Search results
Saved words
Showing results for "naaKHun-e-KHanjar"
Meaning ofSee meaning naaKHun-e-KHanjar in English, Hindi & Urdu
English meaning of naaKHun-e-KHanjar
Noun, Masculine
- the sharpness of the edge of a dagger
Sher Examples
pukāriye kaf-e-qātil ko ab muālij-e-dil
baḌhe jo nāḳhun-e-ḳhanjar girah-kushā kahiye
pukariye kaf-e-qatil ko ab mualij-e-dil
baDhe jo naKHun-e-KHanjar girah-kusha kahiye
kaT gayā sar hal huī mushkil mirī
nāḳhun-e-ḳhanjar se uqda khul gayā
kaT gaya sar hal hui mushkil meri
naKHun-e-KHanjar se uqda khul gaya
khultā hai ba-āsānī kab uqda-e-majbūrī
aise meñ to kaam ai dil le nāḳhun-e-ḳhanjar se
khulta hai ba-asani kab uqda-e-majburi
aise mein to kaam ai dil le naKHun-e-KHanjar se
नाख़ुन-ए-ख़ंजर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- ख़ंजर की धार
ناخُن خَنجَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- خنجر کی دھار
Urdu meaning of naaKHun-e-KHanjar
- Roman
- Urdu
- Khanjar kii dhaar
Related searched words
Showing search results for: English meaning of naakhunekhanjar, English meaning of naakhunekhanzar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHijaalat
ख़िजालत
.خِجالَت
shame, sense of shame
[ Sharmindagi aur khijalat se chehre ka rang badal jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasaadum
तसादुम
.تَصادُم
clash
[ Sadak par ek shadid tasadum ki awaz aati hai aur sakht dhamaka hota hai phir motorcar ke bade zor se bhagne ki awaz aati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
malfuuf
मलफ़ूफ़
.مَلْفُوف
wrapped up, enveloped, enclosed
[ Navazish-nama (Kind-letter) jis mein aap (Sir Iqbal) ki nazm malfuf thi abhi-abhi mausul (receive) hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahfil
महफ़िल
.مَحْفِل
assembly, party, council
[ Raqs-o-surood ki mahfil saji hui thi log be-khud ho kar naach rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mashruut
मशरूत
.مَشْرُوط
conditional, agreed upon, under obligation
[ Hammad ko mashrut license par jail se riha kiya gaya tha aur wo moosiqi banane mein wapas aaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
viraasat
विरासत
.وِراثَت
heritage, heirship, inheritance legacy
[ Lucknow chauk wala mahal Ajmal ko aabaai viraasat mein mila hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaahiyyat
सलाहिय्यत
.صَلاحِیَّت
ability, capability
[ Salahiyat ki buniyad par dafatir mein ohdon ki taqsim honi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaatil
क़ातिल
.قاتِل
murderer, killer
[ Qatl karne ke baad qaatil farar hone mein kamyab ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mehnat
मेहनत
.مِحْنَت
hard work, moil, toil, drudgery
[ Asatiza bhi un (Farman Fatahpuri) ki liyaqat aur mehnat ki daad dete the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziim
ता'ज़ीम
.تَعْظِیم
respect, honour, obeisance, adoration
[ Ustad ki tazim pure muashare par lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (naaKHun-e-KHanjar)
naaKHun-e-KHanjar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone