Search results
Saved words
Showing results for "naajaa.ez"
Meaning ofSee meaning naajaa.ez in English, Hindi & Urdu
English meaning of naajaa.ez
Adjective
- unlawful, illegal, wrong, not permissible, contraband
Sher Examples
muddat guzrī ek ibādat meñ fariyād guzārī thī
maiñ apnī hī zaat ke ghar meñ nā-jā.ez qabzoñ meñ huuñ
muddat guzri ek ibaadat mein fariyaad guzari thi
main apni hi zat ke ghar mein na-jaez qabzon mein hun
mohazzab daur meñ beToñ kī bikrī ḳhuub hotī hai
koī kah de ye nā-jā.ez tijārat ham nahīñ karte
mohazzab daur mein beTon ki bikri KHub hoti hai
koi kah de ye na-jaez tijarat hum nahin karte
bichhaḌte vaqt ye ḳhvāhish kahāñ thī nā-jā.ez
use bhī hotā hamārī tarah malāl zarā
bichhaDte waqt ye KHwahish kahan thi na-jaez
use bhi hota hamari tarah malal zara
नाजाएज़ के हिंदी अर्थ
विशेषण
- इस्लामी न्यायशास्त्र के विपरीत, अनैतिक या ग़लत
- धर्मशास्त्र या देश के संविधान के विरुद्ध, संविधान के विपरीत, नियम एवं क़ायदों के विपरीत, नियम विरुद्ध, अकारण
- जिसके लिए क़ानून से मिला हुआ कोई हक़ न हो, जिसकी इजाज़त धर्मशास्त्र या संविधान न देता हो
- धर्मशास्त्र या संविधान की दृष्टि से ग़लत, सत्य के विरुद्ध, रद्द किया हुआ, जो स्वीकार न किया जा सके
- हराम, गुनाह का, व्यभिचार का, कुकर्म वाला
ناجائِز کے اردو معانی
Roman
صفت
- غیر شرعی، غیر اخلاقی یا غلط
- شریعت یا قانون ملکی کے خلاف، قانون کے برعکس، اصول و قواعد کے برعکس، بے قاعدہ، بلا جواز
- جس کے لیے کوئی قانونی استحقاق نہ ہو، جس کی اجازت شرع یا قانون نہ دیتا ہو
- شریعت یا قانون کی رو سے غلط، باطل، مسترد، ناقابل قبول
- حرام، گناہ کا، زنا کا، حرام کاری والا
Urdu meaning of naajaa.ez
Roman
- Gair shari.i, Gair aKhlaaqii ya Galat
- shariiyat ya qaanuun mulkii ke Khilaaf-e-qaanuun ke baraks, usuul-o-qavaa.id ke baraks, beqaa.idaa, bala javaaz
- jis ke li.e ko.ii qaanuunii istihqaaq na ho, jis kii ijaazat shira ya qaanuun na detaa ho
- shariiyat ya qaanuun kii ro se Galat, baatil, mustard, naaqaabil-e-qabuul
- haraam, gunaah ka, zanaa ka, haraamkaarii vaala
Synonyms of naajaa.ez
Compound words of naajaa.ez
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of naajaaej, English meaning of naajaayez
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (naajaa.ez)
naajaa.ez
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone