Search results
Saved words
Showing results for "phulvaarii"
Meaning ofSee meaning phulvaarii in English, Hindi & Urdu
English meaning of phulvaarii
Noun, Feminine
- a flower-garden
- an orchard
- a flower bed
- a horse having black spots on body
- a kind of physical exercise
- flowers embroidered on clothes
- (Metaphorically) offspring, children, family
Sher Examples
sub.h-savere kaun sī sūrat phulvārī meñ aa.ī hai
Daalī Daalī jhuum uThī hai kalī kalī lahrā.ī hai
subh-sawere kaun si surat phulwari mein aai hai
Dali Dali jhum uThi hai kali kali lahrai hai
baiThe haiñ phulvārī meñ dekheñ kab kaliyāñ khiltī haiñ
bhañvar bhaav to nahīñ hai kis ne itnī raah dikhā.ī hai
baiThe hain phulwari mein dekhen kab kaliyan khilti hain
bhanwar bhaw to nahin hai kis ne itni rah dikhai hai
baaġh ke maalī mere ġhunche ġhairoñ ne pāmāl kiye
phir bhī terī phulvārī ko mahkā.egā ThanDā haath
bagh ke mali mere ghunche ghairon ne pamal kiye
phir bhi teri phulwari ko mahkaega ThanDa hath
फुलवारी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- काग़ज़ के बने हुए फूल और पौधे जो तख्तों पर लगाकर विवाह में बरात के साथ शोभा के लिए निकाले जाते हैं
- केवल फूल के पौधों का छोटा उद्यान या बाग; पुष्पवाटिका
- फूलों की क्यारी
- वह छोटा उद्यान या बगीचा जिसमें सुन्दर फूलों के पौधे ही हो, झाड़ियाँ या वृक्ष न हों। पुष्प-वाटिका
- उपवन जिस में फूलों और फलों के पेड़ लगाए जाते हैं
- कागज़ के बने फूल-पौधों का समूह
- {ला-अ.} बाल-बच्चे जो माता-पिता के लिए परम आनंददायक होते हैं।
- फूल बूटे जो कपड़े पर बनाए जाते हैं
- छोटा सा फूलों का बाग़
- (घोड़ा) जिस के जिस्म पर स्याह दाग़ हूँ
- बाल बच्चे
- काग़ज़ी फूल-पत्ते जो हिन्दुवों में बरात के साथ होते हैं और मुस्लमानों में साचक के दिन दुल्हन के घर तक जाते हैं, बाग बाड़ी
- एक प्रकार का व्यायाम
پُھلْواری کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- باغیچہ، کاغذی پھول پتے جو ہندووں میں برات کے ساتھ ہوتے ہیں اور مسلمانوں میں ساچق کے دن دلہن کے گھر تک جاتے ہیں
- پھولوں کی کیاری
- کاغذی پھول پتے جو ہندووں میں برات کے ساتھ ہوتے ہیں اور مسلمانوں میں ساچق کے دن دلہن کے گھر تک جاتے ہیں، باگ باڑی
- چھوٹا سا باغ جس میں پھولوں اور پھلوں کے درخت لگائے جاتے ہیں
- پھول بوٹے جو کپڑے پر بنائے جاتے ہیں
- (گھوڑا) جس کے جسم پر سیاہ داغ ہوں
- ورزش کی ایک قسم . چرسی ازار کو ریگ بھر کر پہنتے اور چست کرتے ہیں، رفتہ فتہ مثل پرند کے اُڑنے لگتے ہیں
- (مجازاً) آل اولاد ، بال بچے
Urdu meaning of phulvaarii
- Roman
- Urdu
- baaGiicha, kaaGazii phuulpatte jo hinduvo.n me.n baraat ke saath hote hai.n aur muslmaano.n me.n saachaq ke din dulhan ke ghar tak jaate hai.n
- phuulo.n kii kyaarii
- kaaGazii phuulpatte jo hinduvo.n me.n baraat ke saath hote hai.n aur muslmaano.n me.n saachaq ke din dulhan ke ghar tak jaate hain, baag baa.Dii
- chhoTaa saa baaG jis me.n phuulo.n aur phalo.n ke daraKht lagaa.e jaate hai.n
- phuul buuTe jo kap.De par banaa.e jaate hai.n
- (gho.Daa) jis ke jism par syaah daaG huu.n
- varzish kii ek qism . charsii izaar ko reg bhar kar pahante aur chust karte hain, rafta fatah misal parind ke u.Dne lagte hai.n
- (majaazan) aal-o-aulaad, baal bachche
Related searched words
Showing search results for: English meaning of fulvaari, English meaning of fulvari
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (phulvaarii)
phulvaarii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone