Search results
Saved words
Showing results for "nigaah-e-dost"
Meaning ofSee meaning nigaah-e-dost in English, Hindi & Urdu
English meaning of nigaah-e-dost
Noun, Feminine
- glance of the beloved
Sher Examples
hamāre hisse kā ik jur.a bhī nahīñ baaqī
nigāh-e-dost kī mai-ḳhāngī ko kyā kiije
hamare hisse ka ek jura bhi nahin baqi
nigah-e-dost ki mai-KHangi ko kya kije
nigāh-e-dost salāmat ki faiz-e-girya se
bahut guhar haiñ mire dāman-e-tahī ke liye
nigah-e-dost salamat ki faiz-e-girya se
bahut guhar hain mere daman-e-tahi ke liye
yahī hai dil kī halākat yahī hai ishq kī maut
nigāh-e-dost pe iz.hār-e-bekasī ho jaa.e
yahi hai dil ki halakat yahi hai ishq ki maut
nigah-e-dost pe izhaar-e-bekasi ho jae
निगाह-ए-दोस्त के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- महबूब की नज़र, यार की नज़र
نِگاہ دوست کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- محبوب کی نظر، یار کی نظر
Urdu meaning of nigaah-e-dost
- Roman
- Urdu
- mahbuub kii nazar, yaar kii nazar
Showing search results for: English meaning of nigaahedost, English meaning of nigahedost
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaab
अस्बाब
.اَسْباب
causes, motives, means, reasons
[ Doctor Corona ke zamaane mein Corona jaisi khatarnak virus ke asbaab ka pata laga rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aadat
'आदत
.عادَت
habit, treatment, disposition
[ Aadat kisi bhi chiz ki ho usko chhor pana bahut mushkil kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sat.h
सत्ह
.سَطْح
expanse, platform, surface layer, surface
[ Pani ki satah par banne wali taswir der-paa nahin hoti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tib
तिब
.طِبْ
the science of medicine, medical treatment
[ Tib ke usoolon par chala jaye to sihat barbad nahin hoti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aajiz
'आजिज़
.عاجِز
disappointed, in despair, hopeless
[ Be-rozgari se ajiz ho kar mulk chhor dena bhi achchha nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHataa-kaar
ख़ता-कार
.خَطا کار
guilty, wrongdoer, culprit
[ Khatakar ko kabhi na kabhi saza zaroor milti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aabid
'आबिद
.عابِد
godly, pious, devout
[ Dosron ka diya khane wala abid wa zahid ho hi nahin sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faaqa-kashii
फ़ाक़ा-कशी
.فاقَہ کَشی
starvation
[ Gharib ki faqa-kashi ek din zaroor rang layegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaaniin
क़वानीन
.قَوانِین
canons, rules, laws, ordinances, statutes
[ Aajkal kuch log sarkari qavanin ki khilaf-varzi khub dhadalle se kar rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
badaulat
बदौलत
.بَدَولَت
by the favour or bounty (of)
[ Shaahid Ahsan ka bahut ehsaanmand hai kyunki Ahsan ki badaulat hi use naukari mili hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (nigaah-e-dost)
nigaah-e-dost
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone