Search results
Saved words
Showing results for "saahil-aashnaa"
Meaning ofSee meaning saahil-aashnaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of saahil-aashnaa
Adjective, Singular
- familiar with seashore, the one who know the reality, familiar with reality
Sher Examples
maiñ khonā chāhtā huuñ madd-o-jazr-e-bahr meñ 'shaukat'
vo sāhil-āshnā kashtī kā merī nā-ḳhudā kyuuñ ho
main khona chahta hun madd-o-jazr-e-bahr mein 'shaukat'
wo sahil-ashna kashti ka meri na-KHuda kyun ho
is kī qurbat par na itrāo 'amīr'
mauj kab hotī hai sāhil-āshnā
is ki qurbat par na itrao 'amir'
mauj kab hoti hai sahil-ashna
ham haiñ bas itne hī sāhil-āshnā
ḳhāk-e-manzil jitnī manzil-āshnā
hum hain bas itne hi sahil-ashna
KHak-e-manzil jitni manzil-ashna
साहिल-आश्ना के हिंदी अर्थ
विशेषण, एकवचन
- साहिल तक पहुंचने वाला, किनारे से वाक़िफ़, वास्तविक्ता को जानने वाला, वास्तविक्ता से परिचित
ساحِل آشْنا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت، واحد
- ساحل تک پہنچنے والا، کنارے سے واقف، اصل سے واقف، حقیقت آشنا
Urdu meaning of saahil-aashnaa
- Roman
- Urdu
- saahil tak pahunchne vaala, kinaare se vaaqif, asal se vaaqif, haqiiqat aashnaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of saahilaashnaa, English meaning of sahilashna
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tuGyaanii
तुग़्यानी
.طُغْیانی
flood, overflowing
[ Shahbaz Khan ne Masum Khan ko shikast di nadi-nalon aur dariyaon ki tughyani par kuchh khayal na kia ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darham-barham
दरहम-बरहम
.دَرْہَم بَرْہَم
disorganize, disarranged, confound, jumble
[ Musladhar barish ki wajah se mamul ki zindagi darham-barham ho gayi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaanashiin
जानशीन
.جانَشِین
heir, successor
[ Lenin ke marne ke baad Stalin uska janashin bana ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaanqaah
ख़ानक़ाह
.خانْقاہ
a convent, monastery for Sufis
[ Shahzada faqir ki bhes mein darwesh ki khanqah mein usse milne gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jauhar
जौहर
.جوہر
secret quality
[ Ladkiyon ka sabse bada jauhar sharm-o-haya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
abr
अब्र
.اَبْر
cloud
[ Abr-aalud asman mein bijli ka chamakna fitri baat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shahzaada
शहज़ादा
.شَہْزادَہ
a son of a monarch, prince
[ Badshah ke baad shahzade hi uski takht ke haqdar hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saaniha
सानिहा
.سانِحَہ
incident, event, occurrence
[ Bhopal gas saniha, Hindustan ka ab tak ka sabse bada san'ati almia (industrial incident) hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaandaar
शानदार
.شاندار
grand, pompous, stately, dignified, splendid
[ Hamare school ki library bahut shandar hai, jahan har mauzu par kitabein milti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lavaazimaat
लवाज़िमात
.لَوازِمات
essentials, requisites, necessaries
[ Baarish ke mausam mein chatri aur digar lawazimat rakhna faidemand sabit hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (saahil-aashnaa)
saahil-aashnaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone