Search results
Saved words
Showing results for "nashr"
Meaning ofSee meaning nashr in English, Hindi & Urdu
Origin: Arabic
Word Family: n-sh-r
English meaning of nashr
Noun, Masculine
- announce
- on air, broadcasting
- resuscitation, rising from the dead
- spreading, publishing or announcing (news), broadcast, telecast
Sher Examples
likh ke jo bhej diyā hai vo bayāñ nashr kareñ
ab savālāt kī jur.at nahīñ dī jā saktī
likh ke jo bhej diya hai wo bayan nashr karen
ab sawalat ki jurat nahin di ja sakti
hameñ to ek nazar nashr kar ga.ī 'anvar'
hamāre haath se dil kā musavvada bhī gayā
hamein to ek nazar nashr kar gai 'anwar'
hamare hath se dil ka musawwada bhi gaya
nashr hotī rahīñ un kī bas ḳhūbiyāñ
jumle tanqīd ke sab hazaf ho ga.e
nashr hoti rahin un ki bas KHubiyan
jumle tanqid ke sab hazaf ho gae
नश्र के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- प्रचार, प्रसार, प्रकाशन
- घास का फिर से हरा होना, मृतक का फिर से जीवित होना, खबर का सब में फैलाना।
نَشر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (علم بیان) وہ صنعت کہ اوّل چند چیزوں کو مفصل یا مجمل ذکر کرے ، اس کے بعد چند چیزیں اور بیان کرے کہ پہلی چیزوں سے نسبت رکھتی ہوں مگر اس طرح کہ ہر ایک کی نسبت اپنے منسوب الیہ سے مل جائے ۔ پہلا جزو لف کہلاتا ہے اور دوسرا نشر ، تیزاک ، لف و نشر ۔
- ۔(ع۔ بالفتح)۱۔ (بالفتح) زندہ کرنا۔ نزندہ ہونا۔؎
- اشاعت ، تبلیغ ، عام کرنا یا ہونا ، تشہیر ۔
- پھیلاؤ ، شرح تفسیر ، و سعت ، افشائے جز ۔
- پھیلانا ، بکھیرنا ، منتشر کرنا ۔
- ریڈیو یا ٹیلی وژن کے ذریعے تشہیر و اشاعت ۔
- مرنے کے بعد زندہ ہونا ، جی اُٹھنا ، مردوں کو زندہ کرنا (عموماً حشر کے ساتھ ؛ جیسے : حشر و نشر) ؛ (مجازاً) زندگی ۔
- مشہور ، مشتہر ۔
Urdu meaning of nashr
- Roman
- Urdu
- (ilam-e-byaan) vo sanat ki avval chand chiizo.n ko mufassil ya mujmal zikr kare, is ke baad chand chiize.n aur byaan kare ki pahlii chiizo.n se nisbat rakhtii huu.n magar is tarah ki har ek kii nisbat apne mansuub alaih se mil jaaye । pahlaa juzu lupph kahlaataa hai aur duusraa nashar, tiizaak, lupph-o-nashar
- ۔(e। baalaftah)१। (baalaftah) zindaa karnaa। nazandaa honaa।
- ishaaat, tabliiG, aam karnaa ya honaa, tashhiir
- phailaa.o, sharah tafsiir, -o-saat, afshaa.e juz
- phailaanaa, bikhernaa, muntshir karnaa
- reDiiyo ya Tailiivizan ke zariiye tashhiir-o-ishaaat
- marne ke baad zindaa honaa, jii uThnaa, mardo.n ko zindaa karnaa (umuuman hashr ke saath ; jaise ha hashr-o-nashar) ; (majaazan) zindgii
- mashhuur, mushtahir
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasallii
तसल्ली
.تَسَلّی
contentment, satisfaction, consolation, comfort, solace
[ Sawal-kuninda ke sawalon ka jawab-dehinda ne tasalli bakhsh jawab dia ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masarrat
मसर्रत
.مَسَرَّت
pleasure, joy, cheerfulness, happiness
[ Intihaai masarrat ki talash mein log chhoti-chhoti khushiyon ka ehsas nahin kar pate ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'suum
मा'सूम
.مَعْصُوم
an infant, child
[ Dil ne kaha Najma tujhe ab apne masum bachchon ki khatir zinda rahna hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hikmat
हिकमत
.حِکْمَت
cleverness, ingenuity, skill, art
[ Sipah-salar ne kuchh diler jang-juon ko apni hikmat se waqif karaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naqqaashii
नक़्क़ाशी
.نَقّاشی
carving, engraving
[ Mandir ke khambon mein tarashi gai naqqashi mandir ki jaan hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
huduud
हुदूद
.حُدُود
boundaries, limits
[ Rishton mein mohabbat ke sath hudood ka khayal rakhna bhi zaroori hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laffaazii
लफ्फ़ाज़ी
.لَفّاظی
volubility, verbosity
[ Laffazi se waqti taur par logon ko khush to kiya ja sakta hai, magar hamesha ke liye nahin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aziyyat
अज़िय्यत
.اَذِیَّت
wanton injury, molestation, annoyance, oppression
[ Mohabbat mein dhoka khane ki aziyyat umr-bhar yaad rahti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHattaatii
ख़त्ताती
.خَطّاطی
calligraphy, chirography
[ Fatima ke bhai ne khattati ke ek muqabale mein pahla inam jita ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raahzan
राहज़न
.رَاہْزَن
a robber, highwayman, brigand, bandit, footpad
[ Raahzan sirf daulat hi nahin lootte balki musafiron ko nuqsan bhi pahunchate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (nashr)
nashr
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone