Search results
Saved words
Showing results for "payaam"
Meaning ofSee meaning payaam in English, Hindi & Urdu
English meaning of payaam
Noun, Masculine
- news, advice, message
- good news
- marriage proposal
- invitation
Explanatory Video
Sher Examples
va.ada nahīñ payām nahīñ guftugū nahīñ
hairat hai ai ḳhudā mujhe kyuuñ intizār hai
wada nahin payam nahin guftugu nahin
hairat hai ai KHuda mujhe kyun intizar hai
qāsid nahīñ ye kaam tirā apnī raah le
us kā payām dil ke sivā kaun lā sake
qasid nahin ye kaam tera apni rah le
us ka payam dil ke siwa kaun la sake
unheñ apne dil kī ḳhabreñ mire dil se mil rahī haiñ
maiñ jo un se ruuTh jā.ūñ to payām tak na pahuñche
unhen apne dil ki KHabren mere dil se mil rahi hain
main jo un se ruTh jaun to payam tak na pahunche
पयाम के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- बात या आदेश जो जो दूसरे के माध्यम से व्यक्त किया जाए, समाचार, ख़बर, संदेश
- ख़ुशी की ख़बर, अच्छा संदेशा, अच्छी ख़बर
- शादी तै करने की बातचीत, सगाई की बातचीत, संदेसा, मंगनी
- बुलावा, न्योता, पेशकश
- ( आना-जाना के साथ) ज़बानी सवाल, निवेदन
- (सूफ़ीवाद) प्यार की भावना को कहते हैं जो वास्तविक्ता की ओर से साधक के हृदय पर प्रकट होते हैं और साधक को मस्त और मतवाला कर देते हैं और उसी प्रकार साधक के हृदय से चेतनाएं उठती हैं और वास्तविक्ता की प्राकाष्ठा की ओर ले जाती है और वो ये संबंध है कि फ़रिश्ते भी इससे वंचित हैं
پَیام کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- قول یا حکم جو دوسرے کے ذریعے سے پہن٘چایا جائے، زبانی بات جو کسی دوسرے سے کہلائی جائے
- خوشی کی خبر
- شادی طے کرنے کی بات چیت، نسبت، منگنی
- بلاوا، دعوت، پیشکش
- زبانی سوال، عرض یا درخواست
- (تصوف) جذبات حبی کو کہتے ہیں جومنجانب حقیقت دل سالک پر وارد ہوتے اور سالک کو مست و بیخود کر دیتے ہیں اور اسی طرح قلب سالک سے جذبات اُٹھتے اور حقیقۃ الحقائق کی طرف جاتے ہیں اور یہ وہ نسبت ہے کہ ملائکہ اس سے بے بہرہ ہیں
Urdu meaning of payaam
Roman
- qaul ya hukm jo duusre ke zariiye se pahunchaayaa jaaye, zabaanii baat jo kisii duusre se kahlaa.ii jaaye
- Khushii kii Khabar
- shaadii tai karne kii baatachiit, nisbat, mangnii
- bulaavaa, daavat, peshkash
- zabaanii savaal, arz ya darKhaast
- (tasavvuf) jazbaat habii ko kahte hai.n jo minjaanib haqiiqat dil saalik par vaarid hote aur saalik ko mast-o-biiKhod kar dete hai.n aur isii tarah qalab saalik se jazbaat uThte aur haqiiqৃ alahqaa.iq kii taraf jaate hai.n aur ye vo nisbat hai ki malaa.ika is se bebahraa hai.n
Synonyms of payaam
Idioms of payaam
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of payam
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (payaam)
payaam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone