Search results
Saved words
Showing results for "ruuyat"
Meaning ofSee meaning ruuyat in English, Hindi & Urdu
English meaning of ruuyat
Noun, Feminine
- sight, vision
- view
- countenance, appearance, shape
- aspect (of the planets)
- consideration, regard
Sher Examples
ifrāt-e-shauq meñ to rūyat rahī na mutlaq
kahte haiñ mere muñh par ab shaiḳh-o-shāb kyā kyā
ifraat-e-shauq mein to ruyat rahi na mutlaq
kahte hain mere munh par ab shaiKH-o-shab kya kya
nañg-e-nazzāra hai ham chashma-e-ām
ham na dekheñge jo rūyat hogī
nang-e-nazzara hai hum chashma-e-am
hum na dekhenge jo ruyat hogi
रूयत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- दर्शन, देखना।।
رُویَت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- رونق، آب و تاب، چمک دمک، روشنی، تر و تازگی
- نظر آنا، نظارہ، دِیدار، جاننا
- (تصوّف) حق کو خلق کے لباس میں دیکھنا، کیونکہ وجود حقیقی اللہ تعالیٰ ہے جو اپنے صفات اور اسما کے ساتھ ظاہر ہے، لہذا ان تعینات و تشبیہات کا دیکھنا اللہ تعالیٰ کو دیکھنا ہوا
- قیامت میں خدا کا دیدار (مسلمانوں کا عام عقیدہ ہے کہ حشر میں اللہ تعالیٰ کا دیدار ہوگا یہ بات احادیث سے بھی ثابت کہی جاتی ہے)
- آئینہ، شیشہ، آرسی
Urdu meaning of ruuyat
- Roman
- Urdu
- raunak, aab-o-taab, chamak damak, roshnii, tar-o-taazgii
- nazar aanaa, nazaaraa, diidaar, jaannaa
- (tasavvuph) haq ko Khalaq ke libaas me.n dekhana, kyonki vajuud haqiiqii allaah taala hai jo apne sifaat aur asmaa ke saath zaahir hai, lihaazaa un taayyunaat-o-tashbiihaat ka dekhana allaah taala ko dekhana hu.a
- qiyaamat me.n Khudaa ka diidaar (muslmaano.n ka aam aqiidaa hai ki hashr me.n allaah taala ka diidaar hogaa ye baat ahaadiis se bhii saabit kahii jaatii hai
- shiisha, aarsii
Synonyms of ruuyat
Compound words of ruuyat
Related searched words
Showing search results for: English meaning of rooyat, English meaning of ruyat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (ruuyat)
ruuyat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone