Search results
Saved words
Showing results for "parniyaa.n"
Meaning ofSee meaning parniyaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of parniyaa.n
Noun, Masculine
- a kind of fine painted silk (from China), soft
Sher Examples
sandalī mushk-o-ambar se aur uud se pairahan 'shāhid' anvar vo mahkeñ sadā
jo shahīdoñ ke tan kī ho zīnat vahī āsmānī qabā parniyāñ lā.iye
sandali mushk-o-ambar se aur ud se pairahan 'shahid' anwar wo mahken sada
jo shahidon ke tan ki ho zinat wahi aasmani qaba parniyan laiye
lipaTnā parniyāñ meñ shola-e-ātish kā pinhāñ hai
vale mushkil hai hikmat dil meñ soz-e-ġham chhupāne kī
lipaTna parniyan mein shola-e-atish ka pinhan hai
wale mushkil hai hikmat dil mein soz-e-gham chhupane ki
gustar vo farsh-e-bū-qalamūñ thā jahāñ-tahāñ
atlas na thā harīr na thā parniyāñ na thā
gustar wo farsh-e-bu-qalamun tha jahan-tahan
atlas na tha harir na tha parniyan na tha
पर्नियाँ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- एक किस्म का फूलदार रेशमी कपड़ा जो नरम होता है
پَرنیاں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ایک قسم کا پھولدار اور ریشمی کپڑا جو نہایت نفیس اور نرم ہوتا ہے ، دیبا.
Urdu meaning of parniyaa.n
- Roman
- Urdu
- ek kism ka phuuladaar aur reshmii kap.Daa jo nihaayat nafiis aur naram hotaa hai, diibaa
Showing search results for: English meaning of parniyaan, English meaning of parniyan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mafhuum
मफ़्हूम
.مَفہُوم
sense, tenor, meaning, connotation
[ Ashaar ke makhfi aur zahiri do mafhoom hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqbara
मक़बरा
.مَقبَرَہ
tomb, mausoleum, sepulchre
[ Sham ke jhutpute mein camera Jahangir ke maqbare ko wahan dikhata hai jahan Asif Jaah ka maqbara hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iqdaamaat
इक़्दामात
.اِقْدامات
endeavours, efforts, diligences
[ Hukumat ke sare iqdamat awam ki bahbud ke liye hone chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muta'addii
मुत'अद्दी
.مُتَعَدّی
infectious, epidemic (disease)
[ Hiaza ek muta'addi bimari hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hangaamii
हंगामी
.ہَنگامی
urgent, emergency
[ Hangami halat mein sadr ko khususi ikhtiyarat hasil hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
anhaar
अनहार
.اَنْہار
canals, rivulets, rivers, streams
[ Aam taur par do qism ki nahren hoti hain, ek anhar-e-tughyani aur dosri mustaqil nahren ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqarrurii
तक़र्रुरी
.تَقَرُّری
appointment, nomination, settlement
[ Manmani taqarruri ki taftish honi chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaasib
मुनासिब
.مُناسِب
just, fit, suitable, applicable
[ Kal ke kaam ko aaj hi karna munasib hoga ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ismat-darii
'इस्मत-दरी
.عِصْمَت دَری
rape
[ Kisi kunwari ki ismat-dari hoti to ye iqdam khud uske khilaf nahin balki uske waris ke khilaf mutasawwir hota tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tadbiir
तदबीर
.تَدْبِیر
tactic, way, way out, solution
[ masalon se nipatne ke liye tadabir karni hi padti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (parniyaa.n)
parniyaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone