Search results
Saved words
Showing results for "raahat-fazaa"
Meaning ofSee meaning raahat-fazaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of raahat-fazaa
Persian, Arabic - Adjective
- pleasing, comforting, soothing, delightful
Sher Examples
haa.e kyā ho gayā tabī.at ko
ġham bhī rāhat-fazā nahīñ hotā
hae kya ho gaya tabiat ko
gham bhi rahat-faza nahin hota
thā na juz ġham bisāt-e-āshiq meñ
ġham ko rāhat-fazā kiyā tū ne
tha na juz gham bisat-e-ashiq mein
gham ko rahat-faza kiya tu ne
asar us ko zarā nahīñ hotā
ranj rāhat-fazā nahīñ hotā
asar us ko zara nahin hota
ranj rahat-faza nahin hota
राहत-फ़ज़ा के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
- ‘राहतअफ्ज़ा' को लघु, आरामदायक, मनभावन, आकर्षक, मधुर
راحَت فَزا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- راحت افزا، سُکھ پہن٘چانے والا، آرام بڑھانے والا، راحت بخش، سکون دینے والا
Urdu meaning of raahat-fazaa
- Roman
- Urdu
- raahat afzaa, sukh pahunchaane vaala, aaraam ba.Dhaane vaala, raahat baKhash, dene vaala
Related searched words
Showing search results for: English meaning of raahatfajaa, English meaning of raahatfazaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adliya
'अदलिया
.عَدْلِیَہ
judiciary
[ Adliya ka kaam sirf mujrimon ko sazaa dena nahin balki masoomon ko bachana bhi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaf
ए'तिराफ़
.اِعْتِراف
recognition, avowal, admission, confession
[ Aqlmand insan apni kamzoriyon ka etiraf kar ke unhein door karne ki koshish karta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariiq
फ़रीक़
.فَرِیق
party, company
[ Wakil ne mukhalif fariq ke gawah ko apni taraf mila liya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriib
तक़रीब
.تَقْرِیب
ceremony, rite
[ Barish nahin hone ke sabab log mazhabi taqrib ka ehtimam karte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shams
शम्स
.شَمْس
the sun
[ Chaudahvin ki raat mein chaand pure taab ke sath shams ke manind tariki ko maat de raha tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'alaahida
'अलाहिदा
.عَلاحِدَہ
separate, apart (from)
[ Football aur cricket donon alahida khel hian, magar duniya bar mein mashhoor hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shahriyat
शहरियत
.شَہْرِیَت
citizenship, nationality
[ Dubai ne sabse zyada shahriyat Hind-Nazhad logon ko di hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hidaayat
हिदायत
.ہِدایَت
guidance, direction
[ Chaprasi hakim ke zariye hidayat-shuda kamon ko badi tezi ze nipta raha hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qamar
क़मर
.قَمَر
the moon
[ Urdu shaeri ki istilah (term) mein mahbub ko qamar se bhi tashbih di jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nazhaad
नझ़ाद
.نَژاد
used in compound as suffix, i.e.: Hind-Nazhad, aali nazhad
[ Doctor Qadir Khan ne ek Dutch-nazad khatun se shadi ki thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (raahat-fazaa)
raahat-fazaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone