Search results
Saved words
Showing results for "qaum"
Meaning ofSee meaning qaum in English, Hindi & Urdu
English meaning of qaum
Sher Examples
qaum ke ġham meñ dinner khāte haiñ hukkām ke saath
rañj leader ko bahut hai magar ārām ke saath
qaum ke gham mein dinner khate hain hukkaam ke sath
ranj leader ko bahut hai magar aaram ke sath
ḳhudā ne aaj tak us qaum kī hālat nahīñ badlī
na ho jis ko ḳhayāl aap apnī hālat ke badalne kā
KHuda ne aaj tak us qaum ki haalat nahin badli
na ho jis ko KHayal aap apni haalat ke badalne ka
charāġh qaum kā raushan hai arsh par dil ke
use havā ke farishte bujhā nahīñ sakte
charagh qaum ka raushan hai arsh par dil ke
use hawa ke farishte bujha nahin sakte
azīzān-e-vatan ko ġhuncha o barg o samar jaanā
ḳhudā ko bāġhbāñ aur qaum ko ham ne shajar jaanā
azizan-e-watan ko ghuncha o barg o samar jaana
KHuda ko baghban aur qaum ko hum ne shajar jaana
sunā hai Duub ga.ī be-hisī ke dariyā meñ
vo qaum jis ko jahāñ kā amiir honā thā
suna hai Dub gai be-hisi ke dariya mein
wo qaum jis ko jahan ka amir hona tha
क़ौम के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- लोगों का समूह, गिरोह, गुट
- वंश, कुल, परिवार, ख़ानदान, जनजाति
- जाति, बिरादरी, वर्ण, श्रेणी, गोत्र, नस्ल
-
किसी क्षेत्र में रहने वाला वो समूह जिसमें जातीय, भाषाई और ऐतिहासिक समानता या एक्ता पाई जाती हो और जो एक प्रणाली के तहत एकजुट हों, राष्ट्र, सल्तनत, नेशन
उदाहरण • तारीख़ मुख़्तलिफ़ क़ौमों के उरूज-ओ-ज़वाल की कहानी कहती है
قَوْم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- آدمیوں کا گروہ، جماعت
- فرقہ، خاندان، قبیلہ
- نسل، ذات، گوت، نژاد
-
کسی خطہ ارض میں رہنے والا وہ گروہ جس میں نسلی، لسانی اور تاریخی وحدت پائی جاتی ہو اور جو ایک نظام کے تحت متحد ہو، ملک، سلطنت، نیشن
مثال • تاریخ مختلف قوموں کے عروج و زوال کی کہانی کہتی ہے
Urdu meaning of qaum
- Roman
- Urdu
- aadmiiyo.n ka giroh, jamaat
- firqa, Khaandaan, qabiila
- nasal, zaat, gaut, nazaad
- kisii Khittaa arz me.n rahne vaala vo giroh jis me.n naslii, lisaanii aur taariiKhii vahdat paa.ii jaatii ho aur jo ek nizaam ke tahat muttahid ho, mulak, salatnat, neshan
Rhyming words of qaum
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kaum
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buKHaaraat
बुख़ारात
.بُخارات
vapour, steam, mist
[ Suraj ki garmi se samnudar ka pani bukhaaraat mein tabdil ho kar fiza mein jama hota hai aur barish ka sabab banta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ratuubat
रतूबत
.رَطُوبَت
humidity, dampness, moisture
[ Himalaya ki qahqaha-diwar monsoon ki rutubat ko rok kar junoob ki tarf fer diti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sangiin
संगीन
.سَنْگین
frightful, dangerous
[ Kai sangin ladaiyon ke baad Corsica ke bashinde taaqat se maghlub ho gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tapish
तपिश
.تَپِش
warmth, heat, burning
[ Suraj ki tapish se garm ho kar pani se bukharat (Vapour) uthte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'arz
'अर्ज़
.عَرْض
request, address, entreaty
[ Zaid ne Akhtar ko khat pakdate hue kaha meri sad-ihtiram maan ko salam arz karna ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zuud-asar
ज़ूद-असर
.زُود اَثَر
fast effect, having immediate effect
[ Aksar hikayaten misal ke liye likhi hain jo tarbiyat ke liye nihayat dilchasp aur zud-asar hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'aaqub
त'आक़ुब
.تَعاقُب
chase, following
[ Police ne chor ka musalsal ta.aaqub kiya aur aakhir mein use sunsaan gali mein giraftaar kar liya, jahan vo chipne ki koshish kar raha tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bad-hazmii
बद-हज़मी
.بَد ہَضْمی
indigestion, stomach upset, queasiness, surfeit
[ Jin logon ko waqt par khane ki aadat nahin hoti aur bewaqt khate rahte hain, vo aksar bad-hazmi ka shikar ho jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mujarrab
मुजर्रब
.مُجَرَّب
tried, proved, tested
[ Qabz ke ilaaj ke liye neem garm pani mein lemun aur shahad mila kar pina ek mujarrab gharelu ilaaj hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziyaa'
ज़िया'
.ضِیاع
loss, damage
[ Mehnat ke baghair kaamyaabi ki khvahish karna khud ko dokha dena aur waqt ka ziya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (qaum)
qaum
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone