zaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone