Search results
Saved words
Showing results for "rafuu-garii"
Meaning ofSee meaning rafuu-garii in English, Hindi & Urdu
English meaning of rafuu-garii
Sher Examples
rafū-garī kā hunar siikh to liyā 'azmī'
numūd-e-fan meñ magar pairahan tamām huā
rafu-gari ka hunar sikh to liya 'azmi'
numud-e-fan mein magar pairahan tamam hua
rafū-garī kiyā karte haiñ nok-e-ḳhanjar se
hamāre zaḳhm kā un ko ḳhayāl kaisā hai
rafu-gari kiya karte hain nok-e-KHanjar se
hamare zaKHm ka un ko KHayal kaisa hai
rafūgarī ko ye mausam hai sāzgār bahut
hameñ junūñ ko abhī jāma-dar nahīñ karnā
rafugari ko ye mausam hai sazgar bahut
hamein junun ko abhi jama-dar nahin karna
रफ़ू-गरी के हिंदी अर्थ
رَفُوْ گَری کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- پھٹے ہوئے لباس کی درستگی کا عمل، رفو کرنے کا پیشہ
- (مجازاً) تسلّی، تشفّی
Urdu meaning of rafuu-garii
- Roman
- Urdu
- phaTe hu.e libaas kii daruustgii ka amal, raphuu karne ka peshaa
- (majaazan) tasallii, tashfii
Showing search results for: English meaning of rafoogari, English meaning of rafugaree
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lavaazimaat
लवाज़िमात
.لَوازِمات
essentials, requisites
[ Eidu mai-noshi ke lavazimat sang-e-sabz ki mez par rakh gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shahzaada
शहज़ादा
.شَہْزادَہ
a son of a monarch, prince
[ Badshah ke baad shahzade hi uski takht ke haq-dar hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaandaar
शानदार
.شاندار
grand, pompous
[ Shandar hotel mein thaharne ke baawajud mera (Ibrahim Jalees) siyah-fam jism safed rang insanon ke hujum mein tanha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darham-barham
दरहम-बरहम
.دَرْہَم بَرْہَم
disorganize, disarranged, confound, jumble
[ Musladhar barish ki wajah se mamul ki zindagi darham-barham ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
abr
अब्र
.اَبْر
cloud
[ Abr-aalud asman mein bijli ka chamakna fitri baat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaanashiin
जानशीन
.جانَشِین
heir, successor
[ Lenin ke marne ke baad Stalin uska janashin bana ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jauhar
जौहर
.جوہر
secret quality
[ Ladkiyon ka sabse bada jauhar sharm-o-haya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saaniha
सानिहा
.سانِحَہ
incident, event, occurrence
[ Bhopal gas saniha, Hindustan ka ab tak ka sabse bada san'ati almia (industrial incident) hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaanqaah
ख़ानक़ाह
.خانْقاہ
a convent, monastery for Sufis
[ Shahzada faqir ki bhes mein darwesh ki khanqah mein usse milne gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tuGyaanii
तुग़्यानी
.طُغْیانی
flood, overflowing
[ Shahbaz Khan ne Masum Khan ko shikast di nadi-nalon aur dariyaon ki tughyani par kuchh khayal na kia ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (rafuu-garii)
rafuu-garii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone