Search results
Saved words
Showing results for "qadam"
Meaning ofSee meaning qadam in English, Hindi & Urdu
English meaning of qadam
Noun, Masculine
- foot, foot's length (from toe to heel)
- name of a tree
-
pace, step, footstep, of length roughly equal to a foot
Example • Office ki duri ghar se bas itni hai ki char qadam mein hi pahunch jayen
- antiquity, oldness, ancientness
- being, a person's existence or appearance at a place
- sole of the foot
- initiative, undertaking
- the act of coming, setting of foot (on a place or floor)
- perpetuity, permanence
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
bhalā ham mile bhī to kyā mile vahī dūriyāñ vahī fāsle
na kabhī hamāre qadam baḌhe na kabhī tumhārī jhijak ga.ī
bhala hum mile bhi to kya mile wahi duriyan wahi fasle
na kabhi hamare qadam baDhe na kabhi tumhaari jhijak gai
qadam milā ke zamāne ke saath chal na sake
bahut sambhal ke chale ham magar sambhal na sake
qadam mila ke zamane ke sath chal na sake
bahut sambhal ke chale hum magar sambhal na sake
dushmanī kā safar ik qadam do qadam
tum bhī thak jāoge ham bhī thak jā.eñge
dushmani ka safar ek qadam do qadam
tum bhi thak jaoge hum bhi thak jaenge
क़दम के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- उतनी दूरी जितनी चलने के समय एक बार पैर उठाकर आगे रखने में पार की जाती है। चलने में दो पैरों के बीच का अवकाश या स्थान। डग। (स्टेप)
- पाँव। पैर। मुहा०-कदम उठाना = (क) चलने के लिए पैर उठाकर आगे बढ़ाना। (ख) लाक्षणिक रूप में, कोई कार्य करने के लिए उसका कोई आरंभिक अंश पूरा करना या उसका प्रयत्न करना। (किसी के) कदम चूमना = किसी को बहुत प्रतिष्ठित या मान्य समझकर उसके प्रति आदर या श्रद्धा प्रकट करना। कदम छना = आदर या श्रद्धापूर्वक किसी के आगे नतमस्तक होना। प्रणाम करना। कदम बढ़ाना = चलने के समय चाल तेज करना। (किसी जगह) कदम रखना = (क) किसी स्थान पर पहुँचना या उसमें प्रवेश करना। (ख) पदार्पण करना। (आदरार्थक)
-
पांव, पैर, डग, रफ़्तार, चाल, पग, एक्शन
उदाहरण • ऑफिस की दूरी घर से बस इतनी है कि चार क़दम में ही पहुँच जाएं
- उर्दू उच्चारणानुसार वर्तनी (दे. कदम)
- पद, पाँव, पैर, डग, एक क़दम की दूरी
قَدَم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- گھوڑے کی ایک چال جس میں سوار کو جھولے کا لطف آجاتا ہے
- ایک سایہ دار درخت کا نام نیز گھاس کی ایک قسم، کدم
- دیرینگی، قدامت، کہنگی ، پُرانا پن (حدوث کی ضد)
- پاؤں (انگوٹھے کے سِرے سے ایڑی کے کنارے تک)، پا
-
وہ فاصلہ جو رفتار کی حالت میں دو پیروں کے درمیان ہو، گام
مثال • آفس کی دوری گھر سے بس اتنی ہے کہ چار قدم میں ہی پہنچ جائیں
- ہمیشہ سے ہونا، ازلیت، ہمیشگی
- آمد، آنا جانا، آمد و رفت (گھوڑے، بیوی یا کسی کے آنے کا شگون)
- پیروں کا تلوا
- نقشِ پا، پاؤں کا نشان
- چال، قدم اُٹھانا
- گھوڑے کی وہ تیز اور بے تکان چال جس میں اگلے اور پچھلے پاؤں کی حرکت برابر ہو، اس سے سوار کو تکان نہیں ہوتی
- (مجازاً) ذات، دم، واسطہ (عموماً سے کے ساتھ)
- (تصوف) اس نعمت کو کہتے ہیں جس کا ازل میں حق تعالیٰ نے بندے کے لیے حکم کیا تھا اور حق کی اس آخری موہبت اور عطیہ کو بھی کہتے ہیں جس سے عبد کی تکمیل ہوتی ہے
Urdu meaning of qadam
- Roman
- Urdu
- gho.De kii ek chaal jis me.n savaar ko jhuule ka aajaataa huy
- ek saayaadaar daraKht ka naam niiz ghaas kii ek qism, kadam
- diiriingii, qadaamat, kuhnagii, puraanaapan (huduus kii zid
- paanv (anguuThe ke sire se e.Dii ke kinaare tak), pa
- vo faasila jo raftaar kii haalat me.n do pairo.n ke daramyaan ho, gaam
- hamesha se honaa, azaliyat, hameshgii
- aamad, aanaa jaana, aamad-o-rafat (gho.De, biivii ya kisii ke aane ka shaguun
- pairo.n ka talva
- naqsh-e-pa, paanv ka nishaan
- chaal, qadam uThaanaa
- gho.De kii vo tez aur betakaan chaal jis me.n agle aur pichhle paanv kii harkat baraabar ho, is se savaar ko takaan nahii.n hotii
- (majaazan) zaat, dam, vaastaa (umuuman se ke saath
- (tasavvuf) is neamat ko kahte hai.n jis ka azal me.n haqataalaa ne bande ke li.e hukm kiya tha aur haq kii is aaKhirii mohabbat aur atiiyaa ko bhii kahte hai.n jis se abad kii takmiil hotii hai
Synonyms of qadam
Proverbs of qadam
Rhyming words of qadam
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kadam
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rashk
रश्क
.رَشْک
jealous, emulation
[ Nizamuddin Auliya ko Saadi par be-intiha rashk tha isliye unki pairvi karne ke liye Khusrau aur Sajzi ko mashvara diya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiiq
रक़ीक़
.رَقِیْق
thin, fine
[ Tabib ne ilaj ke liye jo dawayen batayin un mein kuchh majoon aur raqiq sharbat zaroor hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafiiq
शफ़ीक़
.شَفِیق
kind friend, tender, merciful
[ Maan-baap jaisa shafiq duniya mein koi aur nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razzaaq
रज़्ज़ाक़
.رَزّاق
provider of food, sustainer
[ Duniya hi kya kaynat mein maujud sabhi jandaron ka razzaq khuda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashish
कशिश
.کَشِش
attraction, allurement, magnetism
[ Gulfam ne shadi ka libas pahna aur baithak mein dakhil hua uski kashish se har ek ke munh khule rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaaq
अस्बाक़
.اَسْباق
lessons, portions of text book
[ Bachche imtihan se pahle apne asbaq ko sarsari nigah se dekh rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
concurrence, agreement
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq-raae se hi hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kufr
कुफ़्र
.کُفْر
to be unbelieving, or ungrateful, ingratitude
[ Na-shukri ko bhi kufr isliye kahte hain ki ismein mohsin (generous) ke ehsan ko chhupana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaq
ताक़
.طاق
a niche, a shelf
[ Taaq diya jalane ke liye umooman istemal hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaqq
शक़्क़
.شَقّ
splitting, cleaving, tearing
[ Bail jinke khuron ki dhamak se zamin ka kaleja shaqq ho kar arzi (earthly) khazanon ke dahane khul jaya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (qadam)
qadam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone