Search results
Saved words
Showing results for "naa-qaabil-e-tasKHiir"
Meaning ofSee meaning naa-qaabil-e-tasKHiir in English, Hindi & Urdu
English meaning of naa-qaabil-e-tasKHiir
Persian, Arabic - Adjective
Sher Examples
apne hāthoñ se tarāshā hai tumhārā paikar
phir bhī mere liye nā-qābil-e-tasḳhīr ho tum
apne hathon se tarasha hai tumhaara paikar
phir bhi mere liye na-qabil-e-tasKHir ho tum
aa.ine par guftugū mat kījiye
aa.ina nā-qābil-e-tasḳhīr hai
aaine par guftugu mat kijiye
aaina na-qabil-e-tasKHir hai
husn ne bāñdhā hai nā-qābil-e-tasḳhīr tilism
apne afsūn-e-nazar se mire afsāne tak
husn ne bandha hai na-qabil-e-tasKHir tilism
apne afsun-e-nazar se mere afsane tak
ना-क़ाबिल-ए-तसख़ीर के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
- जिसको पराजित करना असंभव हो, जिसे वशीभूत करना कठिन हो
نا قابِلِ تَسخِیر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- جسے فتح نہ کیا جا سکے، جو قابو میں نہ آ سکے، مضبوط، پکا
Urdu meaning of naa-qaabil-e-tasKHiir
- Roman
- Urdu
- jise fatah na kiya ja sake, jo qaabuu me.n na aa sake, mazbuut, pakka
Related searched words
Showing search results for: English meaning of naakaabiletaskhir, English meaning of naaqaabiletaskheer
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
choGa
चोग़ा
.چوغَہ
a type of over coat, cloak
[ Qadir, siyah choghe mein malboos girje ke markazi phaatak ko khol ke andar chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dareG
दरेग़
.دَریغ
regret, sorrow, grief, vexation
[ Haqiqat ka izhar karne mein daregh nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaG
बाग़
.باغ
garden, cluster of trees, plantation
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
teG
तेग़
.تیغ
sword
[ Sohrab ne rustam par tegh ka zabardast vaar kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daroG
दरोग़
.دَرُوغ
a lie, falsehood
[ Muqadme mein kuchh aise pech padte gaye ki darogh ko farogh (progress) ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suraaG
सुराग़
.سُراغ
race, track, clue
[ Jo koi suragh malika ka lavega hazar ashrafi aur khilat (robe of honour) inam pavega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasid
क़ासिद
.قاصِد
messenger, courier
[ Qasid ne Imran ko khat hawale kiya۔۔۔۔۔ Imran apni qismat par hairat-zada bhi tha aur khush bhi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG
चराग़
.چَراغ
oil lamp
[ Diwali ke tehvar mein ghar-ghar charagh jalaye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daGaa
दग़ा
.دَغا
cheat, fraud
[ Sachcha dost kabhi dagha nahin de sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabiz
क़ाबिज़
.قابِض
a possessor, occupant
[ Bad-qismati se qaideen (Ruler) ke rukhsat hote hi mulk par naukar-shaahi qabiz ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (naa-qaabil-e-tasKHiir)
naa-qaabil-e-tasKHiir
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone