Search results
Saved words
Showing results for "saakit-o-jaamid"
Meaning ofSee meaning saakit-o-jaamid in English, Hindi & Urdu
English meaning of saakit-o-jaamid
Adjective
- quiet and stationary
Sher Examples
sākit-o-jāmid jahāñ meñ inqalāb aa hī gayā
zulmatoñ ko ḳhatm kar ke āftāb aa hī gayā
sakit-o-jamid jahan mein inqalab aa hi gaya
zulmaton ko KHatm kar ke aaftab aa hi gaya
hālāt kī daldal meñ dhañsiī jaatī hai 'mānī'
ab sākit-o-jāmid hai amal koī nahīñ hai
haalat ki daldal mein dhansii jati hai 'mani'
ab sakit-o-jamid hai amal koi nahin hai
muddatoñ se sākit-o-jāmid hai ye nāyāb dil
kaun is dariyā kī maujoñ kī ravānī le gayā
muddaton se sakit-o-jamid hai ye nayab dil
kaun is dariya ki maujon ki rawani le gaya
साकित-ओ-जामिद के हिंदी अर्थ
विशेषण
- शांत और स्थिर, जिसमें कोई हलचल न हो, शांत
ساکِت و جامِد کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- بے حس و حرکت، غیر متحرک، خاموش
Urdu meaning of saakit-o-jaamid
- Roman
- Urdu
- behis-o-harkat, Gair mutaharrik, Khaamosh
Related searched words
Showing search results for: English meaning of saakitojaamid, English meaning of saakitozaamid
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaaqi'aat
वाक़ि'आत
.واقِعات
events, incidents
[ Yadgar waqiat ko bhula pana mushkil hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ustaad
उस्ताद
.اُسْتاد
master, tutor, teacher
[ Valmiki Lav aur Kush ke ustad the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gulfaam
गुलफ़ाम
.گُلْفام
rose-coloured, rosy
[ Mausam-e-bahaar mein gulaab ki gulfaam kaliyaan har taraf khilti nazar aati hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asliyat
असलियत
.اَصْلِیَت
reality, actuality
[ Sher ki khubi ye hai ki saada ho, josh se bhara hua ho, aur asaliyat par mabni ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aamalaat
मु'आमलात
.مُعامَلات
business, commerce, traffic, domains
[ Zaid ne Aslam se kaha main ghar ke zaroori muaamlat nipta kar tumhare sath chalta hun ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraamosh
फ़रामोश
.فَراموش
forgetfulness
[ Zindagi Ke bahut sare waqiat qabil-e-faramosh hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maKHduum
मख़्दूम
.مَخْدُوم
one who is served, respected person
[ Sanjiv Saraf Sahab ne Urdu zaban ki itni zyada khidmat ki ki khadim se makhdum ban gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaagird
शागिर्द
.شاگِرْد
student, pupil, disciple
[ Shabri ko Matang (a saint) ki shagirda ke taur par jana jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaabor
शराबोर
.شَرابور
highly impressed
[ Ustad apne shagird ki khidmat se sharabor huye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bazm
बज़्म
.بَزْم
assembly, party, gathering, feast, banquet
[ Sham hote hi bazm saj jaati aur satven pahar tak aish-o-tarab ka bazar garm rahta ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (saakit-o-jaamid)
saakit-o-jaamid
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone