Search results
Saved words
Showing results for "raabta"
Meaning ofSee meaning raabta in English, Hindi & Urdu
English meaning of raabta
Noun, Masculine, Singular
- catchword placed at the corner of a page under the last line and repeated at the top of the following page, contact, linkage, ligature, connection, ties, the copula (of a proposition), joint
Sher Examples
liyā jo us kī nigāhoñ ne jā.eza merā
to TuuT TuuT gayā ḳhud se rābta merā
liya jo us ki nigahon ne jaeza mera
to TuT TuT gaya KHud se rabta mera
rābta laakh sahī qāfila-sālār ke saath
ham ko chalnā hai magar vaqt kī raftār ke saath
rabta lakh sahi qafila-salar ke sath
hum ko chalna hai magar waqt ki raftar ke sath
gavāhī kaise TūTtī muāmla ḳhudā kā thā
mirā aur us kā rābta to haath aur duā kā thā
gawahi kaise TuTti muamla KHuda ka tha
mera aur us ka rabta to hath aur dua ka tha
राब्ता के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
- मेल-मिलाप
- संबंध
- जोड़; मेल।
رابطَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- ملانے یا منسلک کرنے یا وابستہ کرنے والی چیز .
- بندش ، بندھائی ٹھکائی .
- باندھنے یا کسنے کی رسی نیز زنجیر .
- (حیاتیات) سلسلہ ، رشتہ .
- پٹی ، بند .
- ربط ضبط ، میل ملاپ ، تعلق .
- تقرب ، نزدیکی ، تجلی .
- رشتہ ، قربت ، توصل ، تعلق ، علاقہ ، نسبت .
- کسی جملے کے دو اجزا کو ملانے نیز فعل اور فاعل کے تعلق کو ظاہر کرنے والا نشان .
- وہ حرف یا لفظ جو صفحہ کے نیچے اور اگلے صفحے کے اوپر لکھا جاتا ہے .
- (حیاتیات) ہم نشینی ، ساتھ مل کر بیٹھنا ، گھل مل جانا .
- . (منطق) قضیہ کا استاد ، نسبت دینے والا .
- (طب) ہڈیوں کا جوڑ ، بند ، مَفصِل .
Urdu meaning of raabta
- Roman
- Urdu
- milaane ya munslik karne ya vaabasta karnevaalii chiiz
- bandish, bandhaa.ii Thukaa.ii
- baandhne ya kisne kii rassii niiz zanjiir
- (hayaatyaat) silsilaa, rishta
- paTTii, band
- rabt zabat, mel milaap, taalluq
- taqarrub, nazdiikii, tajallii
- rishta, qurbat, tosal, taalluq, ilaaqa, nisbat
- kisii jumle ke do ajaza ko milaane niiz pheal aur faa.il ke taalluq ko zaahir karne vaala nishaan
- vo harf ya lafz jo safa ke niiche aur agle safe ke u.upar likhaa jaataa hai
- (hayaatyaat) hamanshiinii, saath mil kar baiThnaa, ghul mil jaana
- . (mantiq) qaziiyaa ka ustaad, nisbat dene vaala
- (tibb) haDiiyo.n ka jo.D, band, muphassil
Compound words of raabta
Related searched words
Showing search results for: English meaning of rabta
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHijaalat
ख़िजालत
.خِجالَت
shame, sense of shame
[ Sharmindagi aur khijalat se chehre ka rang badal jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasaadum
तसादुम
.تَصادُم
clash
[ Sadak par ek shadid tasadum ki awaz aati hai aur sakht dhamaka hota hai phir motorcar ke bade zor se bhagne ki awaz aati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
malfuuf
मलफ़ूफ़
.مَلْفُوف
wrapped up, enveloped, enclosed
[ Navazish-nama (Kind-letter) jis mein aap (Sir Iqbal) ki nazm malfuf thi abhi-abhi mausul (receive) hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahfil
महफ़िल
.مَحْفِل
assembly, party, council
[ Raqs-o-surood ki mahfil saji hui thi log be-khud ho kar naach rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mashruut
मशरूत
.مَشْرُوط
conditional, agreed upon, under obligation
[ Hammad ko mashrut license par jail se riha kiya gaya tha aur wo moosiqi banane mein wapas aaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
viraasat
विरासत
.وِراثَت
heritage, heirship, inheritance legacy
[ Lucknow chauk wala mahal Ajmal ko aabaai viraasat mein mila hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaahiyyat
सलाहिय्यत
.صَلاحِیَّت
ability, capability
[ Salahiyat ki buniyad par dafatir mein ohdon ki taqsim honi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaatil
क़ातिल
.قاتِل
murderer, killer
[ Qatl karne ke baad qaatil farar hone mein kamyab ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mehnat
मेहनत
.مِحْنَت
hard work, moil, toil, drudgery
[ Asatiza bhi un (Farman Fatahpuri) ki liyaqat aur mehnat ki daad dete the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziim
ता'ज़ीम
.تَعْظِیم
respect, honour, obeisance, adoration
[ Ustad ki tazim pure muashare par lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (raabta)
raabta
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone