Search results
Saved words
Showing results for "raaz-aashnaa"
Meaning ofSee meaning raaz-aashnaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of raaz-aashnaa
Adjective, Singular
- acquainted with secret, the one who know the secrets of someone
Sher Examples
jo giit chunte haiñ ḳhāmoshiyoñ ke sahrā se
vo lab-kushāoñ ko rāz-āshnā nahīñ kahte
jo git chunte hain KHamoshiyon ke sahra se
wo lab-kushaon ko raaz-ashna nahin kahte
rāz-āshnā hai merī nazar yā phir aa.ina
varna vo apne husn ke ḳhud rāz-dāñ na the
raaz-ashna hai meri nazar ya phir aaina
warna wo apne husn ke KHud raaz-dan na the
kisī badmast ko rāz-āshnā sab kā samajhte haiñ
nigāh-e-yār tujh ko kyā batā.eñ kyā samajhte haiñ
kisi badmast ko raaz-ashna sab ka samajhte hain
nigah-e-yar tujh ko kya bataen kya samajhte hain
राज़-आश्ना के हिंदी अर्थ
विशेषण, एकवचन
- जो किसी भेद से वाक़िफ़ हो, रहस्यवेत्ता
راز آشنا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت، واحد
- راز کو جاننے والا، جو کسی کے بھید یا راز سے واقف ہو، رازدار
Urdu meaning of raaz-aashnaa
- Roman
- Urdu
- raaz ko jaanne vaala, jo kisii ke bhed ya raaz se vaaqif ho, raazdaar
Showing search results for: English meaning of raajaashnaa, English meaning of raazaashnaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taavaan
तावान
.تاوان
penalty, forfeit, fine, mulct
[ America mein Hindustani talib-ilm ke ighwakaron ne ek lakh rupee taavaan ka mutalba kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gunuudagii
ग़ुनूदगी
.غُنُودَگی
drowsiness, light sleep, nap
[ Amar ne subah dudh ke sath bhang le liya aur dopahar tak aisi ghunudagi sawar hui ki wo khaat par pada raha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iztiraab
इज़्तिराब
.اِضْطِراب
perturbation, unease, trouble
[ Iztirab ki kaifiyat mein dhyan qabu mein nahin rahta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
horii
होरी
.ہوری
a class of songs sung during the festival of holi
[ Badshah Salamat khali ghazal ke shaaer to nahin the, geet bhi likhte the, holi aayi to geet ki us sinf mein jise hori kahte hain rawan ho gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
varGalaanaa
वरग़लाना
.وَرْغَلانا
to deceive, inveigle, decoy, entice, seduce, tempt
[ Faqat ek paghal aadmi ke warghalane se ke lakh aadmi uske sath ho gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaafil
ग़ाफ़िल
.غافِل
neglectful, inattentive
[ Ghar bigadne wala hota hai malik, naukar, chakar ghafil ho jate hain intizam toot jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aGniyaa
अग़निया
.اَغْنِیا
rich and wealthy people, independent people
[ Muashre mein logon ki bhalayi ke liye aghniya ka aage aana chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iGvaa
इग़्वा
.اِغْوا
abduction, kidnapping, hijacking
[ Khabis (Demon) Rawan ne Sita ka ighwa kiya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
command, control
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
itaa'at
इता'अत
.اِطاعَت
obedience, submission, subordination
[ Ek achcha sipahi apne officer ki ita.at karta hai aur uske hukm ki khilaf-varzi nahin karta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (raaz-aashnaa)
raaz-aashnaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone