Search results
Saved words
Showing results for "niyaaz-mand"
Meaning ofSee meaning niyaaz-mand in English, Hindi & Urdu
English meaning of niyaaz-mand
Adjective
- supplicant, grateful, petitioner, humble or obedient servant
- supplicating, humble, obedient, needy
Sher Examples
shāyad niyāz-mand ko hāsil niyāz ho
hasrat se tak rahā huuñ tirī rahguzar ko maiñ
shayad niyaz-mand ko hasil niyaz ho
hasrat se tak raha hun teri rahguzar ko main
नियाज़-मंद के हिंदी अर्थ
विशेषण
- आज्ञाकारी, ताबेदार, परिचित, मुलाक़ाती, भक्त, फ़िदाई, मित्र, दोस्त ।
نِیاز مَند کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- ارادت گزار ، خاکساری برتنے والا (متکلم اپنی نسبت یہ کلمہ کہتا اور لکھتا ہے)
- آرزو مند ، ملتجی ، مشتاق ؛ چاہنے والا۔
- فرماں بردار ، مطیع ، حکم ماننے والا
- حاجت مند ، خواہش مند۔
- وہ شخص جس کو کسی قابل احترام شخصیت کی خدمت میں باریابی کا شرف حاصل ہو
- ۔(ف)صفت۔ ۱۔ حاجت مند۔ خواہش مند۔محتاج ۲۔ آرزو مند۔ مشتاق ۳۔ وہ شخص جس کو کسی کی خدمت میں باریابی کا شرف حاصل ہو۴۔تواضع اور فروتنی کرنے والا۔ ؎
Urdu meaning of niyaaz-mand
- Roman
- Urdu
- iraadat guzaar, Khaaksaarii baratne vaala (mutakallim apnii nisbat ye kalima kahta aur likhtaa hai
- aarzuumand, multajii, mushtaaq ; chaahne vaala
- farmaambardaar, mutiia, hukm maanne vaala
- haajatmand, Khaahishmand
- vo shaKhs jis ko kisii kaabil-e-ehtiraam shaKhsiyat kii Khidmat me.n baaryaabii ka sharaf haasil ho
- ۔(pha)sifat। १। haajatmand। Khaahishmand।muhtaaj २। aarzuumand। mushtaaq ३। vo shaKhs jis ko kisii kii Khidmat me.n baaryaabii ka sharaf haasil ho४।tavaazo aur firotnii karne vaala।
Showing search results for: English meaning of niyaajmand, English meaning of niyaazmand
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rashk
रश्क
.رَشْک
jealous, emulation
[ Nizamuddin Auliya ko Saadi par be-intiha rashk tha isliye unki pairvi karne ke liye Khusrau aur Sajzi ko mashvara diya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiiq
रक़ीक़
.رَقِیْق
thin, fine
[ Tabib ne ilaj ke liye jo dawayen batayin un mein kuchh majoon aur raqiq sharbat zaroor hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafiiq
शफ़ीक़
.شَفِیق
kind friend, tender, merciful
[ Maan-baap jaisa shafiq duniya mein koi aur nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razzaaq
रज़्ज़ाक़
.رَزّاق
provider of food, sustainer
[ Duniya hi kya kaynat mein maujud sabhi jandaron ka razzaq khuda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashish
कशिश
.کَشِش
attraction, allurement, magnetism
[ Gulfam ne shadi ka libas pahna aur baithak mein dakhil hua uski kashish se har ek ke munh khule rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaaq
अस्बाक़
.اَسْباق
lessons, portions of text book
[ Bachche imtihan se pahle apne asbaq ko sarsari nigah se dekh rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
concurrence, agreement
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq-raae se hi hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kufr
कुफ़्र
.کُفْر
to be unbelieving, or ungrateful, ingratitude
[ Na-shukri ko bhi kufr isliye kahte hain ki ismein mohsin (generous) ke ehsan ko chhupana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaq
ताक़
.طاق
a niche, a shelf
[ Taaq diya jalane ke liye umooman istemal hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaqq
शक़्क़
.شَقّ
splitting, cleaving, tearing
[ Bail jinke khuron ki dhamak se zamin ka kaleja shaqq ho kar arzi (earthly) khazanon ke dahane khul jaya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (niyaaz-mand)
niyaaz-mand
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone