Search results
Saved words
Showing results for "naaKHun"
Meaning ofSee meaning naaKHun in English, Hindi & Urdu
English meaning of naaKHun
Noun, Masculine
- nail, talon, claw
Sher Examples
dil se miTnā tirī añgusht-e-hinā.ī kā ḳhayāl
ho gayā gosht se nāḳhun kā judā ho jaanā
dil se miTna teri angusht-e-hinai ka KHayal
ho gaya gosht se naKHun ka juda ho jaana
kyā badan hogā ki jis ke kholte jaame kā band
barg-e-gul kī tarah har nāḳhun mo.attar ho gayā
kya badan hoga ki jis ke kholte jame ka band
barg-e-gul ki tarah har naKHun moattar ho gaya
nāḳhun na pahuñchā ābla-e-dil talak 'hasan'
ham mar ga.e ye ham se na āḳhir girah ga.ī
naKHun na pahuncha aabla-e-dil talak 'hasan'
hum mar gae ye hum se na aaKHir girah gai
dost ġham-ḳhvārī meñ merī sa.ī farmāveñge kyā
zaḳhm ke bharte talak nāḳhun na baḌh jāveñge kyā
dost gham-KHwari mein meri sai farmawenge kya
zaKHm ke bharte talak naKHun na baDh jawenge kya
नाख़ुन के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- उँगलियों के सिरों पर हड्डी की समान कठोर भाग जो बढ़ता रहता है और खुजाने या नोचने के लिए प्रयोग होता है, नख
- जानवरों का सुम या खुर, चौपायों के खुर और सुम
- (ख़ुशनवीसी) एक ख़त जिसके लिए क़लम एवं स्याही का काम ख़ुशनवीस अपने अंगूठे के नाख़ुन और दरमियानी उँगली के नाख़ुन से लेता है और उभरे हुए जली अक्षर बना देता है (ये ख़त न छप सकता है न उसकी तस्वीर उसकी ख़ूबी को स्पष्ट कर सकती है)
- पक्षियों और दरिंदों के पंजों के ऊपर की हड्डी
ناخُن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- انگلیوں کے سروں پر ہڈی کی مانند سخت حصہ جو بڑھتا رہتا ہے اور کھجانے یا نوچنے کے لیے استعمال ہوتا ہے، نکھ
- جانوروں کا سم یا کھر، چوپایوں کے کھر یا سُم
- (خوش نویسی) ایک خط جس کے لیے قلم و سیاہی کا کام خوش نویس اپنے انگوٹھے کے ناخن اور درمیانی انگلی کے ناخن سے لیتا ہے اور اُبھرے ہوئے حروف بخط جلی بنا دیتا ہے (یہ خط نہ چھپ سکتا ہے نہ اس کی تصویر اس کی خوبی کو ظاہر کرسکتی ہے)
- پرندوں اور درندوں کے پنجوں کے اوپر کی ہڈی
Urdu meaning of naaKHun
- Roman
- Urdu
- ungliiyo.n ke suro.n par haDDii kii maanind saKht hissaa jo ba.Dhtaa rahtaa hai aur khajaane ya nochne ke li.e istimaal hotaa hai, nakh ; jaanavro.n ka sim ya khur
- (Khushanviisii) ek Khat jis ke li.e qalam-o-syaahii ka kaam Khushanviis apne anguuThe ke naaKhun aur daramyaanii unglii ke naaKhun se letaa hai aur ubhre hu.e huruuf baKht jalii banaa detaa hai (ye Khat na chhup saktaa hai na us kii tasviir us kii Khuubii ko zaahir karasaktii hai)
Compound words of naaKHun
Related searched words
Showing search results for: English meaning of nakhun
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hal
हल
.حَل
solution (of a knotty problem), resolution
[ Har masle ka koi na koi hal zaroor hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
malhuuz
मलहूज़
.مَلحُوظ
contemplated, regarded, considered
[ Koi kaam karo lekin dusron ka khayal bhi malhuz rahna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istilaah
इस्तिलाह
.اِصْطِلاح
technical term, terminology, term
[ Lughat aur farhang hi wo zariya hain jin mein istilahon ke mani va mafhum bataye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qatl
क़त्ल
.قَتْل
murder, killing
[ Insani qatl ko baaz auqaat do suraton mein taqsim kar diya jata hai yani iradatan aur ghair-iradatan ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashtii
कश्ती
.کَشْتی
ship, vessel, boat
[ Hukm ki der thi ki maujon ka ek aisa thapeda aaya ki kashti tukde-tukde ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
libaas
लिबास
.لِباس
clothes, dress, attire
[ Shadi haal mein dulhan ke ghar ke sabhi log umda aur khubsurat libas mein maujood the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahluul
महलूल
.مَحْلُول
dissolved, solution
[ Chini aur pani ka mahlool sharbat kahlata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lihaaf
लिहाफ़
.لِحاف
quilt, blanket, quilted counterpane
[ Lihaf ke andar munh dhank kar sona tib ki roo se mana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kafaalat
कफ़ालत
.کَفالَت
protector, patron
[ Karkunon ki giraftari ki surat mein unke mutalleqin (relatives) ki kafalat ke liye funds nahin the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lihaaz
लिहाज़
.لِحاظ
respect, advertence
[ Muzammil ab bhi jalvat (public place) va khalvat (loneliness) mein unse lihaz baratta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (naaKHun)
naaKHun
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone