Search results
Saved words
Showing results for "nuqta-e-mauhuum"
Meaning ofSee meaning nuqta-e-mauhuum in English, Hindi & Urdu
English meaning of nuqta-e-mauhuum
Noun, Masculine
- beloved's mouth, hypothetical point, the points that made in the minds only and they doesn't exist
Sher Examples
gum huā ḳhud meñ to ik nuqta-e-mauhūm huā
munkashif hote hī atrāf pe chhāyā huuñ maiñ
gum hua KHud mein to ek nuqta-e-mauhum hua
munkashif hote hi atraf pe chhaya hun main
maiñ yahī nuqta-e-mauhūm rahūñgā na sadā
maiñ jhalak uTThūñgā āḳhir kisī manzar meñ kabhī
main yahi nuqta-e-mauhum rahunga na sada
main jhalak uTThunga aaKHir kisi manzar mein kabhi
ḳhvāb-o-ḳhayāl samjheñ to maujūd hai jahāñ
kuchh bhī sivā.e nuqta-e-mauhūm kuchh nahīñ
KHwab-o-KHayal samjhen to maujud hai jahan
kuchh bhi siwae nuqta-e-mauhum kuchh nahin
नुक़्ता-ए-मौहूम के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- पीया का मुख, काल्पनिक बिंदु, वो बिंदु जिसका वास्तव में कोई अस्तित्व न हो, वो बिंदु जो हवा में ही बना लिए जाएं
- वह बिन्दु जो इतना सूक्ष्म हो कि अटकल से ही समझा जा सके ।
نُقْطَۂ مَوہُوم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- فرضی نقطہ، نقطہ جو اصل میں وجود نہ رکھتا ہو مثلاً جو نقاط جو آسمان میں فرض کر لیے ہیں، جیسے نقطہ اوج، نقطہ حضیض وغیرہ
- وہ نقطہ جو ظاہر میں محسوس نہ ہو ، وہ باریک نقطہ جو نظر نہ آئے ، بہت باریک نقطہ یا چیز ، ذرّہ ؛ مراد : نہایت معمولی اور غیر اہم چیز ۔
- ۔ فرضی نقطہ ، نقطہ جو اصل میں وجود نہ رکھتا ہو مثلاً وہ نقاط جو آسمان میں فرض کرلیے ہیں ؛ جیسے : نقطہء اوج ، نقطہء حضیض وغیرہ
- کمرہ جو مکان کی سب سے بلند منزل پر واقع ہے اس وسیع و عریض کائنات میں ایک نقطہء موہوم سے زیادہ وقیع نہیں ۔
Urdu meaning of nuqta-e-mauhuum
- Roman
- Urdu
- farzii nuqta, nuqta jo asal me.n vajuud na rakhtaa ho masalan jo naqaat jo aasmaan me.n farz kar li.e hain, jaise nuqta auj, nuqta haziiz vaGaira
- vo nuqta jo zaahir me.n mahsuus na ho, vo baariik nuqta jo nazar na aa.e, bahut baariik nuqta ya chiiz, zaraa ; muraad ha nihaayat maamuulii aur Gair aham chiiz
- ۔ farzii nuqta, nuqta jo asal me.n vajuud na rakhtaa ho masalan vo naqaat jo aasmaan me.n farz karali.e hai.n ; jaise ha nukta-e-auj, nukta-e-haziiz vaGaira
- kamra jo makaan kii sab se buland manzil par vaaqya hai is vasiia-o-ariiz kaaynaat me.n ek nukta-e-mauhuum se zyaadaa vaqiia nahii.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of nuktaemauhum, English meaning of nuqtaemauhoom
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaifiyat
कैफ़ियत
.کَیفِیَت
condition, state, situation
[ Mariz apni kaifiyat jab tak khud na bataye ilaj karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaasht
काश्त
.کاشْت
cultivation
[ Zamin ka aathvan hissa kapas ki kasht ke liye makhsus kar diya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa'nat
ला'नत
.لَعْنَت
curse, rebuke, disgrace
[ Gurbat khwah jism ki ho khwah jaan ki ek laanat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kifaayat
किफ़ायत
.کِفایَت
savings, profit, advantage
[ Kifayat se kharch kiya jaye to kam amadni mein bhi guzara ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laazim
लाज़िम
.لازِم
necessary, requisite, compulsory
[ Sehat-mand rahne ke liye hazme ka durust hona lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kirdaar
किरदार
.کِرْدار
doing, action, act, deed
[ Aadmi apne kirdar se hi apni shakhsiyat banata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashaakash
कशाकश
.کَشاکَش
perplexity
[ Mukhtalif khayalat ki kashaakash mein koi faisla karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kushtii
कुश्ती
.کُشْتی
wrestling
[ Dangal film mein Amir Khan apni betiyon ko kushti ke liye taiyar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kuduurat
कुदूरत
.کُدُورَت
resentment, malice
[ Kuchh muddat baad Anwari ne kudurat dil se nikal di aur qazi ne bhi sulah kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rafiiq
रफ़ीक़
.رَفِیق
associate, comrade, friend
[ Chidiyon ke do jode hamesha chhat mein rahte the aur Eidon mein rafiq the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (nuqta-e-mauhuum)
nuqta-e-mauhuum
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone