Search results
Saved words
Showing results for "qaa.em"
Meaning ofSee meaning qaa.em in English, Hindi & Urdu
English meaning of qaa.em
Adjective
- erect, standing, upright
- stay, permanence, present, established
- durable, lasting
- constant, perpetual
- steadfast, continuing, existing
- strong, firm, fixed, installed
- (Geometry) perpendicular
- right
- stationary
- stagnant
- quiescent
- stable
- continuing, in force
- vigilant
- attentive, persevering
Noun, Feminine
- a drawn game (of chess)
- keep up, stopped, drawn (a game)
Sher Examples
jhuuT bolā hai to qaa.em bhī raho us par 'zafar'
aadmī ko sāhab-e-kirdār honā chāhiye
jhuT bola hai to qaem bhi raho us par 'zafar'
aadmi ko sahab-e-kirdar hona chahiye
ye bhī kyā kam hai ki donoñ kā bharam qaa.em hai
us ne baḳhshish nahīñ kī ham ne guzārish nahīñ kī
ye bhi kya kam hai ki donon ka bharam qaem hai
us ne baKHshish nahin ki hum ne guzarish nahin ki
ye zarūrī hai ki āñkhoñ kā bharam qaa.em rahe
niind rakho yā na rakho ḳhvāb meyārī rakho
ye zaruri hai ki aankhon ka bharam qaem rahe
nind rakho ya na rakho KHwab meyari rakho
क़ाएम के हिंदी अर्थ
विशेषण
- खड़ा हुआ, उल्लंबित, सीधा
- नियत, निश्चित, लगा हुआ
- किसी नियत स्थान पर टिका या ठहरा हुआ, अपनी जगह पर रहना, दृढ़, मजबूत, पायदार, स्थायी, टिकाऊ, बरक़रार
- जो स्थापित हो, स्थिर, यथावत, शेष
- नियत स्थान पर ठहरा हुआ, अचल, गतिहीन
- निर्धारित, निश्चित, मुक़र्रर
- (धर्मशास्त्र) नमाज़ में ठहरने वाला, खड़े हो कर नमाज़ पढ़ने वाला
- प्रचलित या स्थापित किया हुआ, निर्मित, स्थापित, प्रचलित जैसे-बच्चों के लिए स्कूल कायम करना
- (लाक्षणिक) ठहरने वाला, निवास करने वाला, रहने वाला, उपस्थित
- नित्य, निरंतर, मुस्तक़िल
- (वनस्पति विज्ञान) पत्तियाँ आदि जो उस निर्धारित समय तक रहें जबकि दूसरी परिस्थितियों में उसके गिरने का समय होता है
- (प्राणि विज्ञान) केंद्रीय मादा कोशिका जो केंद्रीय नर कोशिका से बड़ा होता है
- (व्याकरण) उर्दू भाषा में संज्ञा का वह भाव जो मूल के अनुसार होता है
- मालिश करने वाला
- तलवार का क़ब्ज़ा, मूठ दस्ता
- उच्च (स्वर)
- (रेखागणित) समकोण, सीधी रेखा
- (शीआ) शीओं के अंतिम इमाम मेहदी की उपाधि
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- (शतरंज) शतरंज की बाज़ी जिस में फ़रीक़न के बादशाह और एक एक मुहरे के साथ खेल क़ायम हो जाये वर हार जीत किसी को न हो
قائِم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- ایستادہ، سیدھا، عمودی، کھڑا ہوا، کھڑا ہونے والا
- مقررہ، لگا ہوا
- پختہ، پکا، دیرپا، مستحکم، محکم، مضبوط، دیرپا
- جس کو قیام ہو، برقرار، باقی
- ٹھہرا ہوا، غیرمتحرّک، ساکن
- مقرر، مستقیم
- (فقہ) نماز میں قیام کرنے والا، کھڑے ہو کر نماز پڑھنے والا
- برپا، جاری، نافذ، جیسے: بچوں کے لیے اسکول قائم کیا گیا
- (مجازاََ) قیام کرنے والا، ٹھہرنے والا، مقیم
- موجود، بقا، مستقل، باقی، پائندہ، دائم
- (نباتیات) پتّے وغیرہ جو اس مدّت کے بعد بھی رہیں جب کہ دوسرے حالات میں ان کے گر جانے کا زمانہ ہوتا ہے (انگ: persistent)
- (حیوانیات) مادہ پیش مرکزہ جو نر پیش مرکزہ سے بڑا ہوتا ہے
- (قواعد) اردو زبان میں اسم کی حالت جو اصل کے اعتبار سے ہوتی ہے (محرّف کی ضد)
- مالش کرنے والا
- تلوار کا قبضہ، موٹھ
- بلند (آواز)
- (جیومیٹری) خط قائمہ، سیدھا خط
- (تشیع) امام زمانہ حضرت مہدی آخرالزماں کا لقب
اسم، مؤنث
- (شطرنج) شطرنج کی بازی جس میں فریقین کے بادشاہ اور ایک ایک مہرے کے ساتھ کھیل قائم ہو جائے اور ہار جیت کسی کو نہ ہو
Urdu meaning of qaa.em
- Roman
- Urdu
- i.istaadaa, siidhaa, amuudii, kha.Daa hu.a, kha.Daa hone vaala
- muqarrara, laga hu.a
- puKhtaa, pakka, derapa, mustahkam, muhkam, mazbuut, derapa
- jis ko qiyaam ho, barqaraar, baaqii
- Thahraa hu.a, Gair mutaharrik, saakan
- muqarrar, mustaqiim
- (fiqh) namaaz me.n qiyaam karne vaala, kha.De ho kar namaaz pa.Dhne vaala
- barpa, jaarii, naafiz, jaiseh bachcho.n ke li.e skuul qaayam kiya gayaa
- (mujaazaa) qiyaam karne vaala, Thaharne vaala, muqiim
- maujuud, baqa, mustaqil, baaqii, paa.inda, daa.im
- (nabaatiiyaat) patte vaGaira jo is muddat ke baad bhii rahe.n jab ki duusre haalaat me.n un ke gur jaane ka zamaana hotaa hai (angah persistent
- (haiv inyaat) maadda pesh markaza jo nar pesh markaza se ba.Daa hotaa hai
- (qavaa.id) urduu zabaan me.n ism kii haalat jo asal ke etbaar se hotii hai (muharrif kii zid
- maalish karne vaala
- talvaar ka qabzaa, muuTh
- buland (aavaaz
- (jyomaiTrii) Khat qaaymaa, siidhaa Khat
- (tashiia) imaam zamaana hazrat mahdii aakhiruzzmaa.n ka laqab
- (shatranj) shatranj kii baazii jis me.n fariiqain ke baadashaah aur ek ek muhre ke saath khel qaayam ho jaaye aur haar jiit kisii ko na ho
Antonyms of qaa.em
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kaaem, English meaning of kaem
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa.ish
ज़ेबाइश
.زیبائِش
adornment, elegance, decoration
[ Shahar ke dukandaron ne bhi apni dukanon ki bahut achchhi tarah se zebaaish ki thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
musaafaha
मुसाफ़हा
.مُصافَحَہ
shaking hands
[ Pahle ham sulah kar ke musafaha karen aur dost aapas mein ho jaayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qumquma
क़ुमक़ुमा
.قُمْقُمَہ
bulb, globe made of lac containing the red powder, small electric bulb for decoration
[ Raashid ke shandar bangle ke upar se niche tak qumqumon ki ladiyan damak rahi thin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aanaqa
मु'आनक़ा
.مُعانَقَہ
hanging one another close in friendship or in fight, joining together, embracing
[ Jab aadmi kisi ke sath muanaqa kare to ye ehsas hona chahiye, ye shakhs to saraasar khushbu hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jafaa
जफ़ा
.جَفا
oppression, injustice, cruelty
[ Jafaa karne valon ka kabhi bhi koi achcha anjaam nahin hota, kyunki zulm aur sitam ke khilaf hamesha aavaaz uthayi jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziist
ज़ीस्त
.زِیسْت
life, existence
[ Zist ki sab se badi haqiqat ye hai ki vaqt ka pahiya hamesha gardish karta rahta hai, aur har haal mein insaan ko aage badhna hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijr
हिज्र
.ہِجْر
separation, separation from beloved, absence
[ Tumhari hijr mein har din aise lagta hai jaise ek zinda lash hun, aur dil har lamha tumhein pane ke liye beqaraar rahtaa hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHlis
मुख़्लिस
.مُخْلِص
true, unfeigned, real, loyal, pure
[ Mukhlis dost hamesha mushkil vaqt mein aap ke sath khade rahte hain, chahe laahaat jaise bhi hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
furqat
फ़ुर्क़त
.فُرْقَت
separation (of lovers)
[ Vo din jab ham ek dusre se juda huye, meri zindagi ki sab se badi aazmaa.ish thi, aur furqat ka gham abhi tak mere dil mien zinda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sukuun
सुकून
.سُکُون
peace, rest
[ Shahr ki halchal mein sukoon aur aaraam ka eshsaas bahut kam logon ko nasib hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (qaa.em)
qaa.em
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone