Search results
Saved words
Showing results for "naa-haq"
Meaning ofSee meaning naa-haq in English, Hindi & Urdu
English meaning of naa-haq
Persian, Arabic - Adjective
- in vain, uselessly
- unjust
- unjust, false
- unjust, false, untrue
- unjustly, falsely, wrongfully, improperly
- unjust, improper, wrong, improperly
Adverb
- in vain
- unjustly
Sher Examples
nāhaq ham majbūroñ par ye tohmat hai muḳhtārī kī
chāhte haiñ so aap kareñ haiñ ham ko abas badnām kiyā
nahaq hum majburon par ye tohmat hai muKHtari ki
chahte hain so aap karen hain hum ko abas badnam kiya
sach achchhā par us ke jilau meñ zahr kā hai ik pyāla bhī
pāgal ho kyuuñ nāhaq ko suqrāt bano ḳhāmosh raho
sach achchha par us ke jilau mein zahr ka hai ek pyala bhi
pagal ho kyun nahaq ko suqraat bano KHamosh raho
pakḌe jaate haiñ farishtoñ ke likhe par nā-haq
aadmī koī hamārā dam-e-tahrīr bhī thā
pakDe jate hain farishton ke likhe par na-haq
aadmi koi hamara dam-e-tahrir bhi tha
ना-हक़ के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
- अकारण, बेसबब, अन्याय, अनीति, नाइंसाफ़ी।,
- बे-वजह, नाइंसाफ़ी
क्रिया-विशेषण
- अनुचित रूप से और अकारण
- अकारण और बईमानी से
- बिना बजह; व्यर्थ में; बेमतलब।
نا حَق کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- (شاذ) محروم ، ناحقدار ، غیر مستحق
- بے جا ، ناروا ، نادرست ، غیر صحیح ، ناجائز ، جھوٹا ۔
- خلاف قانون ؛ غیر منصفانہ ، شرعا ً ناجائز
- (نا کا تحتی) بے انصافی سے، حق کے خلاف
- بے جا، بلا سبب، بے سبب، بے فائدہ، نامناسب، ناواجب
فعل متعلق
- بلا وجہ ، بے سبب ، کسی سبب کے بغیر
- بے فائدہ ، فضول ، عبث ، بلاضرورت ، لاحاصل ، بیکار
- خواہ مخواہ ، یوں ہی ، بیٹھے بٹھائے ، جھوٹ موٹ ۔
- ناجائز طور پر ، معقول عذر کے بغیر ، بلاوجہ ، بے خطا ، ضابطے اور قانون کے خلاف ، ظلم سے ، ناانصافی سے
- ناروا طور پر ، نامناسب انداز سے ، اخلاقیات کو نظر انداز کر کے ۔
اسم، مذکر
- غلطی ، عدم صداقت ، جھوٹ ، کذب ، دروغ ؛ ظلم ، زیادتی ۔
Urdu meaning of naa-haq
- Roman
- Urdu
- (shaaz) mahruum, naahaqdaar, Gair mustahiq
- bejaa, naaravaa, naadurust, Gair sahii, naajaayaz, jhuuTaa
- Khilaaf-e-qaanuun ; Gair munsifaanaa, sharaN naajaayaz
- (na ka tahtii) be insaafii se, haq ke Khilaaf
- bejaa, bilaasbab, besabab, befaa.idaa, naamunaasib, na vaajib
- bala vajah, besabab, kisii sabab ke bagair
- befaa.idaa, fuzuul, abas, bilaazruurat, laahaasil, bekaar
- KhvaahmaKhvaah, yuu.n hii, baiThe biThaa.e, jhuuT moT
- naajaayaz taur par, maaquul uzr ke bagair, bilaavjah, beKhtaa, zaabte aur qaanuun ke Khilaaf, zulam se, naa.insaafii se
- naaravaa taur par, naamunaasib andaaz se, aKhlaaqiiyaat ko nazarandaaj kar ke
- Galatii, adam sadaaqat, jhuuT, kizb, daroG ; zulam, zyaadtii
Synonyms of naa-haq
Antonyms of naa-haq
Compound words of naa-haq
Proverbs of naa-haq
Showing search results for: English meaning of naahak, English meaning of naahaq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sautii
सौती
.صَوتی
vocal, phonic
[ Alfaz ki ahmiyat sirf mazmun nahin balki sauti bhi hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
harfii
हर्फ़ी
.حَرْفی
literal, relating to letters
[ Tijori se teen-char frame le aya jinmein Lenin ke chand harfi note mahfuz the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naGma-saraa.ii
नग़्मा-सराई
.نَغْمَہ سَرائی
singing a song
[ Chashme se pani ke girne ki awaz aur chidiyon ki naghma-sarai sham ki faza ko pur-lutf bana rahi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
takabbur
तकब्बुर
.تَکَبُّر
arrogance
[ Takabbur insan ko le dubta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
parinda
परिंदा
.پَرِنْدَہ
bird, flyer
[ Mor Hindustan ka qaumi parinda hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fursat
फ़ुर्सत
.فُرْصَت
time, opportunity, occasion
[ Sumaiya ko din-bhar chulha-chauka se fursat nahin milti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
firqa
फ़िर्क़ा
.فِرْقَہ
sect, community
[ Swami Acharya Ramanand ne Ramawat firqa ki buniyad rakhi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sho'la
शो'ला
.شُعْلَہ
flame, fire, blaze, flash
[ Abadi mein lagi hui falak bos lohe ki chimniyon se aag ke shole nikal rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aarzuu
आरज़ू
.آرْزُو
wish, desire, aspiration
[ Arzuon ko chhod do to sukun hi sukun hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falak
फ़लक
.فَلَک
the celestial sphere, sky, sphere
[ Nujumi zamin par baithe-baithe falak aur ajram-e-falaki (heavenly bodies, i.e. stars, planets, etc.) se naata-rishta jodta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (naa-haq)
naa-haq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone