Search results
Saved words
Showing results for "safar"
Meaning ofSee meaning safar in English, Hindi & Urdu
English meaning of safar
Sher Examples
zindagī yuuñ huī basar tanhā
qāfila saath aur safar tanhā
zindagi yun hui basar tanha
qafila sath aur safar tanha
kisī ko ghar se nikalte hī mil ga.ī manzil
koī hamārī tarah umr bhar safar meñ rahā
kisi ko ghar se nikalte hi mil gai manzil
koi hamari tarah umr bhar safar mein raha
ab judā.ī ke safar ko mire āsān karo
tum mujhe ḳhvāb meñ aa kar na pareshān karo
ab judai ke safar ko mere aasan karo
tum mujhe KHwab mein aa kar na pareshan karo
सफ़र के हिंदी अर्थ
سَفَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- باہر جانا، مسافرت، سیاحت، ایک شہر سے دوسرے شہر یا ایک ملک سے دوسرے ملک جانا، ایک جگہ سے دوسری جگہ کوچ کرنا، روانگی
- (مجازاً) مسلسل جدوجہد، مطلوب کی طلب کا مسلسل شوق
- (مجازاً) موت
- (تصوف) سالک کا مقامات قرب حق اور مراتب ذات کے ادنیٰ مقام سے اعلیٰ مقام کی طرف ترقی کرنا
Urdu meaning of safar
- Roman
- Urdu
- baahar jaana, musaafirat, sayaahat, ek shahr se duusre shahr ya ek mulak se duusre mulak jaana, ek jagah se duusrii jagah kuuch karnaa, ravaangii
- (majaazan) musalsal jadd-o-jahad, matluub kii talab ka musalsal shauq
- (majaazan) maut
- (tasavvuf) saalik ka muqaamaat qurab haq aur muraatib zaat ke adnaa muqaam se aalaa muqaam kii taraf taraqqii karnaa
Synonyms of safar
Antonyms of safar
Idioms of safar
Proverbs of safar
Rhyming words of safar
Related searched words
Showing search results for: English meaning of safar, English meaning of saphar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHurdanii
ख़ुर्दनी
.خورْدَنی
eatable, provisions, edible
[ Aanwla ek ishtiha-angez (appetite) khurdani phal hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaniiz
कनीज़
.کَنِیز
maidservant, handmaid, slave-girl, slavey
[ Rajkumari ko unki kanizon ke alawa kisi ne bhi nahin dekha tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sehr
सेहर
.سِحْر
magic, sorcery
[ Jadugar ne apne fann-e-sehr ka istemal karke Jawed ko apne qabu mein kar liya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faziihat
फ़ज़ीहत
.فَضِیحَت
disgrace, infamy, ignominy, insult
[ Kisi hile se kanizon ko chalta kiya taki fazihat na ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa-javaab
ला-जवाब
.لا جَواب
peerless, matchless, unparalleled, matchless
[ Mashuq husn mein lajwab hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bulbul
बुलबुल
.بُلْبُل
Lanius boalboul, nightingale
[ Bachcha bahut ghaur se daal par baithe hue bulbul ko dekh raha tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashaffii
तशफ़्फ़ी
.تَشَفّی
satisfaction, consolation, calmness, reassurance
[ Bachchon ki khairiyat ki khabar sun kar maan ke dil ko badi tashaffi huyi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashyaa
अश्या
.اَشْیا
goods, things, chattels, effects wares, articles
[ Mobile aur laptop aaj ki zaroori ashya mein shamil hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
a loose quilted garment that is open in front and reaches to knees (it is worn over other garments), quilted garment
[ Dada jaan ki purani qaba aj bhi abbu ke kamre mein sambhal ke rakhi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aashara
मु'आशरा
.مُعاشَرَہ
mixing (with), associating or consorting (with), living in fellowship or close intimacy (with)
[ Aaj ka muashara matlab-paraston se bhara hua hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (safar)
safar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone