Search results
Saved words
Showing results for "qasam hai"
Meaning ofSee meaning qasam hai in English, Hindi & Urdu
English meaning of qasam hai
- I swear, it is impossible, it is very difficult
Sher Examples
sitam hī karnā jafā hī karnā nigāh-e-ulfat kabhī na karnā
tumheñ qasam hai hamāre sar kī hamāre haq meñ kamī na karnā
sitam hi karna jafa hi karna nigah-e-ulfat kabhi na karna
tumhein qasam hai hamare sar ki hamare haq mein kami na karna
tirī adā kī qasam hai tirī adā ke sivā
pasand aur kisī kī hameñ adā na huī
teri ada ki qasam hai teri ada ke siwa
pasand aur kisi ki hamein ada na hui
saaqī hameñ qasam hai tirī chashm-e-mast kī
tujh bin jo ḳhvāb meñ bhī piyeñ mai harām ho
saqi hamein qasam hai teri chashm-e-mast ki
tujh bin jo KHwab mein bhi piyen mai haram ho
क़सम है के हिंदी अर्थ
- क़तअन इनकार है, बिलकुल तर्क है, ममनू है, इस तरह तर्क करना जैसे तर्क करने की क़सम खाई है
- कुसुम खा कर कहते हैं, हलफ़िया कहते हैं, में तुझ को क़सम देता हूँ की जगह
- दुशवार है, नामुमकिन है की जगह मुस्तामल
- में तेरी क़सम खाता हूँ, कसम खा कर कहता हूँ कि, हलफ़न सच्च है कि
- सौगन्द है
قَسَم ہے کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- سوگند ہے.
- قطعاً انکار ہے، بالکل ترک ہے، ممنوع ہے، اس طرح ترک کرنا جیسے ترک کرنے کی قسم کھائی ہے.
- دشوار ہے، ناممکن ہے کی جگہ مستعمل.
- قسم کھا کر کہتے ہیں، حلفیہ کہتے ہیں، میں تجھ کو قسم دیتا ہوں کی جگہ.
- میں تیری قسم کھاتا ہوں، قسم کھا کر کہتا ہوں کہ، حلفاً سچ ہے کہ.
Urdu meaning of qasam hai
- Roman
- Urdu
- saugand hai
- qatan inkaar hai, bilkul tark hai, mamnuu hai, is tarah tark karnaa jaise tark karne kii qasam khaa.ii hai
- dushvaar hai, naamumkin hai kii jagah mustaamal
- kusum kha kar kahte hain, halafiyaa kahte hain, me.n tujh ko qasam detaa huu.n kii jagah
- me.n terii qasam khaataa huu.n, kasam kha kar kahta huu.n ki, halfan sachch hai ki
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kasam hai
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair-qaanuunii
ग़ैर-क़ानूनी
.غَیر قانُونی
illegal, against the law and rule
[ Police ne ek ghair-qanooni hathiyaaron se lais shakhs ko pakda ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tijaarat
तिजारत
.تِجارَت
the practice of traffic, traffic, trade
[ Naukari ke muqabla mein tijarat zyada achchha pesha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taajir
ताजिर
.تاجِر
trader, businessman
[ Raam aur Shyaam donon kapde ke bahut bade taajir hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jur.at
जुरअत
.جُرْأَت
courage, audacity, boldness, valour
[ Chalak adami ishq ki raah mein na-muradi ke panv jurat se rakhte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bair
बैर
.بَیر
malice, enmity, animosity, rancour, hostility
[ Khayalat-o-afkar ka mel na khana apasi bair ka sabab nahin hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bil-KHusuus
बिल-ख़ुसूस
.بِالْخُصْوص
specially, particularly, in particular
[ Hindustan mein bilkhusoos Tamil Nadu aur Bengal vagaira mein Coca ki kheti ki jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
auzaar
औज़ार
.اَوزار
instruments, tools
[ Tokra mazduri ke liye dhalayi ka ek qudrati auzar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hurriyat
हुर्रियत
.حُرِّیَت
liberty, independence, freedom
[ Hurriyat-pasand log kabhi mahdood ilaqe par aamada nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vafaat
वफ़ात
.وَفات
death, demise, expiration, decease, quietus
[ ٖFatima apne shauhar ki wafaat ki khabar sun kar maatam karne lagi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaar
यार
.یار
friend, companion, comrade
[ Bure waqton mein yaar bhi sath chhor dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (qasam hai)
qasam hai
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone