Search results
Saved words
Showing results for "nishaan-e-paa"
Meaning ofSee meaning nishaan-e-paa in English, Hindi & Urdu
English meaning of nishaan-e-paa
Noun, Masculine
- foot-prints
Sher Examples
ik aur samt bhī hai us se jā ke milne kī
nishān aur bhī hai ek nishān-e-pā ke sivā
ek aur samt bhi hai us se ja ke milne ki
nishan aur bhi hai ek nishan-e-pa ke siwa
aadmī to kyā vo kahtā hai nishān-e-pā se bhī
kyuuñ paḌā hai mere kūche meñ tirā kyā ghar nahīñ
aadmi to kya wo kahta hai nishan-e-pa se bhi
kyun paDa hai mere kuche mein tera kya ghar nahin
ḳhabar nahīñ ki use kyā huā par is dar par
nishān-e-pā nazar aatā hai nāma-bar kā sā
KHabar nahin ki use kya hua par is dar par
nishan-e-pa nazar aata hai nama-bar ka sa
निशान-ए-पा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- पैरों के वे निशान जो ज़मीन पर चलते हुए बनें, पदचिन्ह
نِشان پا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- پیروں کا وہ نقش جو زمین پرچلتے ہوئے بنے
Urdu meaning of nishaan-e-paa
- Roman
- Urdu
- pairo.n ka vo naqsh jo zamiin par chalte hu.e bane
Related searched words
Showing search results for: English meaning of nishaanepaa, English meaning of nishanepa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tadbiir
तदबीर
.تَدْبِیر
tactic, way out, solution
[ Mas'alon se nipatne ke liye tadaabir karni hi padti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taarikiin
तारिकीन
.تارِکِین
sacrificing (persons) sacrificers
[ Africa se farar hone wale tarikin-e-watan mein doctor bhi shamil hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fareb
फ़रेब
.فَریب
cheating, fraud, deceit, deception
[ Mulzim police ko fareb de kar farar ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qalb
क़ल्ब
.قَلْب
the heart
[ blood pressure ek tarah ka maraz-e-qalb hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
itmiinaan
इत्मीनान
.اِطْمِینان
confidence, reliance, trust
[ Mushkil halat se ghabrane ki zarurat nahin bas dil mein itminan hona chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraavaanii
फ़रावानी
.فَراوانی
plenty, abundance
[ Kisanon ke paas anaj ki faravani hone par bhi unhen muqavvi ghiza nasib nahin hoti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashbiih
तश्बीह
.تَشْبِیہ
simile, comparison, likening
[ Khubsurat khwatin ko chand se tashbih di jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ujlat
'उजलत
.عُجْلَت
haste, hurry, speedy
[ Mumbai ki sadkon par khade ho jaiye yun malum hoga ki har shakhs dauda ja raha hai aur badi ujlat mein hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haadisa
हादिसा
.حادِثَہ
accident, mishap, disaster, misfortune
[ Police ne hadisa ke zimmadar driver ko giraftar kar liya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'alam
'अलम
.عَلَم
flag, banner, standard
[ Khel ke maidan mein jeet ke baad team ne alam lahraa kar jashn manaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (nishaan-e-paa)
nishaan-e-paa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone