Search results
Saved words
Showing results for "saat-samundar"
Meaning ofSee meaning saat-samundar in English, Hindi & Urdu
English meaning of saat-samundar
Noun, Masculine
- an ancient phrase for all of the world's oceans, since the 19th century, the term has been taken to include seven oceanic bodies of water
- the seven seas
- (Metaphorically) the whole world, the deep sea
- (Sport) name of a game
Sher Examples
vo jazboñ meñ gahrā sāt-samundar se
maiñ ne us ko dekh liyā hai andar se
wo jazbon mein gahra sat-samundar se
main ne us ko dekh liya hai andar se
merī pyāsī āñkheñ phir bhī rah jaatī haiñ pyāsī haiñ
yuuñ to sāt-samundar merī āñkhoñ meñ aa jaate haiñ
meri pyasi aankhen phir bhi rah jati hain pyasi hain
yun to sat-samundar meri aankhon mein aa jate hain
chāhat kā sansār hai jhūTā pyaar ke sāt-samundar jhuuT
saarī duniyā bol rahī hai kitne sundar sundar jhuuT
chahat ka sansar hai jhuTa pyar ke sat-samundar jhuT
sari duniya bol rahi hai kitne sundar sundar jhuT
सात-समुंदर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- संसार के सात प्राचीन सागर या महासागर
- (लाक्षणिक) गहरा समुद्र
- बच्चों या लड़कों का एक खेल, (इस खेल को पहला, दूजा या चम्मोरानी भी कहा जाता है, इस खेल में सात रेखाएं खींच कर सात लम्बे घर बनाते हैं, जिसमें किसी का नाम पहला है, किसी का दूजा, किसी का तीजा, किसी का चम्मो, किसी का तड़ा, किसी का पैटेक और किसी का सात समुंदर, खेलने वाला हर घर में गत्ते का डिब्बा फेंकता है और बारी-बारी से एक टाँग से जाता है और उसी पैर के अंगूठे से गत्ते को उठा के लाता है जब इसी तरह जब (क्रिड़ा) सभी घर तै कर लेता है वह जीत जाता है) लखनऊ में एक ही प्रकार के एक खेल को इक्कल-दुक्कल या कड़क्कू माई कहते हैं, 'सात समुंदर' कोई नहीं कहता, पहला, दूजा, चम्मोरानी
سات سَمُنْدَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- دنیا کے سات قدیم دریا یا بحر اعظم (بحر اخضر، بحر عمان، بحر قلزم، بحر روم، بحر اسود، بحرظلمات اور بحر بربر)
- (مجازاً) بحر ذخار
- (کھیل) لڑکوں کا ایک کھیل، (اس کھیل کو پہلا، دوجا یا چمورانی بھی کہتے ہیں، اس کھیل کا طریقہ یہ ہے کہ زمین پر سات لکیریں کھینچ کے سات لمبے گھر بناتے ہیں جن میں کسی کا نام پہلا، کسی کا دوجا، کسی کا تیجا، کسی کا چمو، کسی کا تڑا، کسی کا پے ٹیک اور کسی کا سات سمندر ہوتا ہے، کھیلنے والا لڑکا ایک ایک گھر میں گتّا پھینک کے باری باری ایک ٹانگ سے جاتا ہے اور اسی پاؤں کے انگوٹھے سے گتّا اٹھا کے لاتا ہے، جب اسی طرح سب گھر طے کر لیتا ہے تو جیت جاتا ہے) لکھنؤ میں اسی قسم کے کھیل کو اکّل دکّل یا کڑکّو مائی کہتے ہیں، 'سات سمندر' کوئی نہیں کہتا، پہلا، دوجا، چمورانی
Urdu meaning of saat-samundar
- Roman
- Urdu
- duniyaa ke saat qadiim dariyaa ya bahr-e-aazam (bahr-e-aKhzar, bahr-e-ummaan, bahr-e-kuljum, bahr-e-rum, bahr-e-asvad, bahr zulmaat aur bahr barbar)
- (majaazan) bahr zaKhKhaar
- (khel) la.Dko.n ka ek khel, (is khel ko pahlaa, duujaa ya chammuu raanii bhii kahte hain, is khel ka tariiqa ye hai ki zamiin par saat lakiire.n khiinch ke saat lambe ghar banaate hai.n jin me.n kisii ka naam pahlaa, kisii ka duujaa, kisii ka teja, kisii ka chammuu, kisii ka tu.Daa, kisii ka pai Tek aur kisii ka saat samundr hotaa hai, khelne vaala la.Dkaa ek ek ghar me.n gattaa phenk ke baarii baarii ek Taang se jaataa hai aur isii paanv ke anguuThe se gattaa uThaa ke laataa hai, jab isii tarah sab ghar tai kar letaa hai to jiit jaataa hai) lakhanu.u me.n isii kism ke khel ko ekal dukul ya ka.Dakko maa.ii kahte hain, 'saat samundr' ko.ii nahii.n kahta, pahlaa, duujaa, chammuu raanii
Synonyms of saat-samundar
Related searched words
Showing search results for: English meaning of saatsamundar, English meaning of satsamundar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'miir
ता'मीर
.تَعْمِیر
building, constructing
[ Ganv walon ke maali ta'aawun se aspatal ki tamir ki gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaaKH
सलाख़
.سَلاخ
bar (of iron), spit
[ Daniyal ne salakh ko hath ke zor se tedha kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'aavun
त'आवुन
.تَعاوُن
cooperation, mutual aid, assistance
[ Shauhar aur biwi ke bich aapas mein ta'aawun zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaqqash
मुनक़्क़श
.مُنَقَّش
painted, coloured
[ Ghar ki tamir ke baad zeb-o-zeenat ke liye munaqqash parde bhi lagaye gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zamaanat
ज़मानत
.ضَمانَت
guarantee, security
[ Iski kya zamanat ki chor godam mein naqab nahin lagayenge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baahamii
बाहमी
.باہَمی
middle
[ Puna aur Ahmad Nagar ka bahami fasla sattar-assii meel se zyada nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
izdihaam
इज़्दिहाम
.اِزدِحام
concourse, throng, crowd, mob
[ 26 January ko yaum-e-jamhuriya ke mauqa par India Gate par logon ka izdiham hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maalii
माली
.مالی
of or belonging to the revenue, financial, civil
[ Zabardast maali nuqsan ke baad apna gham ghalat karne ke liye Salman sharab ki taraf mutawajja huaa ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aashkaaraa
आशकारा
.آشْكارا
clear, manifest, visible
[ Bhala ho shirwani ka warna Hakim ke chudidar pajame ke phat jane ka raz hi aashkara ho jata ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aabruu
आबरू
.آبْرُو
honour, repute, respect, dignity
[ Kisi ki halat uske waqar, rutba, aabru waghaira ki akkas hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (saat-samundar)
saat-samundar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone