Search results
Saved words
Showing results for "ravaanii"
Meaning ofSee meaning ravaanii in English, Hindi & Urdu
English meaning of ravaanii
Noun, Feminine
- sharpness, speed, swiftness
- going, proceeding
- course
- running
- currency
- flowing, flow, flux
- effusion
- fluency
- reading
- briskness (of market)
Explanatory Video
Sher Examples
shadīd pyaas thī phir bhī chhuā na paanī ko
maiñ dekhtā rahā dariyā tirī ravānī ko
shadid pyas thi phir bhi chhua na pani ko
main dekhta raha dariya teri rawani ko
shikva koī dariyā kī ravānī se nahīñ hai
rishta hī mirī pyaas kā paanī se nahīñ hai
shikwa koi dariya ki rawani se nahin hai
rishta hi meri pyas ka pani se nahin hai
patthar ke jigar vaalo ġham meñ vo ravānī hai
ḳhud raah banā legā bahtā huā paanī hai
patthar ke jigar walo gham mein wo rawani hai
KHud rah bana lega bahta hua pani hai
रवानी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- पानी का बहाव, प्रवाह
- (लाक्षणिक) तबीअत अर्थात स्वभाव की तेज़ी, उफान
- संबंध, अनुक्रम
- ख़ंजर अर्थात कटारी इत्यादि के चलने की अवस्था, काट, धार की तेज़ी
- (क़लम इत्यादि के लिए) सुगमता, गतिशीलता में सुगमता, आसानी से गति करना
- रफ़्तार में तेज़ (विरल)
-
आलेख या लेखन में सलासत, बहाव, अनौपचारिकता
विशेष • भाषा के सलीस अर्थात् सरल और सुबोध होने की अवस्था या भाव
- किसी चीज़ का प्रचलन या बाज़ार में माँग होने और हाथों-हाथ बिकने की स्थिति, लेन-देन और व्यपार की बहुलता
- प्रसिद्धि, फैलाव
- उठान, उभार, बढ़ाव
- संगीतशास्त्र का एक प्रकार
- नए नए विषयों का जल्द-जल्द मस्तिष्क में आना
- तेज़ी से प्रभावित करने का गुण
رَوانی کے اردو معانی
Roman
اسم، مؤنث
- پانی کا بہاؤ، زور
- (مجازاً) طبیعت کی تیزی، جوش
- ربط، تسلسل
- خنجر وغیرہ کے چلنے کی حالت، کاٹ، دھار کی تیزی
- (قلم وغیرہ کے لیے) سہولت، حرکت میں سہولت، آسانی سے جنبش کرنا
- رفتار میں تیز (شاذ)
- عبارت یا تحریر میں سلاست، بہاؤ، بے تکلفی
- کسی چیز کا رواج یا بازار میں مان٘گ ہونے اور ہاتھوں ہاتھ بکنے کی حالت، گرم بازاری
- شہرت، پھیلاؤ
- اٹھان، ابھار، بڑھاو
- اصول موسیقی کی ایک قسم
- نئے نئے مضامین کا جلد جلد ذہن میں آنا
- تیزی سے اثر کرنے کی خاصیت
Urdu meaning of ravaanii
Roman
- paanii ka bahaa.o, zor
- (majaazan) tabiiyat kii tezii, josh
- rabt, tasalsul
- Khanjar vaGaira ke chalne kii haalat, kaaT, dhaar kii tezii
- (qalam vaGaira ke li.e) sahuulat, harkat me.n sahuulat, aasaanii se jumbish karnaa
- raftaar me.n tez (shaaz
- ibaarat ya tahriir me.n salaasat, bahaa.o, betakallufii
- kisii chiiz ka rivaaj ya baazaar me.n maang hone aur haatho.n haath bikne kii haalat, garmbaazaarii
- shauhrat, phailaa.o
- uThaan, ubhaar, ba.Daav
- usuul muusiiqii kii ek qism
- ne ne mazaamiin ka jald jalad zahan me.n aanaa
- tezii se asar karne kii Khaasiiyat
Rhyming words of ravaanii
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ravaanee, English meaning of ravaani
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (ravaanii)
ravaanii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone