Search results
Saved words
Showing results for "namak-haraam"
Meaning ofSee meaning namak-haraam in English, Hindi & Urdu
English meaning of namak-haraam
Persian, Arabic - Adjective
- disloyal, ungrateful, evil
Sher Examples
jo ek bosa-e-lab luuñ hazār shukr karūñ
tire raqīb sā maiñ bhī namak-harām nahīñ
jo ek bosa-e-lab lun hazar shukr karun
tere raqib sa main bhi namak-haram nahin
hikmat namak-harām huuñ be-shak tirā magar
jis par paḌe ye vaqt vo bechārā kyā kare
hikmat namak-haram hun be-shak tera magar
jis par paDe ye waqt wo bechaara kya kare
kaise nikālūñ dil ke maiñ paikān-e-ārzū
ye to namak-harām hai mehmān-e-ārzū
kaise nikalun dil ke main paikan-e-arzu
ye to namak-haram hai mehman-e-arzu
नमक-हराम के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
- जो अपने आश्रयदाता, उपकारक या स्वामी के प्रति कृतज्ञ न रहकर उसका अहित करता हो या चाहता हो, धोखेबाज़, बाग़ी, विद्रोही, कृतघ्न, बुरा, बद-चलन, छल करने वाला, कपटी
نَمَک حَرام کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- ۱ ۔ اپنے آقا کا بدخواہ ؛ نیکی کے عوض بدی کرنے والا ؛ (مجازاً) نافرمان ، غدار ، باغی ، وہ شخص جو کسی بادشاہ ، جماعت یا تحریک سے بے وفائی کرے
- ۲۔ ناشکر گزار ، ناشکرا ، ناسپاس
- ۳۔ بدکار ، بداعمال ، برا ؛ بدعتی ، ملحد
- ۴۔ محسن کش ، بھوانی شنکر کا لقب جو امرائے شاہی میں سے تھا اور باغی اور بادشاہ سے دغا کرنے کے سبب یہ نام مشہور ہو گیا
Urdu meaning of namak-haraam
- Roman
- Urdu
- ۱ ۔ apne aaqaa ka badaKhvaah ; nekii ke ivz badii karne vaala ; (majaazan) naafarmaan, Gaddaar, baaGii, vo shaKhs jo kisii baadashaah, jamaat ya tahriik se bevafaa.ii kare
- ۲۔ naashukraguzaar, naashakra, na sipaas
- ۳۔ badkaar, badaamaal, buraa ; biddtii, mulhid
- ۴۔ muhsinkush, bhavaanii shankar ka laqab jo umraa.e shaahii me.n se tha aur baaGii aur baadashaah se daGaa karne ke sabab ye naam mashhuur ho gayaa
Showing search results for: English meaning of namakharaam, English meaning of namakharam
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruub
ग़ुरूब
.غُرُوب
setting (of the sun, moon, etc.)
[ Suraj ke ghurub hote hi charon taraf andhera ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
futuur
फ़ुतूर
.فُتُور
defect, imperfection, unsoundness
[ Jis khane se karahiyat paida ho wo khwah kaisa hi laziz kyun n ho hazm mein usse futoor padta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fasaad
फ़साद
.فَساد
riot, quarrel
[ Chhoti si baat par fasad karana shararat-pasand insanon ka kaam hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faqiir
फ़क़ीर
.فَقِیر
beggar, fakir
[ Faqir ne sadaa lagayi Ahmar ne ek katori chawal uske jhole mein daal diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faasid
फ़ासिद
.فاسِد
bad, evil, corrupt, unsound
[ Insan ke jism mein faasid khun bimari ka sabab banta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroG
फ़रोग़
.فَرُوغ
progress, development
[ Rekhta Foundation Urdu zabaan ke farogh ke liye kaam kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroKHt
फ़रोख़्त
.فَروخْت
sale, disposal
[ Zaid ghulami ki halat mein Makke aa kar farokht huye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaGat
फ़राग़त
.فَراغَت
leisure, respite, freedom
[ Ilm zindagi ke akhiri lamha tak hasil kiya jata hai isse faraghat nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farz
फ़र्ज़
.فَرْض
responsibility, duty
[ Ham farz apna adaa kar chuke bimar agar mar gaya to timardar ke huqooq framosh na honge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaKH
फ़राख़
.فراخ
wide, spacious
[ Chaandni Chwok ek meel lamba nihayat khubsurat aur farakh bazar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (namak-haraam)
namak-haraam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone