Search results
Saved words
Showing results for "nuqta"
Meaning ofSee meaning nuqta in English, Hindi & Urdu
English meaning of nuqta
Sher Examples
ḳhudā kātib kī saffākī se bhī mahfūz farmā.e
agar nuqta uḌā de nām-zad nāmard ho jaa.e
KHuda katib ki saffaki se bhi mahfuz farmae
agar nuqta uDa de nam-zad namard ho jae
नुक़्ता के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- बिंदी, बिंदु, डॉट
- बिंदु; बिंदी
- बिंदी, बिंदु, सिफ़, बुंदकी, चिह्न, निशान।
- लेखन में अक्षरों के नीचे लगाई जाने वाली बिंदी, जैसे- ज़; फ़; ख़ आदि
- शून्य का सूचक चिह्न; सिफ़र
- दाग; धब्बा।
نُقْطہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (ریاضی) وہ نشان جس کی نہ چوڑائی نہ موٹائی نہ لمبائی ہو ، قلم کی نوک کاغذ پر رکھنے سے جو نشان بنے ، بندی ، صفر کا نشان ۔
- (ہندسہ) وہ جگہ جہاں دو خطوط ایک دوسرے کو کاٹیں یا ملیں ۔
- مرکز ، بنیاد
- بنیادی بات ،خیال، تہہ کی بات ، باریک بات
- بندی کا نشان جو کسی چیز کے انتخاب کو ظاہر کرنے کے لیے بنایا جاتا ہے (شعر وغیرہ پر) ، نقطہء انتخاب
- نشان جو شک کے اظہار کے لیے بنایا جاتا ہےنقطہء شک ۔
- دائرے کے وسط کا وہ مقام جس سے خط دائرہ تک خطوط کھینچے جاتے ہیں (اور طوالت میں برابر ہوتے ہیں ، نقطہء پر کار)
- مقرر کردہ مقام یا جگہ ، نشان ۔ شگاف کو نقطہ (ب) سے شروع کرکے نقطہ (ح) تک لے جاؤ ۔
- چھوٹاسا دھبا یا نشان ، داغ ۔
- ۔ وہ باریک روشنی جو شعاعوں کے جمع ہونے سے بنتی ہے ، کرن بندی
- ۔ وہ صفر کا نشان جو بعض حروف پر دیا جاتا ہے جیسے ب کے نیچے ایک نقطہ ، ت کے اوپر دو نقطے ۔
- ۔ (تصوف) ذات ِبحت اور مرتبہء سلب ِصفات کو کہتے ہیں جو منقطع الاشارہ ہے اور اس کو نقطہء ذات کہتے ہیں کہ نقطہء بائِ بسم اﷲ سے ذات مراد لیتے ہیں
- ۔ چھوٹی سی چیز ؛ کسی چیز کا ذرا سا حصہ
- ۔ (طب) اصطلاح ِدوا سازی میں دوا کا قطرہ ، دوا کی بوند
- ۔ وہ نشان جس پر نشانہ لگاتے ہیں ،ہدف ۔
- ۔(ع۔نُقط نِقاط۔ جمع) مذکر۱۔صفر۲۔ شک ظاہر کرنے کے لیے بھی نقطہ دے دیا کرتے ہیں۔؎
Urdu meaning of nuqta
- Roman
- Urdu
- (riyaazii) vo nishaan jis kii na chau.Daa.ii na moTaa.ii na lambaa.ii ho, qalam kii nok kaaGaz par rakhne se jo nishaan bane, bandii, sifar ka nishaan
- (hindsaa) vo jagah jahaa.n do Khutuut ek duusre ko kaaTe.n ya mile.n
- markaz, buniyaad
- buniyaadii baat, Khyaal, tahaa kii baat, baariik baat
- bandii ka nishaan jo kisii chiiz ke intiKhaab ko zaahir karne ke li.e banaayaa jaataa hai (shear vaGaira par), nukta-e-intiKhaab
- nishaan jo shak ke izhaar ke li.e banaayaa jaataa hai nukta-e- shak
- daayre ke vast ka vo muqaam jis se Khat daayaraa tak Khutuut khiinche jaate hai.n (aur tavaalat me.n baraabar hote hai.n, nukta-e- par kaar)
- muqarrar karda muqaam ya jagah, nishaan । shigaaf ko nuqta (ba) se shuruu karke nuqta (a) tak le jaa.o
- chhoTaasaa dhabbaa ya nishaan, daaG
- ۔ vo baariik roshnii jo shuvaa.o.n ke jamaa hone se bantii hai, karaN bandii
- ۔ vo sifar ka nishaan jo baaaz huruuf par diyaa jaataa hai jaise ba ke niiche ek nuqta, ta ke u.upar do nuqte
- ۔ (tasavvuf) zaat ibhat aur martaba-e- salb isfaat ko kahte hai.n jo munaqte alaashaaraa hai aur is ko nukta-e-zaat kahte hai.n ki nukta-e- baa.i bismillaah se zaat muraad lete hai.n
- ۔ chhoTii sii chiiz ; kisii chiiz ka zaraa saa hissaa
- ۔ (tibb) istilaah advaa saazii me.n davaa ka qatra, davaa kii buu.nd
- ۔ vo nishaan jis par nishaanaa lagaate hai.n, hadaf
- ۔(e।nuqat nakaat। jamaa) muzakkar१।sifar२। shak zaahir karne ke li.e bhii nuqta de diyaa karte hain।
Idioms of nuqta
Compound words of nuqta
Related searched words
Showing search results for: English meaning of nukta
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabish
ताबिश
.تابِش
shine, light
[ Uske husn aur tabish-e-jamal ki shorat ek zamane mein rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baarish
बारिश
.بارِش
rain
[ Main dekh raha hun ki tumhare gharon par barish ki tarah fitne baras rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bardaasht
बरदाश्त
.بَرْداشْت
endurance, forbearance, patience
[ Kahte hain ki zulm bardasht karna goya zulm mein hath batana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaad
शाद
.شاد
joyful, happy, glad, cheerful
[ Shaad rahne ki dua jab se use mili hai bahut shaad dikhayi deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab-bedaar
शब-बेदार
.شَب بیدار
one who keeps awake at night, sleepless
[ Shab-bedar shakhs yaa to chor hota hai yaa phir abid ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarshaar
सरशार
.سَرشار
intoxicated, drunk
[ Insan ko sarshar rakhne ki khushiyan hi kafi hain sharab ki kya zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashjaar
अश्जार
.اَشْجار
trees
[ Zaid bangla ashjar ke kunj (Khazana) mein waqe hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pusht
पुश्त
.پُشْت
part of the body that is between the neck and the tops of the legs
[ Kisi muqaddas maqam ya kitab ki taraf pusht karke nahin baithna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarisht
सरिश्त
.سَرِشْت
nature, complexion
[ Aam taur se sufi log sarisht ke lihaz se sada-mizaj aur bhole-bhale insan hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (nuqta)
nuqta
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone