Search results
Saved words
Showing results for "musaddas"
Meaning ofSee meaning musaddas in English, Hindi & Urdu
English meaning of musaddas
Sher Examples
sunā hai ki shā.er ho ai 'josh' tum bhī nazar bāġh-e-jannat pe kyuuñ hai tumhārī
musaddas meñ haalī to ye kah ga.e haiñ jahannam ko bhar deñge shā.er hamāre
suna hai ki shaer ho ai 'josh' tum bhi nazar bagh-e-jannat pe kyun hai tumhaari
musaddas mein haali to ye kah gae hain jahannam ko bhar denge shaer hamare
bazm-e-suḳhan meñ puurī musaddas uñDel kar
had se ziyāda 'ḳhālid'-e-irfān khul gayā
bazm-e-suKHan mein puri musaddas unDel kar
had se ziyaada 'KHalid'-e-irfan khul gaya
qasīda sher musaddas rubā.ī nazm ġhazal
mahakte hoñToñ kī tafsīr hai bhalī se bhalī
qasida sher musaddas rubai nazm ghazal
mahakte honTon ki tafsir hai bhali se bhali
मुसद्दस के हिंदी अर्थ
विशेषण
- शायरी में 6 पक्तियों वाला काव्य
- छ : भुजाओंवाला,
مُسَدَّس کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- جس بیت میں چھ رکن اور نظم میں چھ مصرعے ہوں اس بیت اور نظم کو مسدّس کہتے ہیں
- (اصطلاح علم ہندرسہ) چھ ضلعوں کی شکل جس کے سب ضلع اور زاوئیے برابر ہوں
Urdu meaning of musaddas
- Roman
- Urdu
- jis bait me.n chhः rukan aur nazam me.n chhः misre huu.n is bait aur nazam ko musaddas kahte hai.n
- (istilaah ilam hind rasaa) chhः zilo.n kii shakl jis ke sab zilaa aur zaavii.e baraabar huu.n
Interesting Information on musaddas
Musaddas is a form of poetry which spans over six lines. It is a quite popular form of Urdu poetry in which a large number of elegies and many long Nazms have been written. In each verse set of a Musaddas, the first four lines share the same Qafiya and Radeef, while the last two lines differ in them: these lines are called 'Bait'. One verse set from Iqbal's famous Nazm 'Shikwa', which is written in Musaddas, reads: hai bajā sheva-e-taslīm meñ mash.hūr haiñ ham qissa-e-dard sunāte haiñ ki majbūr haiñ ham saaz ḳhāmosh haiñ fariyād se māmūr haiñ ham naala aatā hai agar lab pe to māzūr haiñ ham ai ḳhudā shikva-e-arbāb-e-vafā bhī sun le ḳhūgar-e-hamd se thoḌā sā gila bhī sun le The word Musaddas also calls to mind Hali's 'Madd-o-Jazr-e-Islaam', which he wrote on the behest of Sir Syed. To this end, Sir Syed said that when God will ask him what he has brought forth from the world, he would answer, Hali se Musaddas likhwa kar laayaa hun, aur kuch nahin'. This Musaddas became popular by the name 'Musaddas-e-Hali'.
Author: Azra Naqvi
Related searched words
musaddas-tarkiib-band
مسدس کی ایک شکل جس میں پہلے چار مصرعے متحدالقوافی کہے جاتے ہیں اور پھر دو مصرعے الگ قافیے میں بصورتِ بیت مصرع کہہ کر ان کے ساتھ اضافہ کر دیے جاتے ہیں ، اس طرح چھ مصرعوں کا ایک بند مکمل ہو جاتا ہے اس صورت میں کوئی بھی بند اپنے کسی قافیے کے لیے کسی دوسرے بند کا محتاج یا تابع نہیں ہوتا ۔
musaddas-tarjii'-band
مسدس کی ایک قسم جس میں ایک ہی شعر کی ہر گرہ میں تکرار ہوتی ہے لیکن مسدس ترجیع بند ہیئت کے اعتبار سے نظم کی وہ قسم بھی کہلاتی ہے جس میں ہر بند چھ مصرعوں کا ہوتا ہے ، پہلے چار مصرعے متحدالقوافی لکھ کر دو مصرعے جداگانہ قافیے میں بصورتِ بیت مصرع ہر بند کے چار مصرعوں کے بعد دہرائے جاتے ہیں ۔
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (musaddas)
musaddas
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone