Search results
Saved words
Showing results for "naadir"
Meaning ofSee meaning naadir in English, Hindi & Urdu
English meaning of naadir
Adjective
- priceless, rare, precious
- rare, uncommon, unusual, choice singular
Sher Examples
'nādir' ko jaan dene se kyuuñ roktā hai tū
jiine se bhī hai kyā use hāsil tire baġhair
'nadir' ko jaan dene se kyun rokta hai tu
jine se bhi hai kya use hasil tere baghair
vo sham.a mire ghar meñ to be-nūr hī Thahrī
bāzār meñ vo jins ho nādir to mujhe kyā
wo shama mere ghar mein to be-nur hi Thahri
bazar mein wo jins ho nadir to mujhe kya
dasht aa.e jise vahshat kī talab ho 'nādir'
ye ġhizā shahr ham irsāl nahīñ kar sakte
dasht aae jise wahshat ki talab ho 'nadir'
ye ghiza shahr hum irsal nahin kar sakte
नादिर के हिंदी अर्थ
विशेषण
- अमूल्य, कम उपलब्ध, अनोखा, निराला
- उत्तम, श्रेष्ठ
- अद्भुत, अजीबोग़रीब, बढ़िया
- विलक्षण, विचित्र, असाधारण
نادِر کے اردو معانی
Roman
صفت
- جو بہت کم پایا جائے، تھوڑا، قلیل، کم یاب
- نایاب، شاذ
- (مجازاً) عمدہ، اعلیٰ، بیش قیمت
- (مجازاً) انوکھا، نرالا، الگ، عجیب
- ایران کے ایک جابر بادشاہ کا نام، جس نے ہندوستان پر محمد شاہ رنگیلے کے وقت میں حملہ کیا تھا اور جس کے قہروغضب (نادر گردی) کا یہ عالم تھا کہ دہلی کی عورتیں اپنے بچوں کو اس کا نام لے لے کر ڈرایا کرتی تھیں
- تھوڑی شے، کمیاب، کم، عمدہ، تحفہ، عجیب، فارس کے ایک بادشاہ کا نام، جس نے محمد شاہ رنگیلے بادشاہ ہندوستان کے زمانے میں ہندوستان کو تاخت و تاراج کیا
Urdu meaning of naadir
Roman
- jo bahut kam paaya jaaye, tho.Daa, qaliil, kamyaab
- naayaab, shaaz
- (majaazan) umdaa, aalaa, beshaqiimat
- (majaazan) anokhaa, niraalaa, alag, ajiib
- i.iraan ke ek jaabir baadashaah ka naam, jis ne hinduustaan par muhammad shaah rangiile ke vaqt me.n hamla kiya tha aur jis ke qahroGzab (naadir gardii) ka ye aalam tha ki dillii kii aurte.n apne bachcho.n ko is ka naam le lekar Daraayaa kartii thii.n
- tho.Dii shaiy, kamyaab, kam, umdaa, tohfa, ajiib, faaras ke ek baadashaah ka naam, jis ne muhammad shaah rangiile baadashaah hinduustaan ke zamaane me.n hinduustaan ko taaKhat-o-taaraaj kiya
Synonyms of naadir
Rhyming words of naadir
Compound words of naadir
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of nadir
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (naadir)
naadir
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone