Search results
Saved words
Showing results for "shaam-e-Gariibaa.n"
Meaning ofSee meaning shaam-e-Gariibaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of shaam-e-Gariibaa.n
Noun, Feminine
- the evening full of calamities, night of mourners
- mourning night observed by the Shiites on tenth of Muharram
Sher Examples
qismat kī tīrgī kī kahānī na pūchhiye
sub.h-e-vatan bhī shām-e-ġharībāñ hai aaj kal
qismat ki tirgi ki kahani na puchhiye
subh-e-watan bhi sham-e-ghariban hai aaj kal
kisī ko maar ke ḳhush ho rahe haiñ dahshat-gard
kahīñ pe shām-e-ġharībāñ kahīñ divālī hai
kisi ko mar ke KHush ho rahe hain dahshat-gard
kahin pe sham-e-ghariban kahin diwali hai
dil ḳhush na huā zulf-e-pareshāñ se nikal kar
pachhtā.e ham is shām-e-ġharībāñ se nikal kar
dil KHush na hua zulf-e-pareshan se nikal kar
pachhtae hum is sham-e-ghariban se nikal kar
शाम-ए-ग़रीबाँ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- मुसीबत और वबैक्सी की शाम, परदेसियों की शाम, एरदेश की शाम जो बड़ी उदास होती है, परदेसियों की एक रात, मोहर्रम की एक विशेष शोक सभा जो दस मुहर्रम को होती है
شامِ غَرِیباں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- محرم كی دسویں تاریخ كی شام كو برپا ہونے والی مجلس جس میں فرش اور روشنی وغیرہ كا اہتمام نہیں ہوتا، یہ مجلس حضرت امام حسین اور شہدائے كربلا كے غم میں برپا كی جاتی ہے نیز دسویں محرم كی شام ۔
- مصیبت وبیكسی كی شام، وہ شام جو وطن سے دور عالم بے كسی میں آئے، محرم کی دسویں تاریخ کو امام حسین اور شہیدان کربلا کے غم میں کی جانے والی شام کی مجلس
Urdu meaning of shaam-e-Gariibaa.n
- Roman
- Urdu
- muharram kii dasvii.n taariiKh kii shaam ko barpa hone vaalii majlis jis me.n farsh aur roshnii vaGaira ka ehtimaam nahii.n hotaa, ye majlis hazrat imaam husain aur shuhdaa.e karbalaa ke Gam me.n barpa kii jaatii hai niiz dasvii.n muharram kii shaam
- musiibat vabiiksii kii shaam, vo shaam jo vatan se duur aalam be kasii me.n aa.e, muharram kii dasvii.n taariiKh ko imaam husain aur shahiidaa.n karbalaa ke Gam me.n kii jaane vaalii shaam kii majlis
Showing search results for: English meaning of shaamegareebaan, English meaning of shaamegaribaan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadaf
हदफ़
.ہَدَف
a mark, butt, bull's-eye (for archers)
[ Kaman se nikla teer sidhe hadaf par ja kar laga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaah-maKHvaah
ख़्वाह-मख़्वाह
.خواہ مَخواہ
without rhyme or reason
[ Mujhe maloom hai ki Sohan nahin aayega lekin uska bhai mahinon se khwah-makhwah intizar kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jabiin
जबीन
.جَبِین
the forehead
[ Badshah ke diwan-e-aam mein hazir hote tazim-o-ehtiram mein har ek ki jabin jhuk gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jashn
जश्न
.جَشْن
celebration, feast
[ Ladke ki paidaish ke mauqa par pura khandan jashn mana raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nau-roz
नौ-रोज़
.نَو روز
New year's day (according to the Persian calendar
[ Waqt itna tezi se guzar gaya ki use kuchh pata hi na chala shadi ke chauthe din Masood Nauroz manane apne sasural chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiKHaab
इंतिख़ाब
.اِنْتِخاب
election, option
[ Khwah-ma-Khwah mulk ka Rupya intikhab ki behudagi mein sarf hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarf
सर्फ़
.صَرْف
expenditure, cost
[ Zamin ki quvvat thode se sarf se bahut dinon tak qaaem rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ro'b
रो'ब
.رُعْب
terrifying, fear, terror, dread
[ Hakim ne rob-daar aawaz mein kaha ki aaj ye kam hona hi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aqsaam
अक़्साम
.اَقْسام
kinds, types, sorts, categories
[ Baazar mein sabziyon ki mukhtalif aqsam aati hain, jinhein log paka kar khaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (shaam-e-Gariibaa.n)
shaam-e-Gariibaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone