Search results
Saved words
Showing results for "nigahbaanii"
Meaning ofSee meaning nigahbaanii in English, Hindi & Urdu
English meaning of nigahbaanii
Noun, Feminine
Sher Examples
agar saa.e se jal jaane kā itnā ḳhauf thā to phir
sahar hote hī sūraj kī nigahbānī meñ aa jaate
agar sae se jal jaane ka itna KHauf tha to phir
sahar hote hi suraj ki nigahbani mein aa jate
kaun sī duniyā meñ huuñ kis kī nigahbānī meñ huuñ
zindagī hai saḳht mushkil phir bhī āsānī meñ huuñ
kaun si duniya mein hun kis ki nigahbani mein hun
zindagi hai saKHt mushkil phir bhi aasani mein hun
ġham kī daulat baḌī mushkil se milā kartī hai
sauñp do ham ko agar tum se nigahbānī na ho
gham ki daulat baDi mushkil se mila karti hai
saunp do hum ko agar tum se nigahbani na ho
निगहबानी के हिंदी अर्थ
نِگَہبانی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- نگہبان کا کام، محافظت، حفاظت، پاسبانی، نگرانی، نگاہبانی
Urdu meaning of nigahbaanii
- Roman
- Urdu
- nigahbaan ka kaam, muhaafizat, hifaazat, paasabaanii, nigraanii, nigaahbaanii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of nigahbaanee, English meaning of nigahbaani
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iftitaah
इफ़्तिताह
.اِفْتِتاح
opening ceremony, inauguration, launching
[ Wazir-e-aazam ne in dinon mulk mein kai hazar karod Rupees lagat ke projecton ka iftitah kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rusvaa.ii
रुसवाई
.رُسْوائی
disgrace, infamy, dishonour
[ Naqabil-e-bardasht ruswaai ke sabab zaid ne kaam par jana chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
marqad
मरक़द
.مَرْقَد
grave, tomb, sepulchre
[ Shaah Altamash ke marqad ki chhatri maahir karigaron ke zariya banayi gayi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imkaan
इम्कान
.اِمْکان
possibility, probability
[ March April ke mahine mein chechak hone ka imkan zyada rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mustarad
मुस्तरद
.مُسْتَرَد
rejected, refused
[ Court ne Zaid ki petition mastarad kar di hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farozaa.n
फ़रोज़ाँ
.فَروزاں
shining, luminous, radiant, lighted
[ Amawas ki raat mein jangal bilkul taarik (Dark) lekin door kahin ek shama farozan thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yarGamaal
यर्ग़माल
.یَرْغَمال
hostage, bail
[ Yarghamal banaye gaye bachchon ko police ne badi hoshiyari aur mansuba-band tariqe se aazad karaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, certain, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aKHtar
अख़्तर
.اَخْتَر
good fortune, good omen, horoscope
[ Akhtar sitare ke maani mein aata hain lekin zyada-tar iska istemal achchhi qismat ke liye kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taftiish
तफ़तीश
.تَفْتِیش
examination, scrutiny, investigation
[ Ek aala afsar ne apne shoba mein kuchh manmani taqarruri kar di, uski taftish honi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (nigahbaanii)
nigahbaanii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone