Search results
Saved words
Showing results for "muzmar"
Meaning ofSee meaning muzmar in English, Hindi & Urdu
English meaning of muzmar
Sher Examples
mere kirdār meñ muzmar hai tumhārā kirdār
dekh kar kyuuñ mirī tasvīr ḳhafā ho tum log
mere kirdar mein muzmar hai tumhaara kirdar
dekh kar kyun meri taswir KHafa ho tum log
maiñ kyā huuñ kaun huuñ kyā chiiz mujh meñ muzmar hai
ka.ī hijāb uThā.e magar hijāb meñ huuñ
main kya hun kaun hun kya chiz mujh mein muzmar hai
kai hijab uThae magar hijab mein hun
mohabbat aur qurbānī meñ hī ta.amīr muzmar hai
dar-o-dīvār se ban jaa.e ghar aisā nahīñ hotā
mohabbat aur qurbani mein hi tamir muzmar hai
dar-o-diwar se ban jae ghar aisa nahin hota
مُضْمَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- دل میں پوشیدہ رکھا گیا، پوشیدہ رکھا گیا، پنہاں، چھپا ہوا
Urdu meaning of muzmar
- Roman
- Urdu
- dil me.n poshiida rakhaa gayaa, poshiida rakhaa gayaa, pinhaan, chhipaa hu.a
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mujmar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'azaa-daarii
'अज़ा-दारी
.عَزا داری
mourning rituals, mourning (especially of Imam Hussain)
[ Marsia-nigari (Elegy) mein azadari ko ek khas ahmiyat hasil hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saltanat
सल्तनत
.سَلْطَنَت
kingdom, empire, dominion, realm, reign
[ Raniyan bhi saltanat ke umur mein shahanshah ki madad karti thin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ibtidaa
इब्तिदा
.اِبْتِدا
beginning, commencement
[ Ibtida mein insan ne qudrati hadsat se dar kar mavaraai (transcendental) taqat par yaqin karna shuru kiya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intihaa
इंतिहा
.اِنْتِہا
extremity, finish, end, close, termination
[ Mahatma Gandhi pul se Ganga nadi ki intiha nahin dikhai deti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bad-nazmii
बद-नज़्मी
.بَد نَظْمی
mismanagement, chaos
[ Bad-nazmi khatm karne ke liye hukumat ko koi mustahkam qadam uthana hoga ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaGaaz
आग़ाज़
.آغاز
beginning, start
[ Zyadatar log apne kamon ka aaghaz mubarak dinon mein hi karna pasand karte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ibrat
'इबरत
.عِبْرَت
learning from
[ Burayi ka anjam kabhi-kabhi bura bhi hota hai hamen usse ibrat hasil karna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziya
ता'ज़िया
.تَعْزِیَہ
representation of the shrines of Hasan and Husain
[ Muharram ka zamana aya to bimari ki wajah se khud taziya ki ziyarat ko na ja sake ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
anjaam
अंजाम
.اَنْجام
end, termination
[ Kabhi-kabhi bad-nazmi ka anjam bahut taklif-deh hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'alam
'अलम
.عَلَم
flag, banner, standard
[ Jitne tazie-dar hain shadde aur alam utha kar baithak-khane talak shewan (mourning) karte hue le jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (muzmar)
muzmar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone