Search results
Saved words
Showing results for "raa'naa.ii-e-KHayaal"
Meaning ofSee meaning raa'naa.ii-e-KHayaal in English, Hindi & Urdu
English meaning of raa'naa.ii-e-KHayaal
Noun
- exquisite ideas, flights of fancy, beauty, elegance or sublimity of ideas
Sher Examples
rānā.ī-e-ḳhayāl kī gul-kāriyāñ ga.iiñ
bas ham haiñ aur ḳhvāb-e-pareshāñ hai āj-kal
ranai-e-KHayal ki gul-kariyan gain
bas hum hain aur KHwab-e-pareshan hai aaj-kal
rānā.ī-e-ḳhayāl ke qurbān jā.iye
sūrat hai vo nazar meñ haqīqat kaheñ jise
ranai-e-KHayal ke qurban jaiye
surat hai wo nazar mein haqiqat kahen jise
thī vo ik shaḳhs ke tasavvur se
ab vo rānā.ī-e-ḳhayāl kahāñ
thi wo ek shaKHs ke tasawwur se
ab wo ranai-e-KHayal kahan
रा'नाई-ए-ख़याल के हिंदी अर्थ
संज्ञा
- सुंदरता, विचारों की उच्चता
رَعنائیِ خَیال کے اردو معانی
Roman
اسم
- خوبصورتی، حسن، تخیل پرواز
Urdu meaning of raa'naa.ii-e-KHayaal
Roman
- Khuubsuurtii, husn, taKhayyul parvaaz
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raazdaar
राज़दार
.راز دار
one who keeps a secret, who keeps a secret, trusty, faithful
[ Zaid mera razdaar tha lekin ab vo hamare mukhalifon se ja ke mil gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sahar
सहर
.سَحَر
time a little before day-break
[ Sahar hote hi insan to kya janwar bhi jaag jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suruur
सुरूर
.سُرُور
exhilaration (caused by wine, slight intoxication
[ Nawab ne aaj pahle-pahal pi thi ab unhen jo suroor hua to sabse pahle us dukan se jo chiz kharid ki wo usi sharab ki kai darjan botalen thin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darzii
दर्ज़ी
.دَرْزی
tailor, dressmaker
[ Darzi ko ilzam dete aur kahte ki gareban usne banaya hi nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraasar
सरासर
.سَراسَر
all, the whole, wholly, from end to end, from beginning to end
[ Ghalti sarasar uski thi jo adalat mein muddayi bana hua hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraayat
सरायत
.سَرایَت
penetration, absorption, effect influence
[ Naqli dawa ka zahr mariz ki rag-rag mein sarayat kar gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
surKHaab
सुरख़ाब
.سُرْخاب
ruddy shelduck, Anas casarca, a species of lark
[ Surkhab ke nar aur mada din bhar sath rahte hain aur raat aane par alahida ho jaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vird
विर्द
.وِرْد
self-imposed daily task or service, chant
[ Jannat ke khwahishmand log ek hazar gayatriyon ka vird kiya karen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraab
सराब
.سَراب
a vapour resembling the sea at a distance (formed by the rays of the sun or moonlight on a sandy plain)
[ Chulistan ke ye dher ya hamvar maidan dur se sarab ka manzar pesh karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dozaKH
दोज़ख़
.دوزَخ
hell
[ Jannat ya dozakh aadmi ko apne amal ki wajah se milti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of raanaaiekhayaal, English meaning of raanaayiekhayaal
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (raa'naa.ii-e-KHayaal)
raa'naa.ii-e-KHayaal
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone