Search results
Saved words
Showing results for "narm-o-naazuk"
Meaning ofSee meaning narm-o-naazuk in English, Hindi & Urdu
Vazn : 2222
Tags: Dialectics
English meaning of narm-o-naazuk
Adjective
- very soft and delicate
Sher Examples
narm-o-nāzuk halke-phulke ruuī jaise ḳhvāb the
āñsuoñ meñ bhīgne ke ba.ad bhārī ho ga.e
narm-o-nazuk halke-phulke rui jaise KHwab the
aansuon mein bhigne ke baad bhaari ho gae
lab o dahāñ bhī vo narm-o-nāzuk misī o paañ bhī vo qahr-o-āfat
suḳhan bhī karne kī vo latāfat ki goyā motī Tapak rahā hai
lab o dahan bhi wo narm-o-nazuk misi o pan bhi wo qahr-o-afat
suKHan bhi karne ki wo latafat ki goya moti Tapak raha hai
nazar aatā hai un meñ beshtar ik narm-o-nāzuk dil
masā.ib ke liye siine ko jo faulād karte haiñ
nazar aata hai un mein beshtar ek narm-o-nazuk dil
masaib ke liye sine ko jo faulad karte hain
नर्म-ओ-नाज़ुक के हिंदी अर्थ
विशेषण
- मुलाइम, कोमल, नज़ाकत भरा
نَرْم و نازُک کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- سہل، آسان؛ (مجازاً) پیار بھرا (کلام بات وغیرہ)
- ملائم، کومل، نزاکت بھرا
Urdu meaning of narm-o-naazuk
- Roman
- Urdu
- sahl, aasaan; (majaazan) pyaar bhara (kalaam baat vaGaira)
- mulaa.im, komal, nazaakat bhara
Related searched words
Showing search results for: English meaning of narmonaajuk, English meaning of narmonaazuk
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
safiir
सफ़ीर
.سَفِیر
ambassador, envoy
[ Us zamane mein Nawab Mahdi Ali Khan Hshmat Jang Sarkar-e-angrezi ki taraf se bu-shahar mein safir the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shajar
शजर
.شَجَر
tree, plant, shrub
[ Barfbari ho rahi thi aur shajar jaise thithure huye khade nazar aa rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aalamii
'आलमी
.عالَمی
international, worldwide, global
[ Technic mein taraqqi aalami satah par badi tez-raftari se ho rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raah-giir
राह-गीर
.راہْ گِیْر
traveler
[ Rahzan ne rahgeer ka sara maal lut liya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarfaroshii
सरफ़रोशी
.سَرفَروشی
readiness to sacrifice life (for another)
[ Mujahidin-e-azadi sarfaroshi ka jazba rakhte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
majruuh
मजरूह
.مَجرُوح
wounded, injured
[ Rahgeer ne majruh shakhs ko hospital pahunchaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sanjiida
संजीदा
.سَنْجِیدَہ
grave, serious
[ Mahangai ke muamla mein Wazarat-e-Maliyat sanjida hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shu'uur
शु'ऊर
.شُعُور
wisdom, intelligence, discretion
[ Falij se muta.assir shakhs ka andaruni shu'oor hamesha karahta rahta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muzaakaraat
मुज़ाकरात
.مُذاکَرات
conferring together, conference, talk, discussion
[ Tarafain ki 2 ghanta ki mulaqat rahi tamam umoor par muzakarat hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buGz
बुग़्ज़
.بُغْض
malice, hatred, jealousy
[ Kian aur bughz-o-hasad wo aag hai jisne qalbi amn-o-aman mein ke khirman mein aag laga rakhi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (narm-o-naazuk)
narm-o-naazuk
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone