Search results
Saved words
Showing results for "nisbat"
Meaning ofSee meaning nisbat in English, Hindi & Urdu
English meaning of nisbat
Noun, Feminine
- betrothal, engagement
- comparison
- in proportion (to)
- ratio, proportion
- reference
- relation, connection
- relation, connection, affinity, alliance
Adverb
- with reference (to)
- in comparison (with)
Sher Examples
vo jis ke naam kī nisbat se raushnī thā vajūd
khaTak rahā hai vahī āftāb āñkhoñ meñ
wo jis ke nam ki nisbat se raushni tha wajud
khaTak raha hai wahi aaftab aankhon mein
baḳht se koī shikāyat hai na aflāk se hai
yahī kyā kam hai ki nisbat mujhe is ḳhaak se hai
baKHt se koi shikayat hai na aflak se hai
yahi kya kam hai ki nisbat mujhe is KHak se hai
chāñd se tujh ko jo de nisbat so be-insāf hai
chāñd ke muñh par haiñ chhā.īñ terā mukhḌā saaf hai
chand se tujh ko jo de nisbat so be-insaf hai
chand ke munh par hain chhain tera mukhDa saf hai
निस्बत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- किसी चीज़ की ओर संबद्ध होना, संबद्ध होने की अवस्था
- लगाव, संबंध, वास्ता, प्रयोजन
- पारस्परिक संबंध, सदृशता, एकसमानता
- मंगनी, मंगनी का संदेश, सगाई, रिश्ते का संदेश, निकाह का रिश्ता या संदेश
- पूर्वजों का सिलसिला, वंश
- (सूफ़ीवाद) ब्रह्मज्ञान, परम सत्य का बोध, ईश्वर से संबंध, ईश्वर से लगाव, ब्रह्मज्ञान अथवा आध्यात्मिक संबंध या लगाव जो बहुत अधिक मोहब्बत और श्रद्धा से पैदा हो
-
(गणित) वह संबंध जो एक मात्रा को उस पदार्थ की किसी दूसरी मात्रा के साथ हो, अरबा'-ए-मुतनासिबा, चार संख्याओं का इस तरह का संबंध कि दूसरे से बंटा हुआ पहला चौथे से भाग किए गए तीसरे के बराबर होता है किसी एक मात्रा को मालूम करने की पद्धति जबकि दूसरी तीन मालूम हों
विशेष • अरबा'-ए-मुतनासिबा= (गणित) तीन संख्याओं या राशियों की सहायता से चौथी अज्ञात संख्या या राशि प्राप्त करने की विधि
- वह विशेषता जिसकी सहायता से एक चीज़ की मात्रा निश्चित की जाती है
- दो चीज़ों के बीच तुलनात्मक संबंध
- मात्रा, मात्रा जो तोली या नापी जाए, अनुपात
- किसी वस्तु की लंबाई, चौड़ाई, मोटाई और गहराई, डीलडौल, मात्रा या आयतन का अनुपात, दो शरीरों के बीच तुलनात्मक संबंध
क्रिया-विशेषण
- विषय या संबंध में, संबंधित, बारे में
- तुलना में, सम्मान में, आदर में
نِسبَت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- کسی چیز کی طرف منسوب ہونا، منسوب ہونے کی حالت
- لگاؤ، تعلق، واسطہ، علاقہ
- مناسبت، مطابقت، مشابہت
- منگنی، منگنی کا پیام، سگائی، پیغام رشتہ، عقد و مناکحت کا پیغام
- حسب نسب، نسب
- (تصوف) خدا شناسی، اللہ تعالیٰ کی معرفت، تعلق مع اللہ، اللہ سے لگاؤ، عرفان نیز روحانی تعلق یا لگاؤ جو غایت محبت اور عقیدت سے پیدا ہو
- (تصوف) سالک کا ملکات محمودہ سے ملکہ حاصل کرنا اس طریقہ پر کہ وہ اس کی روح کو کل جہات سے احاطہ کرے جو حالت اس صفت کے ساتھ لازم ذات ہو جائے اس کو نسبت کہتے ہیں
- (ریاضی) وہ ربط جو ایک مقدار کو اس جنس کی کسی دوسری مقدار کے ساتھ ہو، اربعہ متناسبہ، چار مقداروں کا اس طرح کا تعلق کہ دوسرے سے منقسم شدہ پہلا چوتھے سے تقسیم کیے گئے تیسرے کے برابر ہوتا ہے کسی ایک مقدار کو معلوم کرنے کا طریقہ جبکہ دوسری تین معلوم ہوں
- وہ خاصیت جس کی بدولت ایک چیز کی مقدار معین کی جاتی ہے
- دو چیزوں کے درمیان درمیانی تقابلی تعلق
- مقدار کمیت، تناسب
- جسامت ڈیل ڈول، مقدار یا حجم کا تناسب، دو جسامتوں کے درمیان تقابلی تعلق
فعل متعلق
- بابت، متعلق، بارے میں
- مقابلے میں، بلحاظ، بنظر
Urdu meaning of nisbat
- Roman
- Urdu
- kisii chiiz kii taraf mansuub honaa, mansuub hone kii haalat
- lagaa.o, taalluq, vaastaa, ilaaqa
- munaasabat, mutaabiqat, mushaabahat
- mangnii, mangnii ka payaam, sagaa.ii, paiGaam rishta, aqad-o-munaakahat ka paiGaam
- hasab nasab, nasab
- (tasavvuf) Khudaa shanaasii, allaah taala kii maarfat, taalluq maa allaah, allaah se lagaa.o, irfaan niiz ruhaanii taalluq ya lagaa.o jo Gaayat muhabbat aur aqiidat se paida ho
- (tasavvuf) saalik ka mulkaat mahmuudaa se malika haasil karnaa is tariiqa par ki vo us kii ruuh ko kal jihaat se ahaata kare jo haalat is sifat ke saath laazim zaat ho jaaye us ko nisbat kahte hai.n
- (riyaazii) vo rabt jo ek miqdaar ko is jins kii kisii duusrii miqdaar ke saath ho, arba matnaasbaa, chaar miqdaaro.n ka is tarah ka taalluq ki duusre se munqasim shuudaa pahlaa chauthe se taqsiim ki.e ge tiisre ke baraabar hotaa hai kisii ek miqdaar ko maaluum karne ka tariiqa jabki duusrii tiin maaluum huu.n
- vo Khaasiiyat jis kii badaulat ek chiiz kii miqdaar mu.iin kii jaatii hai
- do chiizo.n ke daramyaan daramyaanii taqaabulii taalluq
- miqdaar kamiiyat, tanaasub
- jasaamat DiilDaul, miqdaar ya hujam ka tanaasub, do jasaamto.n ke daramyaan taqaabulii taalluq
- baabat, mutaalliq, baare me.n
- muqaable men, balihaaz, banzar
Proverbs of nisbat
Compound words of nisbat
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (nisbat)
nisbat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone