Search results
Saved words
Showing results for "pur-armaa.n"
Meaning ofSee meaning pur-armaa.n in English, Hindi & Urdu
Vazn : 222
Singular: pur-armaan
English meaning of pur-armaa.n
Persian, Turkish - Adjective, Singular
- the one who has many desires in his heart, full of desire, full of joy and entertainment, aspirant
Sher Examples
ik javānī kā sabab aur pur-armāñ honā
saḳht mushkil hai mirī maut kā āsāñ honā
ek jawani ka sabab aur pur-arman hona
saKHt mushkil hai meri maut ka aasan hona
kyā dil jigar kī kahiye tamannā-e-vasl meñ
hasrat bharā hai ek pur-armāñ hai dūsrā
kya dil jigar ki kahiye tamanna-e-wasl mein
hasrat bhara hai ek pur-arman hai dusra
ye husn-e-ḳhudā-dād kahāñ us meñ hai ai jaañ tū kyuuñ hai pur-armāñ
kyā baat hai yūsuf meñ mire āfat-e-daurāñ ho tujh se jo behtar
ye husn-e-KHuda-dad kahan us mein hai ai jaan tu kyun hai pur-arman
kya baat hai yusuf mein mere aafat-e-dauran ho tujh se jo behtar
पुर-अरमाँ के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, तुर्की - विशेषण, एकवचन
- जिसके दिल में बहुत सी अभिलाषाएं हों, आकाक्षाओं से भरा हुआ, उमंग और हर्ष से भरा हुआ, आकांक्षी
پُر اَرْماں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، ترکی - صفت، واحد
- ارمان سے بھرا ہوا ، جس کے دل میں بہت سی تمنائیں ، امنگیں اور ولولے ہوں ، آرزومند.
Urdu meaning of pur-armaa.n
- Roman
- Urdu
- armaan se bhara hu.a, jis ke dil me.n bahut sii tamannaa.e.n, umange.n aur valvale huu.n, aarzuumand
Related searched words
Showing search results for: English meaning of purarmaan, English meaning of purarman
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaama
ख़ामा
.خامَہ
pen, reed pen
[ Tum ise qalam kaho ya khama kya farq padta hai likhna hi to hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pistaaniya
पिस्तानिया
.پِسْتانیَہ
mammal
[ Khud insan bhi ek pistaniya yani doodh pilane wala haiwan hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaqqash
मुनक़्क़श
.مُنَقَّش
painted, sculptured, engraved, carved
[ Ghar ki tamir ke baad sajaane ke liye munaqqash parde bhi lagaye gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds, net, trap, prison, jail
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharh
शरह
.شَرْحْ
proportion, ratio, rate, value, price
[ Jo shakhs hamari muqarrara sharh se zyada lega wo khayanat-e-mali hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaaGaz
काग़ज़
.کاغَذ
paper
[ Usne sade kaghaz par mere dastkhat karaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaasht
काश्त
.کاشْت
cultivation
[ Aasam mein chai ki kaasht hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaatil
क़ातिल
.قاتِل
murderer, assassin, killer
[ Qatl karn ke baad qaatil farar hone mein kamyab ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faqaarii
फ़क़ारी
.فَقاری
spinal
[ Insaan ek faqari janwar hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaaKH
सलाख़
.سَلاخ
iron bar, stake, spit
[ Daniyal ne salakh ko haath ke zor se tedha kar diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (pur-armaa.n)
pur-armaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone