Search results
Saved words
Showing results for "nazarii"
Meaning ofSee meaning nazarii in English, Hindi & Urdu
English meaning of nazarii
Adjective
- glance
- rejected, visual, theoretical, ideological, as opposed to practical
Sher Examples
ik dam meñ havā ho ga.e sab amalī o nazarī
the yaad jo asbāb o alāmāt to phir kyā
ek dam mein hawa ho gae sab amali o nazari
the yaad jo asbab o alamat to phir kya
har vaqt mire sāmne ik jalvagarī hai
maiñ dekh na pā.ūñ to mirī kam nazarī hai
har waqt mere samne ek jalwagari hai
main dekh na paun to meri kam nazari hai
tauba tauba hai yahī ishq kī bātil nazarī
sañg but-ḳhāne meñ aate hī ḳhudā hotā hai
tauba tauba hai yahi ishq ki baatil nazari
sang but-KHane mein aate hi KHuda hota hai
नज़री के हिंदी अर्थ
विशेषण
- सरसरी, जो तवज्जुह के काबिल न हो।
نَظری کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- نظر (رک) سے منسوب یا متعلق ، آنکھوں کا ، نگاہ کا ۔
- صاحب نظر ، شناخت یا پرکھ والا ، بصیرت رکھنے والا ۔
- (تدریس) نصاب کی تعلیم ، اسباق اور لیکچر کے ذریعے ، علمی (عملی کی ضد) ، جو اطلاقی نہ ہو
- (فلسفہ) جو فکرو نظر پر مبنی ہو ، جس کی بنیاد تجربے پر نہ ہو
- وہ حقیقت جس کا سمجھنا محتاج دلیل ہو ، ایسا تصور یا تصدیق جس میں غور و فکر کی ضرورت پڑے یعنی محتاج ثبوت ہو (بدیہی کی ضد) ۔
- ۔ نظریاتی ۔
- ۔ فرضی یا خیالی (حقیقی ، واقعی یا عملی کے خلاف) ۔
- ۔ ۷۔ بے وقعت ، ناقص ، پامال ؛ بے رونق یا ماند ۔
- جس پر ناپسند و نامنظور ہونے کا نشان ہو ، قابل ِاخراج ، قلم زد کرنے کے قابل ، نظر انداز کر دینے کے قابل ۔
- نظر سے گرایا ہوا
- رسالے سے نکالا ہوا گھوڑا
Urdu meaning of nazarii
- Roman
- Urdu
- nazar (ruk) se mansuub ya mutaalliq, aa.nkho.n ka, nigaah ka
- saahib nazar, shanaaKht ya parakh vaala, basiirat rakhne vaala
- (tadriis) nisaab kii taaliim, asbaaq aur laikchar ke zariiye, ilmii (amlii kii zid), jo itlaaqii na ho
- (falasfaa) jo phikro nazar par mabnii ho, jis kii buniyaad tajurbe par na ho
- vo haqiiqat jis ka samajhnaa muhtaaj daliil ho, a.isaa tasavvur ya tasdiiq jis me.n Gaur-o-fikr kii zaruurat pa.De yaanii muhtaaj sabuut ho (badiihii kii zid)
- ۔ nazariyaatii
- ۔ farzii ya Khyaalii (haqiiqii, vaaqi.i ya amlii ke Khilaaf)
- ۔ ۷۔ bevuqat, naaqis, paamaal ; beraunak ya maanad
- jis par naapsand-o-naamanzuur hone ka nishaan ho, qaabil ev Kharaaj, qalamzad karne ke kaabil, nazarandaaj kar dene ke kaabil
- nazar se giraayaa hu.a
- risaale se nikaalaa hu.a gho.Daa
Synonyms of nazarii
Antonyms of nazarii
Rhyming words of nazarii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of najari, English meaning of nazaree
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adaavat
'अदावत
.عَداوَت
hostility, malice, enmity, animosity
[ Ham logon mein adavat hoti hai lekin jaan ka dushman koi kahan hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imkaan
इम्कान
.اِمْکان
possibility, probability
[ March April ke mahine mein chechak hone ka imkan zyada rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aarii
'आरी
.عاری
free (from), empty
[ Koi aql se aari bhale hi ho pet se khali nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aariz
'आरिज़
.عارِض
side of the face, cheeks
[ Shayar ne mahboob ke aariz ki tarif mein zamin aur asman ek kar diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ibrat
'इबरत
.عِبْرَت
one from whom a lesson can be learnt
[ Burayi ka anjam kabhi-kabhi bura bhi hota hai hamen usse ibrat hasil karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faal
फ़ाल
.فَال
omen, augury, presage with the help of some occult, etc. book
[ Aurton ki baayen aankh phadakna achcha faal mana jata hai jabki mardon ki baayen aankh phadakna bura faal mana jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHavaatiin
ख़वातीन
.خَواتِین
ladies, women
[ Barsaat, dhoop vaghaira mein shahri khavatin chatri ka istemaal karti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ajab
'अजब
.عَجَب
astonishing, strange, extraordinary
[ Mulk ke siyasi halat ne ajab mod le liya hai kuchh kaha nahin ja sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaraa.im
जराइम
.جَرائِم
crimes, offences, faults, sins
[ Aajkal muashare mein jaraim bahut zyada badh gaye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ubuur
'उबूर
.عُبُور
crossing a stretch of land or water
[ Zindagi mein kabhi-kabhi mushkilat ka dariya bhi uboor karna padta hai isse ghabrana nahin chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (nazarii)
nazarii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone